dard
dard kitna bhi ho ghara
aseY mun meiN hi chopana
honToN seY muskurana
Zabt ka daman na ghanwana
Aansoo na chalkana
ager ye dard
AankhoN keY rasteY
pani ban ker bhaneY lageY ga
to dard to kam na ho ga
mager ,tamasha baneY gi dunya
kiyo_k
zakhmoN ki numayish kerneY seY
marhum nahi milta
zakham aur ghara ho jata haY
ager jina haY tujh ko shan seY
to her dard ,her gam ko sath leY ker chalna
khabi Aansoo na bahana
her pal muskurana
__________________
dard kitna bhi ho ghara
aseY mun meiN hi chopana
honToN seY muskurana
Zabt ka daman na ghanwana
Aansoo na chalkana
ager ye dard
AankhoN keY rasteY
pani ban ker bhaneY lageY ga
to dard to kam na ho ga
mager ,tamasha baneY gi dunya
kiyo_k
zakhmoN ki numayish kerneY seY
marhum nahi milta
zakham aur ghara ho jata haY
ager jina haY tujh ko shan seY
to her dard ,her gam ko sath leY ker chalna
khabi Aansoo na bahana
her pal muskurana
__________________
Comment