Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

MazahiYa Shairi...!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: MazahiYa Shairi...!


    Tu mere dil mein aise samaayi hai
    Jaise baajray ke khet mein bhains ghus aayi hai

    Ghalib ne likha deewar par lal rang se
    Yahan kuch bhi likhna mana hai

    Majnu Laila ke baal pakad ke bola
    Moya kitne din se sar nahin dhoya

    Zor ki baarish Makes me wonder
    Is this what they call, Taste the thunder?

    Tumko dekha to yeh khayaal aaya
    Ki kal raat ko maine itna kyon khaaya

    Dharti so rahi hai, Aasman so raha hai
    Dharti so rahi hai,Aasman so raha hai
    Nonsense! yeh sab kya ho raha hai?

    jise dil diya woh dilli chali gayi
    jise pyar kiya woh italy chali gayi
    dil ne kaha khud khushi(suicide) kar le Zalim
    bijali ko haath lagaya to bijali chali gayi

    Chandni raat thi, main so rahi thi
    Phir kisi ne darwaza khutkhataya
    Maine soncha mera dil aaya
    Darwaza khol ker dekha to bijli ka bill aaaya

    Woh jab chalti hai to raahon main 100-100 ke note bichata hoon
    Woh chaali jati hai tab uthaa leta hoon


    Dil hai tera dariyaa....Aankhen hain teri Jheel
    So my darling ... What's The Big-Deal ??

    Maine tumhare yadon mein ro ro ke tub bhar diya
    Magar tum itne bewafa nikle, ki naha ke chal diye

    Maine tujhe dekha
    Dekhta raha, Dekhta hi gaya
    Phir mujhe chashma lag gaya

    Bolaa dukaan-daar, ke kyaa chahiye tumhain
    Jo bhii kaho ge merii dukaan per wo paoge
    maine kahaa ke kutte ke khaane kaa cake hai
    bolaa yahiin pe khaaoge yaa leke jaaoge

    Khud ko kar buland itnaa
    Kay Himaalay ki choti pe jaa pahunche
    Aur LOG tujh say puche
    Abe gadhe, ab utrega kaise

    Gam woh cheez hai
    Gam woh cheez hai
    Gam woh cheez hai
    Jisse kagaz chipkaye jaate hain

    Humne bhi pyar kiya tha zindgi main,badi joshh ke sath !
    Humne bhi pyar kiya tha zindgi main,badi shhor ke sath !
    Aab hum pyar karenge badi soch ke sath !
    Kyon ki usey kal shamko dekha kisi aur ke sath !

    Comment


    • #32
      Re: MazahiYa Shairi...!

      :khi:bhot khoub naz ji :phool:

      Comment


      • #33
        Re: MazahiYa Shairi...!

        Originally posted by naz


        Bari muddat ke baad ek arzoo jaagi hai

        Ki hum bhi shadi shuda ho jaye

        Kya vajah shadi karane ki jo kahde sahi sahi

        To Yaaron ab khud se kaam ghar ka hota nahi
        hayeeeee :tasali:

        Comment


        • #34
          Re: MazahiYa Shairi...!

          Originally posted by naz
          Doobtay ko tinkay ka sahara chahiay
          Shadi kay liay bus amman ka ishara chahiay

          Hazaar nuqs nikalti hay larki kay chehray main
          Koi un say poocho! Kya sitara chahiay?

          Char suitoon say baat naheen banay gi
          Saath main aik khatara chahiay!

          Bohot samjhaya keh larki hay yehi behtar
          Mujhay bhee to gunahoon ka kuffara chahiay

          Amman kehti hay, lagao kya mole lagatay ho?
          Aur lay jaao agar larka hamara chahiya

          Har rate main miltay hain, kahiay kya lijiay ga?
          Doolha shadi shuda ya kunwara chahiay?

          Payment kar kay kal ko tum bhee keh sako gay
          Ab to humain damaad hamara saara chahiay

          Tum bhee sun lo larki waloo yeh daastaan!
          Phir na kehna humain interview dobarah chahiay!

          Ab to rah guzar main aa kay par gaya hoon
          Lay chalo jis ko yeh baychara chahiay!

          Kyoon dikhai larki waloon ko itni sharafat Faisal?
          Woh kehtay hain keh humain larka thora aawara chahiay!
          :kr:

          Comment


          • #35
            Re: MazahiYa Shairi...!

            Ek ladki thi deewani si .. ..

            ek ladki thi dewani si
            net use kya karti thi
            chori chori chopkay chopkay Email likha karti thi
            messenger use kar na tha os ko
            password hack honay say darti thi
            jab bhi milti mujsay...
            mujsay poocha karti thi sahil yeh password hack kesay hota hai
            yeh password kesay hota hai........
            aur main yeh hi kha pata tha..........
            messenger khola ho ya band
            password tu hack hota hai
            kesay khahon main oo yaraa yeh password kesay hack hota hai .......
            ajj hi yaroo kisi ko hack kar kay dhekhey gay hum
            hacking hoti hai kesay kay kay dhekhey gay hum
            kis kay messenger main add huway buddies ko hum nay choraliye
            kisi kay inbox ki email hum nay oradiye
            aay yaar net pay koi kisi ka na hota hai
            kesay kahoon main oo yaraa yeh password kesay hack hota hai
            kya yeh hai chatting ka jaduu jab koi sing in hota hai
            block kar kay sub females kay peechay hota hai
            door kaheen computer par banay ladkiyan kun janay koi hacker kab kesay kahan milay
            jo asl chat pay hoo likha woo aksar hi jhot hota hai
            kesay kahoon main oo yara yeh password kesay hack hota hai

            Comment


            • #36
              Re: MazahiYa Shairi...!

