Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

SADAFASLAM ki Choice

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #61
    Re: SADAFASLAM ki Choice

    very nice poetry

    Comment


    • #62
      Re: SADAFASLAM ki Choice

      KASH!!!

      Aisa Karna Key Chand Sey Kuch Mitti Lana
      Us Main Sey Do Putley Banana
      Ek Tumharey Jaisa
      Ek Merey Jaisa
      Un Potloon Ko Phir Tum Toor Deyna
      Un Sey Phir Tum Do Putley Banana
      Ek Tumharey Jaisa
      Ek Merey Jaisa
      Ta K
      Kuch Kuch Tum Main Hum Reh Jayen
      Kuch Kuch Hum Main Tum Reh Jana
      Last edited by SADAFASLAM; 9 March 2008, 17:16.

      Comment


      • #63
        Re: SADAFASLAM ki Choice

        Assalam-o-Allaikum sadafaslam jee


        waaaaaaaaah buht hi umdaaaaaaaaaaaaaaaa intekhab hai apka
        buht hi zabarrrrrrrrrrrrrrrdasssssssst
        :rose
        khush rehye sada....

        main bhi kuch share kar rahi hun ....:)umeed hai pasand karen gey

        Hum se kia poochhte ho hijr main kia karte hain
        tere laut aane ki din raat dua karte hain

        ab koi hont nahin inn ko churane aate
        meri aankhon main agar ashk hua karte hain

        teri tu jaane..par a jaan_e_tamanna hum tau
        saans k saath tujhe yaad kia karte hain

        teri tasveer laga lete hain hum seene se
        phir tere khat se teri baat kiya karte hain

        gr tujhe chhorne ki soch bhi aaye dil main
        hum tau khud ko bhi wahin chhor dia karte hain

        Comment


        • #64
          Re: SADAFASLAM ki Choice

          Originally posted by SADAFASLAM View Post
          KASH!!!

          Aisa Karna Key Chand Sey Kuch Mitti Lana
          Us Main Sey Do Putley Banana
          Ek Tumharey Jaisa
          Ek Merey Jaisa
          Un Potloon Ko Phir Tum Toor Deyna
          Un Sey Phir Tum Do Putley Banana
          Ek Tumharey Jaisa
          Ek Merey Jaisa
          Ta K
          Kuch Kuch Tum Main Hum Reh Jayen
          Kuch Kuch Hum Main Tum Reh Jana
          hmmM both achy nice..........
          sigpic

          Comment


          • #65
            Re: SADAFASLAM ki Choice

            Originally posted by SADAFASLAM View Post
            Mujhay aur kahin le chal sanwal


            jahan nafrat dil mein bus na sake
            jahan koi kissi ko duss na sake
            jahan koi kissi pe hunss na sake
            jahan koi b gunjal kuss na sake !

            Mujhay aur kahin le chal sanwal

            jahan dard kissi ko raas na ho
            jahan koi b uddas na ho
            jahan zulmat ki boo bass na ho
            jahan too b ziada pass na ho

            Mujhay aur kahin le chal sanwal
            salamz....
            ........nice g........:khi:
            sigpic

            Comment


            • #66
              Re: SADAFASLAM ki Choice

              Originally posted by D!l_J@Le View Post
              Assalam-o-Allaikum sadafaslam jee


              waaaaaaaaah buht hi umdaaaaaaaaaaaaaaaa intekhab hai apka
              buht hi zabarrrrrrrrrrrrrrrdasssssssst
              :rose
              khush rehye sada....

              main bhi kuch share kar rahi hun ....:)umeed hai pasand karen gey
              Thanx pusand kerny ka aur aap ki bhi choice achi hai

              Comment


              • #67
                Re: SADAFASLAM ki Choice

                Originally posted by mekaal View Post
                hmmM both achy nice..........
                THANX Mekaal:)

                Comment


                • #68
                  Re: SADAFASLAM ki Choice

                  Originally posted by SADAFASLAM View Post
                  Thanx pusand kerny ka aur aap ki bhi choice achi hai
                  ur most welcome janab:)


                  and shukariya iss nasheez ki choice pasand karne ka... :rose


                  khush rehye sada
                  :dua

                  Comment


                  • #69
                    Re: SADAFASLAM ki Choice

                    Aitbar mat karna
                    Aitbar mat karna
                    Chand ki udasi ka
                    Manzilon ki qurbat ka
                    Dard ki judai ka
                    Bekali ki furqat ka
                    Chahaton ki khushbo ka
                    Rastay main logon ka
                    Shehr ki mohabbat ka
                    Pyar kay musafir ka
                    Hijar kay bahane ka
                    Aitbar mat karna
                    Ansuon kay bahana ka...
                    Aitbar mat karn...!!!

