Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Main To Faqat Ik Shaair Hoon
Collapse
X
-
Re: Main To Faqat Ik Shaair Hoon
Originally posted by Masood View PostAfsana: Written by Masood on 16. June 2005Originally posted by Masood View PostMain To Faqat Ik Shaair Hoon_ II
Aap ki kahani parhi....as mein iss website per new hoon so yeh saadat mujhay pehlay naseeb nah ho pai..qareeban 17 maah qabal aap ki yeh stroy ..post ki gai...mein koi mahir nahi ek aam see soach rakhnay wali hoon....iss liyay meri iss AAM see soch ko madd-e-nazar rakh kar aap yeh reply read kijay gaa....hmm! jee! Kafi achi tehreer hay aap ki ....Idea bhi acha hay ....sab say best iss mein poem hay ..wo iss poori story per HAVI hay ...kyun k yeh kahani meray liyay kuch excited hoti agar mein nay SAJAN movie na daykhi hoti ...markazi soach kuch milti julti hay
ek sha-er ka hona aur ek larki ka bina daykhay oss k piyar mein mubtila hona..Sha-er ka ek taaang mein nuqs hona..end is differnet ..magar mein nay aaghaz mein anjam ko jaan liya tha ..kahnai ki main ingredient oss ka suspense hota hay meray khiyal mein ...and i think..k reader kuch bhi soachay magar end ..different ho ja-ay .tabhi ek story ka lutf aata hay...ANYWAY I hope k aap ko bura nahi:na: lagay ga mera koi bhi comment! mein khud ko hamysha comments k liyay ya constructive criticize k liyay tiyar rakhti hoon Ta-keh mein apnay kaam mein improvment la sakoon ...:) albtaaa...Aap ki kahani mein ek masoomiyat hay ...woh bhi kafi attarctive hay :) thanx for sharing.............KEEP smiling..Khush rahiyay :)Last edited by Gul; 13 November 2006, 15:12.
Comment
Comment