Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Designing Poetry "Aap ki farmaish"

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Designing Poetry "Aap ki farmaish"

    Aik Request hamarii bhi..

    Ab bhi oujhal hai nigaahoon se nishaan-e-manzil
    Zindegi tu hi bata kitna safar baqi hai

    Comment


    • Re: Designing Poetry "Aap ki farmaish"

      Originally posted by ~Stranger~ View Post
      Aik Request hamarii bhi..

      Ab bhi oujhal hai nigaahoon se nishaan-e-manzil

      Zindegi tu hi bata kitna safar baqi hai

      http://www.pegham.com/showthread.php?t=51279


      Comment


      • Re: Designing Poetry "Aap ki farmaish"

        Originally posted by asif shahzad View Post
        aslam-o-alikum pls any one make it

        http://www.pegham.com/showthread.php?t=51282


        Comment


        • Re: Designing Poetry "Aap ki farmaish"

          aslam-o-alikum my teacher send me a nazam he wanted to gave a gift of his best friend i hope any one make it.........
          Attached Files

          Comment


          • Re: Designing Poetry "Aap ki farmaish"

            Attached Files

            Comment


            • Re: Designing Poetry "Aap ki farmaish"

              AsSalaam Alaikum!

              plz design this as per siggy''

              Uss mein baat hi kuch aisi thii "Mohsin"
              Agar dil na daitay tu jaan chalii jatii


              regards

              Comment


              • Re: Designing Poetry "Aap ki farmaish"

                Mohtarma Aanchal Sahiba, Asslam uAlikum,
                Umeed hai k aap ALLAHRabul Izat kay fazl o krama say khareeyat say hoon gee.
                Mein apnay majmo-e-klaam " pichli rut ka saath tumhara" ka 2nd edition print karwa raha hon, pehla edition 2003 mein print hova thaa, lekin iss baar meri khahish hai k book ka tiltle pehlay say behtar hoo, iss silsila mein mujhay aap kee madad aur tavun darkaar hai. ya to aap mojoda tilte mein kuch aisi tabdeeli kar dain k ye pehlay say behtar ho jai, ya phir apnay fun ka jadoo dikhain aur mujhay koi aisa tilte bana dain ,jissay jo daikhay dekhta reh jai. Umeed hai k aap hamesha ke tarah tavun farma kar mujhay shukriya ka moqa zaroor fraham karen gee.
                kitaab ka mojod tilte send kar raha hoon, mein aap ko apni picture aur jo nazm, nayee tilte per lagani hai wo inpage mein mail kar doon ga
                aap kay musbat jawab ka intezaar rahay ga,
                Dua Goo,
                Atiq-ur-Rehman Saffy
                PICHLI RUT KA SAATH TUMHARA
                http://www.kitaabghar.com/bookbase/a...ichhlirut.html

                Comment


                • Re: Designing Poetry "Aap ki farmaish"

                  Originally posted by asif shahzad View Post
                  here it is.. i hope u like it. :shyy:
                  http://www.pegham.com/pegham-designi...ml#post1144582
                  Last edited by *Hala*; 10 September 2009, 19:38.
                  u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                  :pr:

                  Comment


                  • Re: Designing Poetry "Aap ki farmaish"

                    Originally posted by asif shahzad View Post
                    aslam-o-alikum my teacher send me a nazam he wanted to gave a gift of his best friend i hope any one make it.........
                    hmmm.. just a small try..
                    if u dont like it... than u can ask again for re.designing..... :hii:

                    http://www.pegham.com/pegham-designi...ml#post1145149
                    Last edited by *Hala*; 11 September 2009, 20:57.
                    u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                    :pr:

                    Comment


                    • Re: Designing Poetry "Aap ki farmaish"

                      Assalamalekum...
                      Plz mujhy is ashar ke siggy design kar den..
                      Nahi ab to koi malal bhi kisi wapsi ka khayal bhi..
                      ghame bekasi ne mita diya mere dil main tha bhi agar koi..
                      (sry..mere pass urdu ka keybord ya inpage nahi hai otherwise main urdu main kar ke deti..)
                      Bahoot shukriya..

                      Comment


                      • Re: Designing Poetry "Aap ki farmaish"

                        Aslam-o-alikuam

                        Signature For Miss Haya seher Click here



                        Last edited by Tanha Hassan; 24 December 2009, 12:54.
                        I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

                        Comment


                        • Re: Designing Poetry "Aap ki farmaish"

                          BAhoot shukriya Tanha sahab...

                          Comment


                          • designing request

                            Mohtarma Aanchal Sahiba, Asslamu Alikum,
                            Umeed hae k aap ALLAH RABUL IZZAT kay fazlo karam say khareeyat say hoon ge. aaj kafi arsa baad aap kay forum mein aik darkhawast lay kr hazir howa hoon, aap please mujhay meri in 3 ghazloon ke desigining kr dain, iss khasoosi adbi tavun kay liye main aap ka teh-e-dil say shukar guzar rahoon ga.
                            ghazlain saath inpage file mein attach kr raha hoon, mujhay aap kay jawab ka intezaar rahay ga.
                            Shukriya,
                            Dua Goo,
                            Atiq ur Rehman Saffy
                            Attached Files
                            PICHLI RUT KA SAATH TUMHARA
                            http://www.kitaabghar.com/bookbase/a...ichhlirut.html

                            Comment


                            • Re: designing request

                              Originally posted by Atiq-ur-Rehman Saffy View Post
                              Mohtarma Aanchal Sahiba, Asslamu Alikum,
                              Umeed hae k aap ALLAH RABUL IZZAT kay fazlo karam say khareeyat say hoon ge. aaj kafi arsa baad aap kay forum mein aik darkhawast lay kr hazir howa hoon, aap please mujhay meri in 3 ghazloon ke desigining kr dain, iss khasoosi adbi tavun kay liye main aap ka teh-e-dil say shukar guzar rahoon ga.
                              ghazlain saath inpage file mein attach kr raha hoon, mujhay aap kay jawab ka intezaar rahay ga.
                              Shukriya,
                              Dua Goo,
                              Atiq ur Rehman Saffy
                              WALAIKUM ASSALAM,
                              May I design 1 of them?
                              ya yeh design ki ja chuki hyn?

                              Comment


                              • Re: designing request

                                Originally posted by Atiq-ur-Rehman Saffy View Post
                                Mohtarma Aanchal Sahiba, Asslamu Alikum,
                                Umeed hae k aap ALLAH RABUL IZZAT kay fazlo karam say khareeyat say hoon ge. aaj kafi arsa baad aap kay forum mein aik darkhawast lay kr hazir howa hoon, aap please mujhay meri in 3 ghazloon ke desigining kr dain, iss khasoosi adbi tavun kay liye main aap ka teh-e-dil say shukar guzar rahoon ga.
                                ghazlain saath inpage file mein attach kr raha hoon, mujhay aap kay jawab ka intezaar rahay ga.
                                Shukriya,
                                Dua Goo,
                                Atiq ur Rehman Saffy
                                I designed ur First1 Ghazal.
                                Check It.
                                http://www.pegham.com/showthread.php...12#post1466912

                                Comment

                                Working...
                                X