                    Comment


                    • #70
                      Re: SADAFASLAM ki Choice

                      Originally posted by SADAFASLAM View Post
                      Usay maine hi likha tha



                      Usay maine hi likha tha
                      k lehjey barf ho jayein
                      to phir pighla nahi kartey
                      parinday dar k urr jayein
                      to phir lota nahi kartey
                      usay maine hi likha tha
                      yaqeen uth jaye to shayed
                      kabhi wapis nahi aata
                      hawaon ka koi toofaan
                      kabhi barish nahi lata
                      usay maine hi likha tha
                      k sheesha toot jaye to
                      kabhi phir jurr nahi pata
                      jo rastey se bhatak jaye
                      wo wapas murr nahi pata
                      usay kehna woh be'maani adhoora khat
                      usay maine hi likha tha
                      usay kehna k deewanay

                      mukammal khat nahi likhtey...!
                      Originally posted by SADAFASLAM View Post
                      Mujhay aur kahin le chal sanwal

                      Mujhay aur kahin le chal sanwal
                      jahan raat kabhi b soi na ho
                      jahan subah kissi pe roi na ho
                      jahan hijer ne wehshat boi na ho
                      jahan koi kissi ka koi na ho

                      Mujhay aur kahin le chal sanwal

                      jahan shaher hoon sare wairane
                      jahan loog sabhi hoon baigane
                      jahan sab k sab hoon dewane
                      jahan koi humain na pehchane

                      Mujhay aur kahin le chal sanwal

                      jahan nafrat dil mein bus na sake
                      jahan koi kissi ko duss na sake
                      jahan koi kissi pe hunss na sake
                      jahan koi b gunjal kuss na sake !

                      Mujhay aur kahin le chal sanwal

                      jahan dard kissi ko raas na ho
                      jahan koi b uddas na ho
                      jahan zulmat ki boo bass na ho
                      jahan too b ziada pass na ho

                      Mujhay aur kahin le chal sanwal
                      Bahoot khoob Sadaf nice choice :rose
                      sigpic

                      Comment


                      • #71
                        Re: SADAFASLAM ki Choice

                        Originally posted by SADAFASLAM View Post
                        Aitbar mat karna
                        Aitbar mat karna
                        Chand ki udasi ka
                        Manzilon ki qurbat ka
                        Dard ki judai ka
                        Bekali ki furqat ka
                        Chahaton ki khushbo ka
                        Rastay main logon ka
                        Shehr ki mohabbat ka
                        Pyar kay musafir ka
                        Hijar kay bahane ka
                        Aitbar mat karna
                        Ansuon kay bahana ka...
                        Aitbar mat karn...!!!
                        its really nice janab
                        "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                        Comment


                        • #72
                          Re: SADAFASLAM ki Choice

                          Thanx Sarfraz :)

                          Comment


                          • #73
                            Re: SADAFASLAM ki Choice

                            Ye kitabon k qisey, ye fasanon ki baatein

                            Ye kitabon k qisey, ye fasanon ki baatein
                            Nigahon ki jhil mill, judai ki raatein

                            Muhabbat ki qasmein, nibhane k wade
                            Ye dhoka wafa ka, ye jhootey iraadey

                            Ye baatein kitaabi, ye nazmein puraani
                            Na in ki haqeeqat, na in ki kahani

                            Na likhna inhein, na mehfooz kerna
                            Ye jazbey hein bas inko mehsoos kerna!!!

                            Comment


                            • #74
                              Re: SADAFASLAM ki Choice

                              ek tere na hone se kuch badal nahin jata
                              phoolon ki khushboo hoti hai
                              parindey b chehekte rehte hen
                              badal b barastey rehte hen
                              per ek tere naa hone se koi ha
                              jo
                              hansna bhool jata hai
                              jeena bhool jata hai
                              ek tere na hone se...


                              ek tere na hone se

                              Comment


                              • #75
                                Re: SADAFASLAM ki Choice

                                Originally posted by SADAFASLAM View Post
                                ek tere na hone se kuch badal nahin jata
                                phoolon ki khushboo hoti hai
                                parindey b chehekte rehte hen
                                badal b barastey rehte hen
                                per ek tere naa hone se koi ha
                                jo
                                hansna bhool jata hai
                                jeena bhool jata hai
                                ek tere na hone se...


                                ek tere na hone se
                                Ek tere na honay se............
                                Sadaf sach poochhen ye park aankhoon mein aansoo aa gaye
                                Dil ki ghehraiyon ko chho gai ye nazam........kuch dard jaag uthay
                                bahoot khoobsurat sharing :rose
                                sigpic

                                Comment

                                Working...
                                X