Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Inpiration from Father.

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Inpiration from Father.

    Khalil mian kaya yeh hi woh wajha tu nahin k tum abhi tak us rastay per rawana nahin ho rahay jo baap bananay ki tarf jaata hay.Waisay tumhain bataaon k jab BAARI TAALA baap banata hay to phir us ka hosla bhi dey daita hay.Aik aur bhi iss dunya ki talkh haqeeqat hay k aik maan aur aik baap mil k bohat saray bachoon ko paal laitay hain aur bohat saray bachoon say aik maan aur aik baap nahin sumbhaalay jaatay.lagay raho and keep it up.

    Comment


    • #17
      Re: Inpiration from Father.

      Bohat asaan alfaaz main aik bohat achi tahreer hai,jis main bari rawani hai.Qari akhri fiqray tak mah'w rahta hai.:thmbup:
      Mind Sciences

      Comment


      • #18
        Re: Inpiration from Father.

        bohat achay bhai khalil. jandanwala zindabad all the fathers paindabad
        :welcome: :welcome: www.jandanwala.com:welcome::welcome:

        Comment


        • #19
          Re: Inpiration from Father.

          zabardast......boht aala :thmbup:
          khush rahiay :)

          Comment


          • #20
            Re: Inpiration from Father.

            Originally posted by Rida View Post
            Assalaam-0-Alaikom:rose

            buht hi khobsorat andaaz mein aik buht buht khobsora jazbay kay hawalay say likha hai aap nay.....bay shak ALLAH TALAA nay MaaN aur baap donooN ko ehem tareen zimme dari sonpi hai bachooN ki parwarish ki sorat mein.....jisay saray maaN baap....utni hi khobsorti say nibh nahin patay ..jis tarah nibhana chahiye........aap nay is diffrence ko bhi buht achay tareeqay say bayan kia hai.....
            very well done:clap:
            Thanks Rida. ap ka buhat buhat shukeria:phool:

            Comment


            • #21
              Re: Inpiration from Father.

              Originally posted by haziq View Post
              Khalil mian kaya yeh hi woh wajha tu nahin k tum abhi tak us rastay per rawana nahin ho rahay jo baap bananay ki tarf jaata hay.Waisay tumhain bataaon k jab BAARI TAALA baap banata hay to phir us ka hosla bhi dey daita hay.Aik aur bhi iss dunya ki talkh haqeeqat hay k aik maan aur aik baap mil k bohat saray bachoon ko paal laitay hain aur bohat saray bachoon say aik maan aur aik baap nahin sumbhaalay jaatay.lagay raho and keep it up.
              well sir :salam: how are you and thanks k ap ny time nikal lia hay
              waisy :shh: baat kuch aisi hee hay kisi noo dasna nahi :khi:

              Comment


              • #22
                Re: Inpiration from Father.

                Originally posted by zapk7 View Post
                Bohat asaan alfaaz main aik bohat achi tahreer hai,jis main bari rawani hai.Qari akhri fiqray tak mah'w rahta hai.:thmbup:
                thanks dear:phool:

                Comment


                • #23
                  Re: Inpiration from Father.

                  Originally posted by notorious gujjar View Post
                  bohat achay bhai khalil. jandanwala zindabad all the fathers paindabad
                  thanks asim jeety raho:phool:

                  Comment


                  • #24
                    Re: Inpiration from Father.

                    Originally posted by sumera View Post
                    zabardast......boht aala :thmbup:
                    khush rahiay :)
                    thanks sumera gee :rose

                    Comment


                    • #25
                      Re: Inpiration from Father.

                      aap to achay khasay writer ban gay hain :)
                      sada say andaaz main buhat hi achi tehreer likhi hai :thmbup:
                      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                      Comment


                      • #26
                        Re: Inpiration from Father.

                        Jis tareekey sey parents ko bohot tolerant hona perhta hai apney bachon key sath ussi tarhan bchon ko bhi bohot ziada tolerant hona chahiye apney parents key sath aagey chal key

                        a v touching tehreer!
                        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                        Comment


                        • #27
                          Re: Inpiration from Father.

                          Originally posted by Khalil View Post
                          salam o alikum buht hee arsa sy dil main tha k kuch apny father k bary main likhon lakin kuch smaj nahi ata tha..pher kuch stdy kia kuch sabar kia aur kuch logon sy inspiration lee aur ab yeh aik choti see kahani ke shakal ekhtiar ker gai...aur aik baat kehna chahonga ap ko mukaml ekhiar hay es main tankeed ka aur tareef ka.
                          Excellent Khalil, really very very much inspiring:phool: :thmbup:

                          Comment


                          • #28
                            Re: Inpiration from Father.

                            Thanks to all dears

                            Comment


                            • #29
                              Re: Inpiration from Father.

                              balle
                              :welcome: :welcome: www.jandanwala.com:welcome::welcome:

                              Comment


                              • #30
                                Re: Inpiration from Father.

                                Khalil saheb
                                buhat achchi koshish hai
                                aik sawal hai kyaa aap ke waaledain meN se kissi ne isse paRha hai
                                MaaN baap ki zindagi meN buhat se aise maqaam aate heN jahaN unheN bachoN ki be jaa zidd ka samna karna paRta hai
                                ab kabhi vo zidd puri kar dete heN kabhi bache ko behla dete heN aur kabhi daan't dete heN yeh sab parenting ka hissa hai
                                aap ki kahani meN bas yahi aik jhol hai
                                waalid ki saari zindagi apne bachoN ke liye tag-o-do karte guzarti hai
                                vo apni kayyii zaroriat ya khawahishaat bachoN ki zaroratoN ya khawahishoN pert qurbaan kar deta hai
                                is liye kissi aik lamhe ki daan't us ki saari zindagi ka pachtaawa nahiN ho sakti
                                laikin bahar haal yeh sirf mera kahyal hai
                                likhte rahiye
                                zmufti

                                Comment

                                Working...
                                X