Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~*~meiji ka intikhaab~*~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #61
    Re: Woh Jo Hum Main Tum Main Qarar Tha....

    buht khoob....mujhay buht pasand hai uyeh kalam
    thanks for sharing
    For New Designers
    وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

    Comment


    • #62
      Re: Woh Jo Hum Main Tum Main Qarar Tha....

      Originally posted by Aabgina View Post
      buht khoob....mujhay buht pasand hai uyeh kalam
      thanks for sharing
      Thank u for liking mod:)

      Comment


      • #63
        Re: ~*~meiji ka intikhaab~*~

        ab aap isi thread mein apna intikhaab share kiya kijiye...:)
        For New Designers
        وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

        Comment


        • #64
          Re: ~*~meiji ka intikhaab~*~

          Can anyone help me how can I post a new thread in this collection of mine? I wanna share some more collection but there is no tab for new post....only what I can see is Post Reply.:donno:

          Comment


          • #65
            Re: ~*~meiji ka intikhaab~*~

            Originally posted by Aabgina View Post
            ab aap isi thread mein apna intikhaab share kiya kijiye...:)
            Jii I want to share more collection but there is no tab for "new post" rather I can see only "Post Reply"? Can u help me in this regard mod?:)

            Comment


            • #66
              Re: ~*~meiji ka intikhaab~*~

              Koi Tasveer Mukamil Nahee Hoonay Pai...

              Abh Joo Daikhain Tu Koi Aaisee Bari Baat Na Thee
              Yeh Shab o Roz o Mah o Saal Ka Pur Paich Safar
              Qadray Aasan Bhee Hoo Sakta Tha !
              Yeh Jo Her More Pay Kuch Uljhay Howay Rastay Hain
              Inn Main Tarteeb Ka Imkaan Bhee Hoo Sakta Tha !
              Hum Zara Dehaan Say Chultay Tu Woh Ghar
              Jis Kay Baam o Dar o Dewaar Pay Veerani Hai !
              Jis Key Her Subah Main Shamoo~n Key Pareeshanii Hai!
              Uss Main Hum Chain Say Aabad Bhee Hoo Saktay Thay
              Bakht Say Aman Key Rahain Bhee Nikal Saktii Theen
              Waqt Say Sulah Ka Paymaan Bhee Hoo Sakta Tha
              Abh Jo Daikhain Tu Buhat Saaf Nazar Aatay Hain
              Saray Manzar Bhee, Pus Manzar Bhee
              Laikin Iss Dair Khiyaali Ka Sila Kiya Hoo Ga?
              Yeh Tu Sub Baad Key Baatain Hain Mairee Jaan, Inhain
              Daikhtay, Soochtay Rehnay Say Bhala Kiya Hoo Ga?
              Woh Joo Hoona Tha Howa------ Hoo Bhee Chuka
              Waqt Key Looh Pay Likhii Howi Tahreer Kay Harf
              Khat e Tanseekh Say Waqif Hee Nahee
              Bhakht, Maktab Kay Register Key Tarah Hoota Hai
              Apnay Number Pay Joo Lubbaik Nahee Keh Paatay
              Unn Ka Kuch Uzr Nahee ------ Koi Bhee Faryaad Nahee
              Yeh Woh Taaiyar Hain Jinhain Apni Nawa Yaad Nahee
              Line-nain Kat-ti Raheen Lafz Badalnay Kay Sabub
              Koi Tahreer Musalsal Nahee Hoonay Paie
              Hasil e Umer ---- Yehi Chund Adhooray Khakay !
              Koi Tasveer, Mukamil Nahee Hoonay Paie............"sighs"

              Comment


              • #67
                Re: ~*~meiji ka intikhaab~*~

                Originally posted by meiji View Post
                Jii I want to share more collection but there is no tab for "new post" rather I can see only "Post Reply"? Can u help me in this regard mod?:)
                jaisay aap nay yeh reply kia hai ....

                Originally posted by meiji View Post
                Koi Tasveer Mukamil Nahee Hoonay Pai...

