aik larki
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
~Annayah Ka Intikhaab~
Collapse
X
-
Re: my beautiful collection
Koyii lamha to bhool jaayaa kar
Yaad-e-jaana na roz aayaa kar
Dhoond hal kuch naye masayil ka
Yad-e-mazi main kho na jaayaa kar
Be wajah gham agar milain tujh ko
Be wajah tu bhii muskrayaa kar
Rozi, roti talash kar lekin !!!!!
Sang chiDyon ke laot aayaa kar
Bheegii aankhen tumhain rula dain gii
Ussko itna bhii na hansaayaa kar
Waqt guzarta raha par saanse thami si thi,
muskura rahe the hum, par ankhoN meiN nami si thi,
sath hamare ye jahaaN tha sara
par na jane kio kisi ki kami si thi....
Comment
-
Re: my beautiful collection
Chalke jo aansoon kabhi aankhon se,
Unhe dil mein qaid karr lenge,
Tere pyar ki nishaani ko
Yun kaise hum mitne denge!
Kabhi jo dil parr bhaari ho aansooun ka bojh,
Aahiste se hum unke badle dhadkano ka bojh utaar dengei!
Tumhe kabhi paa naa sake to kya hua...
Tere pyar ki nishaani hamesha apne paas rakh lengei!
Tohfa samajhkarr tera useh apne paas rakhengei...
Jab maut aayegi, apni yaad banaakarr useh tujhe saup jaayengei!
Waqt guzarta raha par saanse thami si thi,
muskura rahe the hum, par ankhoN meiN nami si thi,
sath hamare ye jahaaN tha sara
par na jane kio kisi ki kami si thi....
Comment
-
Re: my beautiful collection
DHOONDA KIYA HAR SUU TUJHE
SUKOON NA MILA TUJH BIN MUJHE
DUNIYA KI SAARI KHUSHI BHI MILE
TU JO NAHIN TO KUCH BHI NAHIN
AA BHI JA MERE PARVARDIGAR
DIL MEIN SAMAA KE HO AASHIKAR
DUNIYA KI SAARI KHUSHI BHI MILE
TU JO NAHIN TO KUCH BHI NAHIN
MAANGA KIYA SAB KUCH DIYA
HUMRAH RAHKAR BHI PARDA KIYA
DUNIYA KI SAARI KHUSHI BHI MILE
TU JO NAHIN TO KUCH BHI NAHIN
KHALQAT MEIN MUJH KO OONCHA KIYA
HAR SHEI SE BEGAANA DIL KAR DIYA
DUNIYA KI SAARI KHUSHI BHI MILE
TU JO NAHIN TO KUCH BHI NAHIN
KHAMOSH KARDE DIL KU MERE
BA HOSH KARDE MAN KU MERE
DUNIYA KI SAARI KHUSHI BHI MILE
TU JO NAHIN TO KUCH BHI NAHIN
Waqt guzarta raha par saanse thami si thi,
muskura rahe the hum, par ankhoN meiN nami si thi,
sath hamare ye jahaaN tha sara
par na jane kio kisi ki kami si thi....
Comment
-
Kabhi kabhi
Mujhe kutchh aisa lagtaa hai
Ki
Pichhle janam mein
Mujhe dil
Kisi vakeel ladki ne diya thaa
Kyunki
Yeh dil aksar mujhse
Ajeebo-gareeb sawaal kartaa hai
Jirah kartaa hai
Punchhta hai
Teri mohabbat ka sabab
Aur
Maakul jawaab naa milne ke
Haalaat mein
Waqt guzarta raha par saanse thami si thi,
muskura rahe the hum, par ankhoN meiN nami si thi,
sath hamare ye jahaaN tha sara
par na jane kio kisi ki kami si thi....
Comment
-
Re: my beautiful collection
Aei khuda, bahut bada hei jahan tera
iss jaha n mein koi nahi hei mera;
kehne ko tu tune sab kuch diya,
aur kahe tu kuch bhi nahi hei mera;
Mahobbat ko mahobbat ki tarah na pa sake
mahobbat ko ibbaadat keh khuda tujhe maan liya;
dil se dil mil tu na sakei
tere kadmo mei dil ko qurbaan kar diya;
Eei mehboob mere yeh zulm na kar
yeh nazaro kei teer se dil pe vaar na kar;
yeh dil tumhe har pal duvaiye deta hei
thoda soch kar is dil par reham kar;
Waqt guzarta raha par saanse thami si thi,
muskura rahe the hum, par ankhoN meiN nami si thi,
sath hamare ye jahaaN tha sara
par na jane kio kisi ki kami si thi....
