Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~Annayah Ka Intikhaab~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • dard

    dard kitna bhi ho ghara
    aseY mun meiN hi chopana
    honToN seY muskurana
    Zabt ka daman na ghanwana
    Aansoo na chalkana
    ager ye dard
    AankhoN keY rasteY
    pani ban ker bhaneY lageY ga
    to dard to kam na ho ga
    mager ,tamasha baneY gi dunya
    kiyo_k
    zakhmoN ki numayish kerneY seY
    marhum nahi milta
    zakham aur ghara ho jata haY
    ager jina haY tujh ko shan seY
    to her dard ,her gam ko sath leY ker chalna
    khabi Aansoo na bahana
    her pal muskurana
    __________________
    Attached Files
    Last edited by Masood; 29 October 2006, 02:16.






    Waqt guzarta raha par saanse thami si thi,
    muskura rahe the hum, par ankhoN meiN nami si thi,
    sath hamare ye jahaaN tha sara
    par na jane kio kisi ki kami si thi....


    Comment


    • kisi se na kehna

      kisi ne kaha tha kisi se na kehna
      lage chot dil pe tu khamosh rehna

      Sune ga jo tum pe hanse ga zamana
      jahan chot khana wahen muskurana
      magar iss ada se se ki ro de zamana
      Last edited by annayah; 25 October 2006, 22:31.






      Waqt guzarta raha par saanse thami si thi,
      muskura rahe the hum, par ankhoN meiN nami si thi,
      sath hamare ye jahaaN tha sara
      par na jane kio kisi ki kami si thi....


      Comment


      • Re: kisi se na kehna

        :) sahi

        Comment


        • tum ko dekha tu

          Tum ko daykha tu yeh khiyal aya
          zindgee dhoop tum ghana saya

          tum chalay jaoo gay tu sochein gein
          hum nay kia khoya hum nay kia paya


          hum jise gunguna nahi sakte
          waqt ne aysa kuon gaya ?
          __________________
          Last edited by annayah; 26 October 2006, 18:47.






          Waqt guzarta raha par saanse thami si thi,
          muskura rahe the hum, par ankhoN meiN nami si thi,
          sath hamare ye jahaaN tha sara
          par na jane kio kisi ki kami si thi....


          Comment


          • Re: tum ko dekha tu

            sher kuch yun nahi?
            Tum ko daykha tu yeh khiyal aya
            zindgee dhoop tum ghana saya

            tum chalay jaoo gay tu sochein gein
            hum nay kia khoya hum nay kia paya

            Comment


            • Attached Files
              Last edited by annayah; 27 October 2006, 23:05.






              Waqt guzarta raha par saanse thami si thi,
              muskura rahe the hum, par ankhoN meiN nami si thi,
              sath hamare ye jahaaN tha sara
              par na jane kio kisi ki kami si thi....


              Comment


              • Re: tum ko dekha tu

                Ji ..i Dont Know..mein Ne Aik Site Par Parhi Tu Share Kar Di ..aap Correct Kar Do :)






                Waqt guzarta raha par saanse thami si thi,
                muskura rahe the hum, par ankhoN meiN nami si thi,
                sath hamare ye jahaaN tha sara
                par na jane kio kisi ki kami si thi....


                Comment


                • Re: kisi se na kehna

                  :)






                  Waqt guzarta raha par saanse thami si thi,
                  muskura rahe the hum, par ankhoN meiN nami si thi,
                  sath hamare ye jahaaN tha sara
                  par na jane kio kisi ki kami si thi....


                  Comment


                  • Re: tum ko dekha tu

                    actually yeh ghazal jagjeet nay gai hay ..and wahi meray zehan mein hay, and u can edit ur post mein nahi na kar sakti :)

                    Comment


                    • Re: tum ko dekha tu

                      Yeh ghazal Jagjit Singh nay bohut piyari gayi hai aur mujhaye bay hud pasand hai ...............bus woh do ashaar thik ker lijiyea jin ki Gul nay nishandahi ki hai :)
                      Mainda Ziker Vi Tu'n, Mainda Fiker Vi Tu'n
                      Mainda Zoaq Vi Tu'n, Vajdaan Vi Tu'n
                      Mainda Aval, Akhir, Ander, Bahir
                      Zahir Tey Pinha'an Vi Tu'n
                      Mainda Bakht Tey, Naam Nishan Vi Tu'n

                      Comment


                      • Re: kisi se na kehna

                        hmmm nice :)
                        Mainda Ziker Vi Tu'n, Mainda Fiker Vi Tu'n
                        Mainda Zoaq Vi Tu'n, Vajdaan Vi Tu'n
                        Mainda Aval, Akhir, Ander, Bahir
                        Zahir Tey Pinha'an Vi Tu'n
                        Mainda Bakht Tey, Naam Nishan Vi Tu'n

                        Comment


                        • Acha intekhab hai :)
                          Mainda Ziker Vi Tu'n, Mainda Fiker Vi Tu'n
                          Mainda Zoaq Vi Tu'n, Vajdaan Vi Tu'n
                          Mainda Aval, Akhir, Ander, Bahir
                          Zahir Tey Pinha'an Vi Tu'n
                          Mainda Bakht Tey, Naam Nishan Vi Tu'n

                          Comment


                          • Re: kisi se na kehna

                            Originally posted by annayah View Post
                            kisi ne kaha tha kisi se na kehna
                            lage chot dil pe tu khamosh rehna

                            Sune ga jo tum pe hanse ga zamana
                            jahan chot khana wahen muskurana
                            magar iss ada se se ki ro de zamana
                            well done
                            its really Nice sharing
                            keep posting :)
                            ~~AKS~~


                            Comment


                            • Ahaaan Nice One
                              really Koool
                              thanks 4 sharing annayah
                              ~~AKS~~


                              Comment


                              • بُہت خوب

                                Comment

                                Working...
                                X