                Abh Joo Daikhain Tu Koi Aaisee Bari Baat Na Thee
                Yeh Shab o Roz o Mah o Saal Ka Pur Paich Safar
                Qadray Aasan Bhee Hoo Sakta Tha !
                Yeh Jo Her More Pay Kuch Uljhay Howay Rastay Hain
                Inn Main Tarteeb Ka Imkaan Bhee Hoo Sakta Tha !
                Hum Zara Dehaan Say Chultay Tu Woh Ghar
                Jis Kay Baam o Dar o Dewaar Pay Veerani Hai !
                Jis Key Her Subah Main Shamoo~n Key Pareeshanii Hai!
                Uss Main Hum Chain Say Aabad Bhee Hoo Saktay Thay
                Bakht Say Aman Key Rahain Bhee Nikal Saktii Theen
                Waqt Say Sulah Ka Paymaan Bhee Hoo Sakta Tha
                Abh Jo Daikhain Tu Buhat Saaf Nazar Aatay Hain
                Saray Manzar Bhee, Pus Manzar Bhee
                Laikin Iss Dair Khiyaali Ka Sila Kiya Hoo Ga?
                Yeh Tu Sub Baad Key Baatain Hain Mairee Jaan, Inhain
                Daikhtay, Soochtay Rehnay Say Bhala Kiya Hoo Ga?
                Woh Joo Hoona Tha Howa------ Hoo Bhee Chuka
                Waqt Key Looh Pay Likhii Howi Tahreer Kay Harf
                Khat e Tanseekh Say Waqif Hee Nahee
                Bhakht, Maktab Kay Register Key Tarah Hoota Hai
                Apnay Number Pay Joo Lubbaik Nahee Keh Paatay
                Unn Ka Kuch Uzr Nahee ------ Koi Bhee Faryaad Nahee
                Yeh Woh Taaiyar Hain Jinhain Apni Nawa Yaad Nahee
                Line-nain Kat-ti Raheen Lafz Badalnay Kay Sabub
                Koi Tahreer Musalsal Nahee Hoonay Paie
                Hasil e Umer ---- Yehi Chund Adhooray Khakay !
                Koi Tasveer, Mukamil Nahee Hoonay Paie............"sighs"

                jasiay yeh shairi post ki.........Go advance per ja kar bhi reeply kar saktay hain ...aur is tarah simply bhi....:)
                For New Designers
                وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                Comment


                • #68
                  Re: ~*~meiji ka intikhaab~*~

                  Originally posted by Aabgina View Post
                  jaisay aap nay yeh reply kia hai ....



                  jasiay yeh shairi post ki.........Go advance per ja kar bhi reeply kar saktay hain ...aur is tarah simply bhi....:)
                  Thank you for the guidance mod:)

                  Comment


                  • #69
                    Re: ~*~meiji ka intikhaab~*~

                    YEH AUR BAAT TAIREE GALI MAIN NA AAYEN HUM

                    Yeh Oor Baat Tairee Gali Main Na Aayen Hum
                    Laikin Yeh Kiya Keh Shaher Taira Choor Jain Hum

                    Muddat Howi Hai Koay Butaan Key Taraf Gaiy
                    Awargi Say Dil Ko Kahan Tak Bachaain Hum

                    Shaaid Ba Qaid e Zeest Yeh Saa-at Na Aa Sakay
                    Tum Dastaan e Shook Sunoo Oor Sunaain Hum................"sighs"

                    Bay Nur Ho Chuki Hai Buhat Shaher Key Fizza
                    Tareek Rastoon Main Kaheen Kho Na Jain Hum

                    Uss Kay Bayghair Aaj Buhat Ji Udass Hai
                    "Jalib" Chaloo Kaheen Say Ussay Dhoond Laaiyen Hum

                    Comment


                    • #70
                      Re: ~*~meiji ka intikhaab~*~

                      AAJ TU BAYSUBAB UDASS HAI JI

                      Ajj Tu Baysubab Udass Hai Ji
                      Ishq Hoota Tu Koi Baat Bhee Thi

                      Jalta Phirta Hun Kyun Dopaheroun Main
                      Janay Kiya Cheez Khoo Gaiee Mairee

                      Waheen Phirta Hun Main Bhee Khakh Basar
                      Iss Bharay Shaher Main Hai Ik Gaali

                      Chuptaa Phirta Hai Ishq Duniyaa Say
                      Phailtii Jaa Rahee Hai Ruswaai

                      Humnasheen Kiya Kahoon Keh Woh Kiya Hai
                      Choor Yeh Baat Neend Urnay Lagii

                      Ajj Tu Woh Bhee Kuch Khamoosh Saa Tha
                      Main Nay Bhee Uss Say Koi Baat Na Key

                      Ik Dum Uss Kay Haath Choom Liay
                      Yeh Mujhay Baithay Bithaiy Kiya Soojha

                      Tu Joo Itna Udass Hai "Nasir"
                      Tujhay Kiya Hoo Giya Bata Tu Sahi