Comment
-
Re: my beautiful collection
gahree gahree aankhon wali
"gahree gahree aankhon wali
oljhi oljhi pagal larki
tou yeh kis ki dhon mai akhir, lambi lambi palkon oper
motay motay aanso lay kar
sondar koomal pairoo nechay, jalti balti dharti dai kar
qarya qarya bhag rahi hai, kis ki khater jaag rahi hai
toj ko yeh maloom nahi kya
toj jaisee na janay kitnee gahree gahree aankhon wali
kaise kaise sonderta k dhair khazanay lay ker niklee
laykin phir bhi is rastay say manzil tak pohchanay wala
her aik sathee jhoota nikla
aik aik aasha doshmen nikleeaik aik sapna dhoka nikla
sacha her aik khadsha nikla
dekho tum bhi janay doo ab
nadani ka jitna rastatum nay ab tak tay kar dala
os rastay say ghar ki manzil
ab bhi itni dhoor nahi hai
ab bhi wapus ja sakti hoo
sub kuch wapus pa sakti hoo
ab bhi ger tum nadani k is rastay say ghar na paltee
toh phir aik din aisa na hoga
sondar aankhain mar jayeen gi
palkain khoon say bher jayingi
jaan laboo per ajayay gi
tun k saray ojlay pun ko ghoor mosafat kha jayay gi
os din phir tum chillao gi
laykin kuch na hasil hoga
saray lamms k bhokay sathee punkh laga ker urr jayay gay
tum rastay mai rah jao gi
rasta bhi woo jis k peechai
dur ki gahree daldal hogi
agay ghum ka jungal hoga
sar per gahra badal hoga
os din k anay say pahlay
os din tak janay say pahlay
waqt milay toh dhalnay walay
her lamhay ki zaat per socho
duniya ki bareek nazar say, duniya ki her aik baat ko socho
jazboo ki ooqat hi kya hai
woo dekho aik sayay per phir
wiranay mai bijlee karki
gahree gahree aankhon walee, oljhi oljhi pagal larki
Waqt guzarta raha par saanse thami si thi,
muskura rahe the hum, par ankhoN meiN nami si thi,
sath hamare ye jahaaN tha sara
par na jane kio kisi ki kami si thi....
Comment
-
Re: my beautiful collection
Kabhie raat ke sannate mein
Neeravtaa mein
Kahin door bajtaa halka sa sangeet
Door jungle mein kahin
Jaltee hui aag
Aur uske chaaron taraf naachte huey log
Aisa nazaara kahin bhee nazar aata hai
To main
Apne ko bahut tanhaa mehssos kartaa hoon
Lekin
Usee sangeet kee dhun par
mere kadam
Usee lay par khud-ba-khud
taal dene lagte hain
door jaltee hui aag dil ko
thodi see garmaahat ka ehsaas detee hai
aur naachte -gaate logon kee hansee
dil mein raunaq bhar deti hai.......
Mujhe kutchh aisa lagta hai
Ki main akela nahin hoon...
Mere saath mera ateet hai
Pal hain.jo ek dusre mein
samaahit ho kar
kal se aaj ho gayen hain....
Mere dard ke bikhre hue tukde hain
Jo kabhie kabhie chubhan ka
ehsaas dete hain
Kutchh hansee ke mukhar swar hain
Jo honthon par muskuraahat le aate hain...
Kutchh sapney hain
Jinko main jaagte huey dekhtaa hoon
Jinme jeetaa hoon
Aur apneaap ko samay aur dooree kee
had se baahar laa kar
kutchh lamhon ke liye hee sahee
tumhaare kareeb le aate hain
main jaanta hoon tum
hardam mere paas hee rehtee
ho......
Waqt guzarta raha par saanse thami si thi,
muskura rahe the hum, par ankhoN meiN nami si thi,
sath hamare ye jahaaN tha sara
par na jane kio kisi ki kami si thi....
Comment
-
Re: my beautiful collection
Dekhi thi tumhari aanhkon mein
Apni hi tasveer
Paakar tumko apne paas
Laga chamki hai takdeer
Pyar ki is choti si nau mein
Jeevan darya mein behtei jayein
Koi ghat utrei bina
Sumunder mein samaa jayein
Tum jo bichar gaye
Tuta mera sapna
Pardesi ban gaye ho tum
Jisko samjha tha apna
Ab tumhari aankhon mein
Kisi aur ki tasveer
Meri tarah woh bhi samjhegi
Chamki hai uski takdeer
Waqt guzarta raha par saanse thami si thi,
muskura rahe the hum, par ankhoN meiN nami si thi,
sath hamare ye jahaaN tha sara
par na jane kio kisi ki kami si thi....
Comment
-
Re: my beautiful collection
Mil gayi thi talwaar khud dil kei tukde kiye hazaar
Jabh chun rahei hein ek bhi na milla abh huve laachaar
Mahobbat karli duniya se ho gayi humsei khatta
Paa toe kuch na sake jo tha voh bhi kho diye abh kar rahei hein vichaar
Na karei pyaar koi na karei eitabaar koi, na karei dil ka vyaapar
Chidinya udna sikh rahi thi, pyaar ka tir laaga abh hui bekaar
Na pyar ke badale pyar ki aas rakho na aas rakho vafa ki
Pyaar karo toe aas rakho intezaar ki aur kurbaan hone ko ho ja tayaar
Labz mei matlab na milla pyaar ka abh hawaon mei dhundh rahein hei
Sun kar hawaon nei rukh mod liya, kya itna bura hota hei yeh pyaar
Waqt guzarta raha par saanse thami si thi,
muskura rahe the hum, par ankhoN meiN nami si thi,
sath hamare ye jahaaN tha sara
par na jane kio kisi ki kami si thi....
