Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

SADAFASLAM ki Choice

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #76
    Re: SADAFASLAM ki Choice

    Originally posted by WASI ANJUM View Post
    Ek tere na honay se............
    Sadaf sach poochhen ye park aankhoon mein aansoo aa gaye
    Dil ki ghehraiyon ko chho gai ye nazam........kuch dard jaag uthay
    bahoot khoobsurat sharing :rose

    G ACHA
    mujhay meri frnd nay ki achi lagi post ker di plz royee ga nahi :tasali:
    ALLAH Bless u

    Comment


    • #77
      Re: SADAFASLAM ki Choice

      Ban jaon ager tum sa, tumhain k sa lagy ga
      her pal main rahon tum say khafa,k sa lagy ga
      tum piyar main khud ko bhi mittany pay ho razi
      ban jaye ager piyar saza, k sa lagy ga
      khud say bhi zeyada ho yaqqen tum ko kisi per
      woh shaks hi day jaye dagha, k sa lagy ga


      K SAY LAGY GA???

      Comment


      • #78
        Re: SADAFASLAM ki Choice

        Originally posted by SADAFASLAM View Post
        KASH!!!

        Aisa Karna Key Chand Sey Kuch Mitti Lana
        Us Main Sey Do Putley Banana
        Ek Tumharey Jaisa
        Ek Merey Jaisa
        Un Potloon Ko Phir Tum Toor Deyna
        Un Sey Phir Tum Do Putley Banana
        Ek Tumharey Jaisa
        Ek Merey Jaisa
        Ta K
        Kuch Kuch Tum Main Hum Reh Jayen
        Kuch Kuch Hum Main Tum Reh Jana
        ap ki sharing bohat achi lagi .khsusan aj kafi din k badd app ki poetry parhi tu yeah piece of poetry bohat different lga .
        very nice collection:wk .
        keep sharingg..
        ~~~duaoon main dua yeah hay k bus mil jaein tujh ko he~~~~
        ~~~merey naseeb main likhi Khuda ney jo bhi khushiyan hon~~~

        Comment


        • #79
          Re: SADAFASLAM ki Choice

          hmmmmmmmm buht hi kamaaaaal ki sharing ki hai app ne
          buht hi achi lagi .......
          aor andaaz-e beyaan bhi buht acha laga :eye:

          humaisha aise hi share karte rehein
          apki next sharing ka intazaar rehe ga

          sada khush rehye :dua

          Comment


          • #80
            Re: SADAFASLAM ki Choice

            SHAZ N DILL_JALE
            pasand kernye ka Shukriya
            :)

            Comment


            • #81
              Re: SADAFASLAM ki Choice

              jaduger si Ankhain hain
              saada se ik chehray per
              kia jaduger si Ankhain hain
              jo dekhay in ka hojaye
              jo utray wo kho jaye
              kitnay sapnay jag rahay hain
              in palkon k saye saye..
              shama seher si ,chara gar si,
              namar barsi Ankhain hain
              anjani pahchani si
              apni aur begani si
              aik hi manzer ka hissa bhi
              aks bhi hairani bhi
              sahil jaisi lagty hain wo aur bhanwar si Ankhain hain
              saada se ik chahray per kia jadooger si Ankhain hain

              Comment


              • #82
                Re: SADAFASLAM ki Choice

                hmmmM achi hai...nice:clap:
                sigpic

                Comment


                • #83
                  Re: SADAFASLAM ki Choice

                  Originally posted by SADAFASLAM View Post
                  Aitbar mat karna
                  Aitbar mat karna
                  Chand ki udasi ka
                  Manzilon ki qurbat ka
                  Dard ki judai ka
                  Bekali ki furqat ka
                  Chahaton ki khushbo ka
                  Rastay main logon ka
                  Shehr ki mohabbat ka
                  Pyar kay musafir ka
                  Hijar kay bahane ka
                  Aitbar mat karna
                  Ansuon kay bahana ka...
                  Aitbar mat karn...!!!
                  wah.... nice yr:salam:
                  sigpic

                  Comment


                  • #84
                    Re: SADAFASLAM ki Choice

                    Originally posted by SADAFASLAM View Post
                    ek tere na hone se kuch badal nahin jata

                    hansna bhool jata hai
                    jeena bhool jata hai
                    ek tere na hone se...


                    ek tere na hone se
                    hmmm gud both achi hai....:khi:
                    sigpic

                    Comment


                    • #85
                      Re: SADAFASLAM ki Choice

                      :)Thank u 100 much Mekaal:rose

                      Comment


                      • #86
                        Re: SADAFASLAM ki Choice

                        Originally posted by SADAFASLAM View Post
                        Ye kitabon k qisey, ye fasanon ki baatein


                        Ye baatein kitaabi, ye nazmein puraani
                        Na in ki haqeeqat, na in ki kahani

                        Na likhna inhein, na mehfooz kerna
                        Ye jazbey hein bas inko mehsoos kerna!!!
                        hmmm itne achi hai:khi:
                        sigpic

                        Comment


                        • #87
                          Re: SADAFASLAM ki Choice

                          ABHI KUCH DAIR BAQI HAI
                          Abhi kuch dair baqi hai
                          Khiza'n k beet jany main
                          Gullo'n k muskurany main
                          Khushi k geet gany main
                          Abhi kuch dair baqi hai
                          Main tum ko bhol jaon ga
                          Na tum ko yaad a'aon ga
                          Main tum say door reh ker bhi
                          Tumhain ji ker dhikaon ga
                          Tumhain mallom hai
                          Lakin
                          Yeh sab main na ker pao'n ga
                          K tum ko bhol jany main
                          ABHI KUCH DAIR BAQI HAI...

                          Comment


                          • #88
                            Re: SADAFASLAM ki Choice

                            QISMAT...

                            Yaad to tab main karon jab ke bhoolaya ho tujhe

                            Dil me rehta hai too kab mujh se juda hota hai

                            Tujh ko dekha to ye ehssaas hoa hai mujh ko

                            Chand so baar bhi niklay to neya hota hai

                            Sari duniya ko khafa kar ke jisse paya main ne

                            Ab who duniya ki tarah mujhe se khafa hota hai
                            Last edited by SADAFASLAM; 18 March 2008, 20:39.

                            Comment


                            • #89
                              Re: SADAFASLAM ki Choice

                              Originally posted by SADAFASLAM View Post
                              Lakin
                              Yeh sab main na ker pao'n ga
                              K tum ko bhol jany main
                              ABHI KUCH DAIR BAQI HAI...
                              hmmmm gud achi he keep sharing miss..:rose
                              sigpic

                              Comment


                              • #90
                                Re: SADAFASLAM ki Choice

                                Originally posted by SADAFASLAM View Post
                                ABHI KUCH DAIR BAQI HAI
                                Abhi kuch dair baqi hai
                                Khiza'n k beet jany main
                                Gullo'n k muskurany main
                                Khushi k geet gany main
                                Abhi kuch dair baqi hai
                                Main tum ko bhol jaon ga
                                Na tum ko yaad a'aon ga
                                Main tum say door reh ker bhi
                                Tumhain ji ker dhikaon ga
                                Tumhain mallom hai
                                Lakin
                                Yeh sab main na ker pao'n ga
                                K tum ko bhol jany main
                                ABHI KUCH DAIR BAQI HAI...
                                Bahoot khoob Sadaf nice one :rose
                                sigpic

                                Comment

                                Working...
                                X