                      Comment


                      • #71
                        Re: ~*~meiji ka intikhaab~*~

                        Originally posted by meiji View Post
                        AAJ TU BAYSUBAB UDASS HAI JI

                        Ajj Tu Baysubab Udass Hai Ji
                        Ishq Hoota Tu Koi Baat Bhee Thi

                        Jalta Phirta Hun Kyun Dopaheroun Main
                        Janay Kiya Cheez Khoo Gaiee Mairee

                        Waheen Phirta Hun Main Bhee Khakh Basar
                        Iss Bharay Shaher Main Hai Ik Gaali

                        Chuptaa Phirta Hai Ishq Duniyaa Say
                        Phailtii Jaa Rahee Hai Ruswaai

                        Humnasheen Kiya Kahoon Keh Woh Kiya Hai
                        Choor Yeh Baat Neend Urnay Lagii

                        Ajj Tu Woh Bhee Kuch Khamoosh Saa Tha
                        Main Nay Bhee Uss Say Koi Baat Na Key

                        Ik Dum Uss Kay Haath Choom Liay
                        Yeh Mujhay Baithay Bithaiy Kiya Soojha

                        Tu Joo Itna Udass Hai "Nasir"
                        Tujhay Kiya Hoo Giya Bata Tu Sahi

                        aaj mera bhi jii kuch aisey hi besabab udaas hai..is ko parh kr laga k jaisey merey dil ki baat keh di hoo :blush:

                        v nice dear :thmbup:

                        Comment


                        • #72
                          Re: ~*~meiji ka intikhaab~*~

                          Thank u for liking aquari:) well when Iposted this one I was also in the same condition "Ajj Tu Basubab Udass Hai Jii"................n was perusing through my collection and decided to post this one........

                          Comment


                          • #73
                            Re: ~*~meiji ka intikhaab~*~

                            Maira Dard

                            Maira Dard Naghma e Bay Sada
                            Mairee Zaat Zerra e Bay Nishaan
                            Mairay Dard Ko Jo Zubaan Millay
                            Mujhay Apna Naam o Nishaan Millay

                            Mairee Zaat Ka Jo Nishaan Millay
                            Mujhay Raz e Nazm e Jahan Millay
                            Jo Mujhay Yeh Raz e Nihaan Millay
                            Mairee Khamshe Ko Biyaan Millay

                            Mujhay Qainaat Key Sarwarii
                            Mujhay Doulat e Doo Jahan Millay

                            Comment


                            • #74
                              Re: ~*~meiji ka intikhaab~*~

                              Yeh Oor Baat Tairee Gali Main Na Aayen Hum
                              Laikin Yeh Kiya Keh Shaher Taira Choor Jain Hum


                              haa kum sey kum ummid tu rahey k kabhi tu samna hogaa :)
                              Muddat Howi Hai Koay Butaan Key Taraf Gaiy
                              Awargi Say Dil Ko Kahan Tak Bachaain Hum


                              awargi ki taraf dil amada ho bhi jayee tu acha hi hai naa

                              Shaaid Ba Qaid e Zeest Yeh Saa-at Na Aa Sakay
                              Tum Dastaan e Shook Sunoo Oor Sunaain Hum................"sighs"


                              fursatain miley bhi tu sahii...zeest bhar hum aisi fursatain dhoondney main lagey rehtey hain k woh sunay or sunain hum

                              Bay Nur Ho Chuki Hai Buhat Shaher Key Fizza
                              Tareek Rastoon Main Kaheen Kho Na Jain Hum


                              aisey main diloo ko roshan rakhnaa bauht zraoori hota haii...

                              Uss Kay Bayghair Aaj Buhat Ji Udass Hai
                              "Jalib" Chaloo Kaheen Say Ussay Dhoond Laaiyen Hum

                              kash k dhoondney pr hi koi mil jayee !

                              Comment


                              • #75
                                Re: ~*~meiji ka intikhaab~*~

                                Originally posted by aquari View Post

                                haa kum sey kum ummid tu rahey k kabhi tu samna hogaa :)


                                awargi ki taraf dil amada ho bhi jayee tu acha hi hai naa



                                fursatain miley bhi tu sahii...zeest bhar hum aisi fursatain dhoondney main lagey rehtey hain k woh sunay or sunain hum



                                aisey main diloo ko roshan rakhnaa bauht zraoori hota haii...


                                kash k dhoondney pr hi koi mil jayee !
                                hahahahahaha very nice explanations aquari:) parh kay maza aa giya:rose

                                Comment

                                Working...
                                X