Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Main To Faqat Ik Shaair Hoon

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Main To Faqat Ik Shaair Hoon

    hmm acha likha hai Masood aap nay maghar yeh kesse Mohabbat hai jo Sarmad ko Be'sakhiyo'n kay shaheray khara dekh kar Hafza ki Mohabbat khatam ho gaye ? yeh Mohabbat tu na hoi na phir :) aur Mohabbat tu aaj kal kay zamaney main koi karta bhi nahin meray khayal main :)


    anywayz khush rahyeah :rose
    Zindagi Thak Gaye ..!!

    Comment


    • #17
      Re: Main To Faqat Ik Shaair Hoon

      Originally posted by ~khawahish~
      aur Mohabbat tu aaj kal kay zamaney main koi karta bhi nahin meray khayal main :)

      I agree with khawahish.. muhabbat aaj kal karta koun hai?! ziyada nahin likhoon gi... phir kabhi sahi.
      :rose

      Comment


      • #18
        Re: Main To Faqat Ik Shaair Hoon

        Ilfaz nahi hain marey pass ..!! agar ik tehreer hoti to kuch keh deyta main par ye jazbat hain aur main un sai khel nahi sakta.... dheron duaein tumahrey liye

        Comment


        • #19
          Re: Main To Faqat Ik Shaair Hoon

          Originally posted by waqar_masood
          lutf a gaya janab aap ki yeh kahani parh ker........ aisee umdah , hassaas aur haqeeqat ka aeena dikhanay wali kahani likhnay per
          Waqar main ney koshish ki hai keh Sarmad jaisey logon ko bhi aaina dikhaoun keh tum jaisey log kisi ko paa bhi lein to woh makhmal main taat ka paivand hotey hain, khud ko aainey mein dekho aur aisey kisi gulbahar ko apnaney ki khawahish mat karo. Magar Sarmad to sab kuchh btaa dena chata tha... Khair! Yeh kahani shayid merey khoon-e-jiggar sey likhi hui hai, merey khoon-e-jiggar ney aap ko luft diya yehi meri khushi hai :) - Jeetey rahiye


          Originally posted by YAARAM
          Masood bhai aap ki is tehreer se mere zihan main aik naqsha khinch gaya hai ......kisi ki cheez ka
          Zehan mein jo aata hai ussey zehan hi mein dbaa lo :)
          Originally posted by aik_lerki
          mery khayal main ager kise se sache mohabbat hote hai to usko uski khoobyon & khamiyo ky sath he accept kera jata hai..so ager hafsa ko sermad sy mohaabat hote so vo us ko her haal main accpet kertee..
          Komal duniya mein aisi muhabbatein awwal to milti nahin, agar hon to rait ki deewarein sabit hoti hain - yeh aazmaish woh janta/janti hai jo isey sey guzr rahey hon - kuchh samjhi? :)


          [quote=~khawahish~]Mohabbat tu aaj kal kay zamaney main koi karta bhi nahin meray khayal main
          Originally posted by Mehak
          muhabbat aaj kal karta koun hai?!
          Aap dono ko siraf itna kahoon ga; muhabbat ko shak ki nigahon sey mat dekho :)


          Originally posted by ForumAdmin
          Ilfaz nahi hain marey pass ..!! agar ik tehreer hoti to kuch keh deyta main par ye jazbat hain aur main un sai khel nahi sakta.... dheron duaein tumahrey liye
          aap ney likha yeh jazbaat hain - poora jumla likh detey AIK SHAKISTAH DIL KEY SHAKISTAH JAZBAAT
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • #20
            Re: Main To Faqat Ik Shaair Hoon

            suna hay jo zehan main aa jaye us likh dena chhaye .......zehan main dabana to nahi chahye :)
            Allah

            Comment


            • #21
              Re: Main To Faqat Ik Shaair Hoon

              Originally posted by Masood
              Main To Faqat Ik Shaair Hoon_ II

              haqiqat se bahot qareebtar dil mein utar janaywali aik khoobsurat tahreer
              Last edited by khwaab; 6 September 2005, 19:13.

              Comment


              • #22
                Re: Main To Faqat Ik Shaair Hoon

                isliyai kehtai hain kai jab khawab hakeekat sai takratai hain to toot jatai hain...bauhat hi achi aur sachi kahani likhi hia aap nai masood janai kitnai hi loog is sai guzrai hoongai...

                khush rahiyai :)

                Comment


                • #23
                  Re: Main To Faqat Ik Shaair Hoon

                  ye tehreer buhat buhat buhaat acchi orr khoobsoorat hai orrr buhaat hadd tak real bhi....
                  zindaagi busss kucch aisee hii hai...per mere khiyaal mai jaab hum kise ko buhat ziada pyaar kerte hain too uski khoobion n khamion samet usko accept kernaa chahiye

                  Really nice!!!:masha

                  Comment


                  • #24
                    Re: Main To Faqat Ik Shaair Hoon

                    Ta Ji yeh kahaani parh kar sahi maaino'n main andaaza huwa kay dil khoon kay aansu kaisay rota hay?...aap ki yeh tehreer aur logon kay tabsiron par aap k likhay jawaab bhi aik duniya ko aaina dikhanay kay mutaradif hain.Chashm-e-Beena bas chahiye.
                    Aap ki baihtreen taihreeron main yeh tehreer bhi shaamil hay. :)
                    :roseENIGMA:rose

                    Comment


                    • #25
                      Re: Main To Faqat Ik Shaair Hoon

                      Masood bro. Allah T'ala aap ko bohot dher sara kush rakhey Ameeeeeeen:rose
                      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                      Comment


                      • #26
                        Re: Main To Faqat Ik Shaair Hoon

                        Originally posted by hayaa_n View Post
                        Ta Ji yeh kahaani parh kar sahi maaino'n main andaaza huwa kay dil khoon kay aansu kaisay rota hay?...aap ki yeh tehreer aur logon kay tabsiron par aap k likhay jawaab bhi aik duniya ko aaina dikhanay kay mutaradif hain.Chashm-e-Beena bas chahiye.
                        Aap ki baihtreen taihreeron main yeh tehreer bhi shaamil hay. :)

                        Dil to khoon key aansu rota rah jata hai magar halaat aisey pedah ho jatey hain keh yeh mitti mein mil jatey hain....
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • #27
                          Re: Main To Faqat Ik Shaair Hoon

                          Originally posted by barg.e.gul View Post
                          Masood bro. Allah T'ala aap ko bohot dher sara kush rakhey Ameeeeeeen:rose
                          :)
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment


                          • #28
                            Re: Main To Faqat Ik Shaair Hoon



                            lajawab tehreer:clap: :clap: :clap:

                            Comment


                            • #29
                              Re: Main To Faqat Ik Shaair Hoon

                              Bohat shukriyah Muqadas :)
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment


                              • #30
                                Re: Main To Faqat Ik Shaair Hoon

                                waisay aik bat hai sochnay ki

                                Comment

                                Working...
                                X