Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

meri pasand

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #61
    Re: meri pasand

    ateet apne aap ko kyun dohrata hai
    milkar koi phir kyun kho jata hai
    zindagi bhar saath rehne ka vada kyun kiya
    jab tumhe sirf bichhadna hi aata hai
    wo mujh sai aksaar
    kehti thi k tujhe
    appna k choorun
    gi or phir yun hi hova
    uss nai apna banaya or chor diya.....

    Comment


    • #62
      Re: meri pasand

      Agar Bas Mei Hota To Bhul Kar Bhi Tujhe Yaad Na Karta
      Har Lambha Yon Tere Intezar Mei Til Til Na Marta
      Alvida Tak Na Keh Kar Gaya Tu Jate Jate
      Jo Teri Hakeekat Janta To Khuda Ki Kasam Yeh Gunah Na Karta
      Agar Bas Mei Hota To Bhul Kar Bhi Tujhe Yaad Na Karta...
      wo mujh sai aksaar
      kehti thi k tujhe
      appna k choorun
      gi or phir yun hi hova
      uss nai apna banaya or chor diya.....

      Comment


      • #63
        Re: meri pasand

        mujhe mila bi kya hai zindagee ke liye.
        dil soch ta hai mera khud khushe ke liye,

        kisee se apne gham ka shikwa kya karoun,
        khud he zimedar houn bai basee ke liye.

        houtoun pe muskourahhat ankhoun me ashq lekar,
        main ek pehelee huu har kisee ke liye.
        wo mujh sai aksaar
        kehti thi k tujhe
        appna k choorun
        gi or phir yun hi hova
        uss nai apna banaya or chor diya.....

        Comment


        • #64
          Re: meri pasand

          Ishq Karne k bhi Kuch Adaab Huwa Kartey hai...
          Khuli ankhon mey bhi kuch khuwaab Huwa Kartey hai ...
          Har Koi Ro Kar Dekhaye Yeh Zaroori To Nahin..
          Khushk Ankhon mey Bhi Selaab Huwa Kartey Hai :)
          wo mujh sai aksaar
          kehti thi k tujhe
          appna k choorun
          gi or phir yun hi hova
          uss nai apna banaya or chor diya.....

          Comment


          • #65
            Re: meri pasand

            pyar karna koi gunah nahi phir bhi useme saza hai
            dil par dard rakhne ki koi aur hi maza hai.
            wo mujh sai aksaar
            kehti thi k tujhe
            appna k choorun
            gi or phir yun hi hova
            uss nai apna banaya or chor diya.....

            Comment


            • #66
              Re: meri pasand

              Mere Paas Se Woh Gujri Mera Haal Tak Na Pucha..
              Me Kaise Yakin Kar Lu Ki Woh Door Jakar Ke Roi.
              wo mujh sai aksaar
              kehti thi k tujhe
              appna k choorun
              gi or phir yun hi hova
              uss nai apna banaya or chor diya.....

              Comment


              • #67
                Re: meri pasand

                log kehte hein , wah kaise shabnam chhai hai,
                log kehte hein....wah kaise shabnam chhai hai,

                unhe kya maloom, chand ne ro ke raat bitai hai ...
                wo mujh sai aksaar
                kehti thi k tujhe
                appna k choorun
                gi or phir yun hi hova
                uss nai apna banaya or chor diya.....

                Comment


                • #68
                  Re: meri pasand

                  aane kitne armaan bevajeh aansuon mein dhal jaate hain...
                  hota hai kabhi yoon bhi ke tabbasum se lub chhil jaate hain ...
                  wo mujh sai aksaar
                  kehti thi k tujhe
                  appna k choorun
                  gi or phir yun hi hova
                  uss nai apna banaya or chor diya.....

                  Comment


                  • #69
                    Re: meri pasand

                    Labon pe tabassum
                    tho aankhon mein paani
                    yahi hai yahi diljalon ki nishani
                    bathaoo main kya aansoon ki haqeeqat
                    jo samjho tho sab kuch
                    na samjhe tho paani
                    wo mujh sai aksaar
                    kehti thi k tujhe
                    appna k choorun
                    gi or phir yun hi hova
                    uss nai apna banaya or chor diya.....

                    Comment


                    • #70
                      Re: meri pasand

                      Har Udaasi Dil Par Chayi Hui,
                      Har Khushi Hai Mujse Ghabrai Hui,

                      Aur Kya Rakha Hai Zindagi Ke Daaman Me,
                      Chand Kaliya Hai Vo Bhi Murjhaai Hui
                      wo mujh sai aksaar
                      kehti thi k tujhe
                      appna k choorun
                      gi or phir yun hi hova
                      uss nai apna banaya or chor diya.....

                      Comment


                      • #71
                        Re: meri pasand

                        dua toh yaad nahin , bas fakat itna yaad hai,
                        doo hatheliyan thi ,ek teri thi ek meri thi,

                        shisha-e-dil todna pada hamein,
                        intihan mohobaat ki kya batayen yaaron ,
                        ussi ke liye ussi ko chodna pada hamein.
                        wo mujh sai aksaar
                        kehti thi k tujhe
                        appna k choorun
                        gi or phir yun hi hova
                        uss nai apna banaya or chor diya.....

                        Comment


                        • #72
                          Re: meri pasand

                          Ruth gayi hai mujhko manane waali
                          Ab koi nahi naaz mera uthaane waali
                          Per jaane kya sonchta hai, Yeh khula darwaaza
                          Shayad rasta bhool gaya, aaane waaali
                          wo mujh sai aksaar
                          kehti thi k tujhe
                          appna k choorun
                          gi or phir yun hi hova
                          uss nai apna banaya or chor diya.....

                          Comment


                          • #73
                            Re: meri pasand

                            Wo sar se pehle zuban kaat lya karte hain
                            ke khuda se na kare koi shikayat unki
                            wo mujh sai aksaar
                            kehti thi k tujhe
                            appna k choorun
                            gi or phir yun hi hova
                            uss nai apna banaya or chor diya.....

                            Comment


                            • #74
                              Re: meri pasand

                              Woh judai ka gham de gaye Hum yadon ke sahare ji lete
                              Woh bhul janeka kasam de geye!!
                              wo mujh sai aksaar
                              kehti thi k tujhe
                              appna k choorun
                              gi or phir yun hi hova
                              uss nai apna banaya or chor diya.....

                              Comment


                              • #75
                                Re: meri pasand

                                Tumhare kadmo ke nishan per, hum ajj bhi khare hai
                                aa jao sambhal lo hume, hum ab larkharrane lagy hai
                                wo mujh sai aksaar
                                kehti thi k tujhe
                                appna k choorun
                                gi or phir yun hi hova
                                uss nai apna banaya or chor diya.....

                                Comment

                                Working...
                                X