Comment
-
Re: my beautiful collection
Aaj kee raat kahin chaand bhee
khoya hogaa
ho kar judaa apni chaandni se....andheron mein
kabhee roya bhee hoga
judaai se pehle chaand ke seene par
chaandni kabhee soiee bhee hogee
gamgeen raaton mein lipat kar kisi phool se
shabnam kabhee roiee bhee hogee
kyon meri tanhaaiyan is shabnam ko
mera humraaz kiye jaati hai...
mere dil ko tardpane ke liye gam ka
'Taaz' diye jaati hai
Tum aa jaao to mit jaaye
yeh tanhaaiyan
apne aapko mitane ke liye meri tanhaaiyan
aawaz tumhe diye jaati hai
Waqt guzarta raha par saanse thami si thi,
muskura rahe the hum, par ankhoN meiN nami si thi,
sath hamare ye jahaaN tha sara
par na jane kio kisi ki kami si thi....
Comment
-
Re: my beautiful collection
Bhaksh doonga tumhe bhi
Kabhi usne kaha to ho
Manzilen dhoond loonga khud
Koi raasta to ho
Sunte hain uske khel ajab hote hai
Sare aam meri kismet ka faisla hoga
Ab bhi kahta hun sambhal jaa insaan
Fir naa yeh jannat tere naam likhi jaayegi
Par main bhi kya karoon ae khuda
Insaan ka bachcha hun
Bahaknei ki mujhe aadat hai
Aur us pe mera kahna hai ki
Haar kar tu hi mujhe bakhshega
Nahin to us khubsoorat duniya mein teri
Sirf veeranon ka aks nazar aayega
Kisi ek din jab koi aayega rooh lene ko
Haar ke who bhi laut jaayega
Rooh to tune mujhe bakhshi hai
Saath bhi tu hi lekei jaayega
Isliyei befikri ka aalam hai yahan
Mein har roz ek lamhein ke liyei jeeta hun
Khushi milti hai muskurata hun
Dard milne pe ashk peeta hun
Waqt guzarta raha par saanse thami si thi,
muskura rahe the hum, par ankhoN meiN nami si thi,
sath hamare ye jahaaN tha sara
par na jane kio kisi ki kami si thi....
Comment
-
Re: my beautiful collection
Kaal shayad mein rahun na rahun
Kaal tum mujhein yaad karo na karo
Khushboo bana ker eekk baar
Gale se to laga liya karo
Tumhein main milun na milun
Awwaz detin rahegi dhardkane meri
Saath tumharein chalun na chalu
Rasta dekhati hain nazzar hamari
Thehar hi nahin pati aur kahin
Tum kya jano intezaar
Yaah meri ankhon ki nami
Waqt guzarta raha par saanse thami si thi,
muskura rahe the hum, par ankhoN meiN nami si thi,
sath hamare ye jahaaN tha sara
par na jane kio kisi ki kami si thi....
Comment
-
Re: my beautiful collection
Jeene ki aarzoo nahin,
Marne ki hai yeh justju.
Ab jaa ke kahna ye saaki se,
Mujhe jahar dede wo jaam mein.
Ab be majaa hai yeh jindagi,
Dil mein bhi koi hasrat nahin,
Ae mere khuda, hai ye iltiza,
Mujhe maut de de inaam mein.
Koi rasta na roke deewane ka,
Use apne mukaam pe jaane do,
koi gham ke taaron ko chhede naa,
Is aansuwon bhari shaam mein.
Jo kabhi bhi humne kiye nahin,
woh gunah bhi sar pe uthaye hain,
jo kiya kisi ka bhala bhi to,
badnaami hi aayee hai naam mein,
mujhe bhul jaao , mujhe chhorh do,
naa aarzoo hai na ummeeed hai,
zanaaja hasraton ka gujrega
aaj is jindagi ki shaam mein.
Waqt guzarta raha par saanse thami si thi,
muskura rahe the hum, par ankhoN meiN nami si thi,
sath hamare ye jahaaN tha sara
par na jane kio kisi ki kami si thi....
Comment
-
Re: my beautiful collection
Vaah re, teri bewafai! Kya haal kiya tunei
Kitna sunder laal joda mere jisam ko pehnaaya tunei
Mera pura jisam khun se laal ho gaya hei
Dil ko mere itnei zakham diye hei beraham tunei
Suhaag ka sindoor na mil paaya toe kya
Maang mei bhar di gamo ki laal syaahi tunei
Haath sunei reh gayei lekin khanakti hei kalaai
Inmei pyaar ki yeh janjeer jo baandh di tunei
Vaah re, teri bewafai! Kish mod pad le aayi?
Na chuth sakte hei na bandh sakte hei kaya haal kiya tunei?
Waqt guzarta raha par saanse thami si thi,
muskura rahe the hum, par ankhoN meiN nami si thi,
sath hamare ye jahaaN tha sara
par na jane kio kisi ki kami si thi....
Comment
Comment