Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Designing Poetry "Aap ki farmaish"

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Aania ki demand ...ashaar

    bohth khoob nice thanks for shairing...
    YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

    Comment


    • Re: Mahek demand

      Originally posted by shakeeel
      welldone Nadeem ...bohat umda
      pasand karne ka shukrya............shakeel bhai
      Dheeray Dheeray Machal Aye Dill-e-Beqarar

      Comment


      • Re: Mahek demand

        Originally posted by baad-e-saba
        nice sharing
        pasand karne ka shukrya............bes
        Dheeray Dheeray Machal Aye Dill-e-Beqarar

        Comment


        • Re: Mahek demand

          Originally posted by mahek
          bahotttttttttt khoob surat banai hai aap ne
          thanx a lotz:salam:
          pasand karne ka shukrya............mahek
          Dheeray Dheeray Machal Aye Dill-e-Beqarar

          Comment


          • Re: Mahek demand

            Originally posted by Lexicon
            bohth khoob kaha hai Aap ne ... thanks for shairing..
            pasand karne ka shukrya............lexicon
            Dheeray Dheeray Machal Aye Dill-e-Beqarar

            Comment


            • Re: Mahek demand

              bhout ache design kie ha :)
              Bhulana Sakoo Gay Mujhe Bhool Kar Tum
              Mein Aksar Tumhein Yaad Ata Rahonga
              Kabhi Khuwab Ban Kar Kabhi Yaad Ban Kar
              Mein Neendein Tumhari Churata Rahonga

              Comment


              • Re: Designing Poetry "Aap ki farmaish"

                Salaam ji

                meri ek aur Farmaish hai..plz isko bhi compose kardein..:salam:


                Meri baatein teri kahani
                kehne wala koi nahi
                shaher mein khali deewarein hain
                rehne wala koi nahi
                waqt ke moti dhoondhne wale
                laut gaye ya doob gaye
                meri tarah se dariya diariya
                behne wala koi nahin
                Dil mein jinse ronak thi woh
                sub saathi kus des gaye
                is basti mein kisse poochhein
                kehne wala koi nahin
                sub ke apne apne mausam
                apni Aankhein hain Rashid
                meri tarah har mausam ke dukh
                sehne wala koi nahin.
                =======

                Comment


                • Re: Designing Poetry "Aap ki farmaish"

                  Originally posted by mahek
                  Salaam ji

                  meri ek aur Farmaish hai..plz isko bhi compose kardein..:salam:


                  Meri baatein teri kahani
                  kehne wala koi nahi
                  shaher mein khali deewarein hain
                  rehne wala koi nahi
                  waqt ke moti dhoondhne wale
                  laut gaye ya doob gaye
                  meri tarah se dariya diariya
                  behne wala koi nahin
                  Dil mein jinse ronak thi woh
                  sub saathi kus des gaye
                  is basti mein kisse poochhein
                  kehne wala koi nahin
                  sub ke apne apne mausam
                  apni Aankhein hain Rashid
                  meri tarah har mausam ke dukh
                  sehne wala koi nahin.

                  =======
                  i like it, u will get the image by today evening or tomorrow morning:salam:
                  Dheeray Dheeray Machal Aye Dill-e-Beqarar

                  Comment


                  • Nazm Request By Mahek

                    :rose :rose :rose :rose

                    Click image for larger version

Name:	mehek req copy.jpg
Views:	1
Size:	222.5 KB
ID:	2357887
                    Dheeray Dheeray Machal Aye Dill-e-Beqarar

                    Comment


                    • Re: Designing Poetry "Aap ki farmaish"

                      Originally posted by jiya ali
                      zindagi sey ziada jis ko piyar kertey hain
                      hum tu bas ussika intezar kertey hain

                      jab ye sochtey hain wo be-qarar hongey
                      na chain ata hai hum khud bhi be-qarar rehtey hain

                      had sey bher jati hai jab deewangi tu jana
                      hum har chand ko unka chahra kehtey hain

                      dukhon ki iss be-reham duniya main
                      hum her dukh ko unka tuhfa samjh ker sehtey hain

                      iss sey bher kiya muhabat hogi jiya
                      merey ghum unki ankhon sey behtey hain
                      jiya
                      aur ye bhi anchal
                      yeh bher? kia lafz hai ?
                      kahi yeh pher to nahi ?
                      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                      Comment


                      • Re: Nazm Request By Mahek

                        very nice
                        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                        Comment


                        • Re: Designing Poetry "Aap ki farmaish"

                          Originally posted by jugnoo217
                          i like it, u will get the image by today evening or tomorrow morning:salam:
                          link bhi sath day dia karain na :p
                          http://www.pegham.com/showthread.php...666#post206666

                          wesay jiya ji ki bhi try karain na :lpop:
                          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                          Comment


                          • Nazm Requested by Jiya

                            :rose :rose :rose :rose

                            Click image for larger version

Name:	jiya copy.jpg
Views:	1
Size:	169.2 KB
ID:	2357888
                            Dheeray Dheeray Machal Aye Dill-e-Beqarar

                            Comment


                            • Re: Designing Poetry "Aap ki farmaish"

                              Originally posted by jiya ali
                              FASLEY:-
                              Meri zuban sey lafz tak key fasley
                              Meri rooh sey jism tak key fasley
                              Samander sey kinarey tak key fasley
                              Ankhon sey ansoo tak key fasley
                              Sansoon sey dherkan tak key fasley
                              Zehan sey sooch tak key fasley
                              Piyar sey izhar tak key fasley
                              Muhabat sey janoon tak key fasley
                              Wafa sey be wafai tak key fasley
                              Pani sey yaks tak key fasley
                              Khawab sey tabeer tak key fasley
                              Qadmoon sey manzil fasley
                              Raat sey sehar tak key fasley
                              Chand sey merey angan tak key fasley
                              Mita sucko tu!
                              *AAo *(by jiya)
                              plzzzzzzzzzzzzzz anchal dear background acha hona chahye aur urdu main

                              :D :D :D done

                              http://www.pegham.com/showthread.php...725#post206725
                              Dheeray Dheeray Machal Aye Dill-e-Beqarar

                              Comment


                              • Re: Nazm Requested by Jiya

                                bht hi zaberdast image bnya ha jugnoo bahi

                                in btw light blue me ka favr8 ha
                                Bhulana Sakoo Gay Mujhe Bhool Kar Tum
                                Mein Aksar Tumhein Yaad Ata Rahonga
                                Kabhi Khuwab Ban Kar Kabhi Yaad Ban Kar
                                Mein Neendein Tumhari Churata Rahonga

                                Comment

                                Working...
                                X