Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Inpiration from Father.

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Inpiration from Father.

    Originally posted by zmufti View Post
    Khalil saheb
    buhat achchi koshish hai
    aik sawal hai kyaa aap ke waaledain meN se kissi ne isse paRha hai
    MaaN baap ki zindagi meN buhat se aise maqaam aate heN jahaN unheN bachoN ki be jaa zidd ka samna karna paRta hai
    ab kabhi vo zidd puri kar dete heN kabhi bache ko behla dete heN aur kabhi daan't dete heN yeh sab parenting ka hissa hai
    aap ki kahani meN bas yahi aik jhol hai
    waalid ki saari zindagi apne bachoN ke liye tag-o-do karte guzarti hai
    vo apni kayyii zaroriat ya khawahishaat bachoN ki zaroratoN ya khawahishoN pert qurbaan kar deta hai
    is liye kissi aik lamhe ki daan't us ki saari zindagi ka pachtaawa nahiN ho sakti
    laikin bahar haal yeh sirf mera kahyal hai
    likhte rahiye
    zmufti
    aap sahih keh rahi hein Zmufti......leykin is ko iss tarhaN bhi deykhein key beyshak aik lamhe ki daant aik baap ki sari zindagi ka pachtawa nahi ho sakti hai magar wo aik lamhe ki daant aik bachey ki shaksiyat per asar andaaz ho sakti hai iss had tak key tamaam umar us ka asar deykhai dey.... nahi?
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

    Comment


    • #32
      Re: Inpiration from Father.

      Originally posted by yellowsky View Post
      aap sahih keh rahi hein Zmufti......leykin is ko iss tarhaN bhi deykhein key beyshak aik lamhe ki daant aik baap ki sari zindagi ka pachtawa nahi ho sakti hai magar wo aik lamhe ki daant aik bachey ki shaksiyat per asar andaaz ho sakti hai iss had tak key tamaam umar us ka asar deykhai dey.... nahi?

      bilkul theek kaha aap ne issi liye maiN ne apne comments meN is pehlo ki taraf ishara nahiN kiyya
      khush rahiye
      zmufti

      Comment


      • #33
        Re: Inpiration from Father.

        Originally posted by zmufti View Post
        Khalil saheb
        buhat achchi koshish hai
        aik sawal hai kyaa aap ke waaledain meN se kissi ne isse paRha hai
        MaaN baap ki zindagi meN buhat se aise maqaam aate heN jahaN unheN bachoN ki be jaa zidd ka samna karna paRta hai
        ab kabhi vo zidd puri kar dete heN kabhi bache ko behla dete heN aur kabhi daan't dete heN yeh sab parenting ka hissa hai
        aap ki kahani meN bas yahi aik jhol hai
        waalid ki saari zindagi apne bachoN ke liye tag-o-do karte guzarti hai
        vo apni kayyii zaroriat ya khawahishaat bachoN ki zaroratoN ya khawahishoN pert qurbaan kar deta hai
        is liye kissi aik lamhe ki daan't us ki saari zindagi ka pachtaawa nahiN ho sakti
        laikin bahar haal yeh sirf mera kahyal hai
        likhte rahiye
        zmufti
        Thanks for reading
        aur gee main ny apny sab ger walon ko betha ker yeh parr ker sunai hay aur sab hee inspire huy hian :masha .
        shaid ap situation per thora ghoor ker laiti to ap ko wo dant nahi lagti wo lamha kuch aur hee lagta...

        Comment


        • #34
          Re: Inpiration from Father.

          Originally posted by yellowsky View Post
          aap sahih keh rahi hein Zmufti......leykin is ko iss tarhaN bhi deykhein key beyshak aik lamhe ki daant aik baap ki sari zindagi ka pachtawa nahi ho sakti hai magar wo aik lamhe ki daant aik bachey ki shaksiyat per asar andaaz ho sakti hai iss had tak key tamaam umar us ka asar deykhai dey.... nahi?
          :thmbup: yehi wo point hay jo main ap ko samjana chahta tha ..Zarka gee ko:phool:

          Comment


          • #35
            Re: Inpiration from Father.

            Originally posted by zmufti View Post
            bilkul theek kaha aap ne issi liye maiN ne apne comments meN is pehlo ki taraf ishara nahiN kiyya
            khush rahiye
            zmufti
            ap bee khush rahin....waisy aj to mother day hay ...............es liy sab khush raha karian:phool:

            Comment


            • #36
              Re: Inpiration from Father.

              happy motherz day
              :welcome: :welcome: www.jandanwala.com:welcome::welcome:

              Comment


              • #37
                Re: Inpiration from Father.

                thanks you

                Comment

                Working...
                X