Re: Designing Poetry "Aap ki farmaish"
kisi mausam ka jhaunka tha
jo is deewar par latki hui tasveer tirchhi kar gaya hai
gaye sawaan mein ye deewarein yoon seeli nahin thi
na jaane is dafa kyun inmein seelan aa gayi hai
darare pad gaye hai aur seelan is tarha baithti hai
jaise khushk rukhsaroon pe geeley aansu chalte hain
GULZAR
Please iss ko bhi design kar dain image must be very good and must be according to the poetry Gulzar sahib ki bari payari nazam hey and if possible murium ki jagha momi likh dain end main thanx

Comment