salam o alikum buht hee arsa sy dil main tha k kuch apny father k bary main likhon lakin kuch smaj nahi ata tha..pher kuch stdy kia kuch sabar kia aur kuch logon sy inspiration lee aur ab yeh aik choti see kahani ke shakal ekhtiar ker gai...aur aik baat kehna chahonga ap ko mukaml ekhiar hay es main tankeed ka aur tareef ka.
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Inpiration from Father.
Collapse
X
-
Re: Inpiration from Father.
zabardast yaaar. really good....
but next time shyr (lion) sey milna ho to mery ghar ajana. ASAD is here for you.. ASAD mean...??? Lion...Life is more strict than a teacher
A teacher teaches a lesson
and takes an exam.
But life takes an exam
and then teaches a lesson
Comment
-
Re: Inpiration from Father.
hmmmmmmmmmmmmmm
Aap ki khudh ki creation hai to bohat hi lajawab hia lekin main ne iss tarah
ki story parhi hoi hia nawa-e-Sahar main ....................Uzair brother ne bhi
likhi hia.............................
Baharal bohat acha andaz hia aap ka bohat mukhtasar ...........magar jame
tehrir.......darsal insan k andar kuch aisi talkh yadain samoo jati hian jin ko
insan bhulana chahe bhi to nahin bhula sakta.........aur ye choti se kahani
insan ki ussi kaifiat ki akasi kar rahi hai
Well Writen 16 Million Wishes for U keep smiling.......
Comment
-
Re: Inpiration from Father.
Originally posted by cute_charming786 View Posthmmmmmmmmmmmmmm
Aap ki khudh ki creation hai to bohat hi lajawab hia lekin main ne iss tarah
ki story parhi hoi hia nawa-e-Sahar main ....................Uzair brother ne bhi
likhi hia.............................
Baharal bohat acha andaz hia aap ka bohat mukhtasar ...........magar jame
tehrir.......darsal insan k andar kuch aisi talkh yadain samoo jati hian jin ko
insan bhulana chahe bhi to nahin bhula sakta.........aur ye choti se kahani
insan ki ussi kaifiat ki akasi kar rahi hai
Well Writen 16 Million Wishes for U keep smiling.......
Comment
-
Re: Inpiration from Father.
:em:.........bauht positive approach..baap bana waqai aasaan nahi..laikin yeh sub parh kr main zaror kuch aisi yaadoo main khoo gaii jo meri merey father sey wabsta hain..mainey kabhi kisi cheez ki zid nahi ki pr jub kabhi kisi cheez ki khuwahish ki unhoo ney laker di..
Bauht khush qismat hotey hian woh loog jihain itnaa pyar krney wala baap mileyy or jin ko mil jata haii un ki qadr karain or jo baap bana chahtey hia woh bhi yeh baat soochain k kuch zimdariyaa un ki bhi hain:)
Comment
-
Re: Inpiration from Father.
Originally posted by aquari View Post:em:.........bauht positive approach..baap bana waqai aasaan nahi..laikin yeh sub parh kr main zaror kuch aisi yaadoo main khoo gaii jo meri merey father sey wabsta hain..mainey kabhi kisi cheez ki zid nahi ki pr jub kabhi kisi cheez ki khuwahish ki unhoo ney laker di..
Bauht khush qismat hotey hian woh loog jihain itnaa pyar krney wala baap mileyy or jin ko mil jata haii un ki qadr karain or jo baap bana chahtey hia woh bhi yeh baat soochain k kuch zimdariyaa un ki bhi hain:)
ap ny theek kaha ....
Comment
-
Re: Inpiration from Father.
Assalaam-0-Alaikom:rose
buht hi khobsorat andaaz mein aik buht buht khobsora jazbay kay hawalay say likha hai aap nay.....bay shak ALLAH TALAA nay MaaN aur baap donooN ko ehem tareen zimme dari sonpi hai bachooN ki parwarish ki sorat mein.....jisay saray maaN baap....utni hi khobsorti say nibh nahin patay ..jis tarah nibhana chahiye........aap nay is diffrence ko bhi buht achay tareeqay say bayan kia hai.....
very well done:clap:
Comment
Comment