Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~Annayah Ka Intikhaab~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • ~Annayah Ka Intikhaab~

    tayree yadoon ka eik shaher basaya hay may nay
    shayad issi tarah khudd ko jena shekhaya hay may nay

    tayray khaab kub say ebadut lugnay lugay mujay
    shyad junmoon say bundgi ka juzba paya hay may nay


    tumhari sorat may najany chand dikhta hay mujay
    tumhari deeed say hi ankhoon ko roshan banaya hay may nay


    mari rooh ka rishta hay tum say jurra howa junmoon say
    tumharay liya rustoon ke khakk oor lumba sufer paya hay may nay


    tayrii yadoon ka eik shaher bana hay may nay
    shayad issi tarah khudd ko jena shekhaya hay may nay

    __________________







    Waqt guzarta raha par saanse thami si thi,
    muskura rahe the hum, par ankhoN meiN nami si thi,
    sath hamare ye jahaaN tha sara
    par na jane kio kisi ki kami si thi....



  • #2
    Re: mari rooh ka rishta

    Nice sharing. Thanks..

    Comment


    • #3
      Re: mari rooh ka rishta

      tayrii yadoon ka eik shaher bana hay may nay
      shayad issi tarah khudd ko jena shekhaya hay may nay


      yeh mumkin nahi..........


      nice sharing

      Comment


      • #4
        Re: mari rooh ka rishta

        bohut khoob

        Comment


        • #5
          Re: mari rooh ka rishta

          Assalaam-0-Alaikom:rose

          buht khoob
          For New Designers
          وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

          Comment


          • #6
            Re: mari rooh ka rishta

            zabardast :phool:

            Comment


            • #7
              Re: mari rooh ka rishta

              thx for liking:)






              Waqt guzarta raha par saanse thami si thi,
              muskura rahe the hum, par ankhoN meiN nami si thi,
              sath hamare ye jahaaN tha sara
              par na jane kio kisi ki kami si thi....


              Comment


              • #8
                Re: mari rooh ka rishta

                tayree yadoon ka eik shaher basaya hay may nay
                shayad issi tarah khudd ko jena shekhaya hay may nay..


                beautiful choice hai annayah...:welcome: :phool:
                sigpic


                Comment


                • #9
                  Re: mari rooh ka rishta

                  Bohat khooB :) Bohat achi sharing hay keep sharing dear :rose
                  Allah

                  Comment


                  • #10
                    Re: mari rooh ka rishta

                    mari rooh ka rishta hay tum say jurra howa junmoon say
                    tumharay liya rustoon ke khakk oor lumba sufer paya hay may nay


                    excellent :)

                    keep it up :)

                    Comment


                    • #11
                      ***Mere Wajdaan mein tum thay***

                      Raat main tanha thee
                      Mere dheeyan main tum thay
                      tehreer main tum thay
                      mere wajdaan main tum thay
                      aahat thee k betaab keeye detee thee mujhko
                      ehsaas yeh kehta tha k daalan main tum thay
                      jo ajnabee dastak thee,,
                      magar main ne darey jaan
                      yeh soch kar khola
                      ke imkaan main tum thay
                      Main kya...
                      sitaron ne bhi jhapkee na theen aankhen
                      kal shab..shabb-e-mehtaab thee
                      or lawn main tum thay
                      kya dekhte oron ki taraf
                      hum se giriftaar...
                      har ehad main
                      beete huwe paimaan main tum thay...

                      __________________






                      Waqt guzarta raha par saanse thami si thi,
                      muskura rahe the hum, par ankhoN meiN nami si thi,
                      sath hamare ye jahaaN tha sara
                      par na jane kio kisi ki kami si thi....


                      Comment


                      • #12
                        ~~~Rishta~~~

                        Lagta ek pal hai nayaa rishtaa koi banaane me
                        aati mushkl hai magar door tak use le jaane me

                        waada karte to hain ta-umr saath nibhaane ka
                        toot jaate magar rishte hain jaane anjaane me

                        aataa kyun hai apnaa bankar koi dil ke kareeb
                        jab hotii mushkil hai ek galtii bhii bhulaane me

                        Khair, acchaa kiyaa todh diyaa bharam meraa
                        sochta thha ke hoon accha dosti nibhaane me

                        Toote huwe rishte chubhte unko bhi to honge
                        Meraa dil akelaa hi to aisaa nahii zamaane me
                        __________________
                        Last edited by annayah; 8 September 2006, 03:46.






                        Waqt guzarta raha par saanse thami si thi,
                        muskura rahe the hum, par ankhoN meiN nami si thi,
                        sath hamare ye jahaaN tha sara
                        par na jane kio kisi ki kami si thi....


                        Comment


                        • #13
                          ~*~*Firaaq k Lamhey~*~*

                          Terey Merey DarmiyaaN
                          Firaaq Ke Ye Lamhey
                          Kuch Aisey Waqt Mein Aye Hain
                          Ke Zaroorat Hum Dono Ko
                          Ek Doosrey Ke Qurb Ki Thi
                          Har Chand Ke Ye Gharhiyaan
                          Bohut Hi Mukhtasir Si Hain
                          Ek EK Pal Magar
                          Sadiyon Pe Muheet Lagta Hai
                          ZindaaN Mein Jesey Zanjeeroon Ka
                          Saaz o Sangeet Lagta Hai
                          Terey Merey DarmiyaaN
                          Firaaq Ke Ye Lamhey
                          Har Chand Ke Mukhtasir To Hain Lekin
                          Dil To Har Pal Ka Hisaab Maangey Ga
                          Har Aek Aansoo Khiraaj Maangey Ga
                          Aankhain Sawal Poochain Gi
                          Har Khayal Jawab Maangey Ga
                          Tujh Se Doori Ka
                          Aur Doori Mein Hayil
                          Be KaraaN Samandar Ka
                          An Ginat Jazeeron Ka
                          Tujh Se Door Reh Kar
                          Dharhkan, Aansoo, Nigaah o Khayal
                          In Ko Samjhana Mushkil Hota Hai
                          Behlaana Mushkil Hota Hai
                          Wasal Ki Aas Mein
                          In Ki Naraazgi Sehtey Hain
                          Har Pal Ek Dard Naya Sehtey Hain
                          Kiya Kahoon
                          Kitney Karb Mein Rehtey Hain
                          Firaaq Ke Ye Lamhey
                          Maslehaton Ke Pardey Mein
                          Moonh Chupa Kar Jo Aye Hain
                          Azaab-e-Jaan Ban Ke Aye Hain
                          Magar Meri Jaan
                          Maslehaton Ke Aainey Mein
                          Sitaaron Ki Jhil mil Mein
                          Tammanayon Ke Raastey Pe
                          Hum Dono Saath Hain
                          Khushbooyon Ka Daman Pakrhey
                          Mehaktey Hoye Jazbaat Hain
                          Last edited by annayah; 8 September 2006, 03:54.






                          Waqt guzarta raha par saanse thami si thi,
                          muskura rahe the hum, par ankhoN meiN nami si thi,
                          sath hamare ye jahaaN tha sara
                          par na jane kio kisi ki kami si thi....


                          Comment


                          • #14
                            Re: ~*~*Firaaq k Lamhey~*~*

                            wha gee wah kia baat hay....

                            Comment


                            • #15
                              Re: ~~~Rishta~~~

                              buhat hee alla

                              Comment

                              Working...
                              X