              Girls In 1947
              Jia Bakara Ha Aii Bahar Ha Aja Moray Balma Tera Intizar Haa
              Girls In 2005
              Jia Bakarar Haa Aii Bahar Ha Aana Ha To Aa Warna Doosra Tyar Haa




              Palkon Pa Apni Bithaya Haa Tumhain
              Baray Dinoon K Bad Paya Ha Tumhain
              Etni Aasani Sa Nahe Milay Hoo Tum
              International Zoo Sa Churaya Ha Tumhain
              :rose Sirf tum Haray Lia:rose

              Comment


              • #37
                Re: MazahiYa Shairi...!

                Originally posted by Usman
                Girls In 1947
                Jia Bakara Ha Aii Bahar Ha Aja Moray Balma Tera Intizar Haa
                Girls In 2005
                Jia Bakarar Haa Aii Bahar Ha Aana Ha To Aa Warna Doosra Tyar Haa




                Palkon Pa Apni Bithaya Haa Tumhain
                Baray Dinoon K Bad Paya Ha Tumhain
                Etni Aasani Sa Nahe Milay Hoo Tum
                International Zoo Sa Churaya Ha Tumhain
                Bahut achhey Usman...:thmbup:
                Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                Comment


                • #38
                  Re: MazahiYa Shairi...!

                  Originally posted by naz
                  yeh tu abhi kum hia :p
                  Iss tahreek mein aap akeli hain, kisi ko saath to le letin
                  Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                  Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                  Comment


                  • #39
                    Re: MazahiYa Shairi...!

                    Originally posted by Usman
                    Girls In 1947
                    Jia Bakara Ha Aii Bahar Ha Aja Moray Balma Tera Intizar Haa
                    Girls In 2005
                    Jia Bakarar Haa Aii Bahar Ha Aana Ha To Aa Warna Doosra Tyar Haa




                    Palkon Pa Apni Bithaya Haa Tumhain
                    Baray Dinoon K Bad Paya Ha Tumhain
                    Etni Aasani Sa Nahe Milay Hoo Tum
                    International Zoo Sa Churaya Ha Tumhain
                    :kr:

                    Comment


                    • #40
                      Re: MazahiYa Shairi...!


                      ~Main tu samjha tha ke lout atey hain janey waley
                      tu ney jaker tu judai meri qismat karde...~

                      Comment


                      • #41
                        Re: MazahiYa Shairi...!


                        ~*~*~*~*~*~*~*~*~*~

                        Hathi nay kaha ja kar hathni ki kabar per
                        Sadqay jaoon tumhari patli kamar per


                        ~*~*~*~*~*~*~*~*~*~

                        Tum bhi becahara,hum bhi becahara
                        Fittay mu tumhara,fittay mu hamara


                        ~*~*~*~*~*~*~*~*~*~

                        Dil kay armaa aanso'on may beh gaye
                        Un kay bachay hamay mamu kah gaye


                        ~*~*~*~*~*~*~*~*~*~

                        Hum nay usay dekha angle badal kar
                        Us nay hamay mara sandle badal kar


                        ~*~*~*~*~*~*~*~*~*~

                        Khuda karay sab haseenaao ke baap mar jaeen
                        Maut ka bahana ho aur hum in kay ghar jaeen


                        ~*~*~*~*~*~*~*~*~*~

                        Ishq kay samander main ghota lagaya
                        Pani both thanda tha main bahar nikal aya


                        ~*~*~*~*~*~*~*~*~*~

                        Un ki gali say guzray,ajab ittefaq tha
                        Unho nay phool phanka,gamla bhi saath tha


                        ~*~*~*~*~*~*~*~*~*~

                        nakam muhabbat ka har eik dukh sehna..
                        .har haal main anjam se darte rehna
                        Qudrat ka barra anjam hai jaidi........
                        mehbooba ki olad ka "mamoon" kehna!


                        ~*~*~*~*~*~*~*~*~*~

                        dil karta hai keh uss kay nazook hontoon koo chuum loonnnnn
                        magar uss kee behteee hooyee naak nay meraa iradaa hee badal diyaaa

                        ~*~*~*~*~*~*~*~*~*~

                        chandni chand se hogi to sitaroon ka kiya ho ga
                        mohabbat eik se hogi to hazaroon ga kiya ho ga


                        ~*~*~*~*~*~*~*~*~*~

                        Teray husn ki kia taareef karoo?tera bander jaisa mu
                        Teri zulfo ki kia tareef karoo?teray ek ek baal pe joon


                        ~*~*~*~*~*~*~*~*~*~

                        Mohabbat mujhay un jawano se hai
                        Jo khatay peetay gharano se hain


                        ~*~*~*~*~*~*~*~*~*~

                        Aj bagh may kali hai, kal gulaab ho ga
                        Mujh se shadi karlo,tum ko sawab ho ga


                        ~*~*~*~*~*~*~*~*~*~


                        ~Main tu samjha tha ke lout atey hain janey waley
                        tu ney jaker tu judai meri qismat karde...~

                        Comment


                        • #42
                          Re: MazahiYa Shairi...!

                          baki replies bad main parhti hon :p

                          ~Main tu samjha tha ke lout atey hain janey waley
                          tu ney jaker tu judai meri qismat karde...~

                          Comment


                          • #43
                            Re: MazahiYa Shairi...!

                            Humain yahan famouse honay ke liye kuch wakat to darkaar hai he, so kuch na kuch kaheen na kaheen share kartay he rehna hai aap doston ke liye......:eye:

                            so enjoye karain...

                            ISS SE PEHLEY KE GHAR KE PARDOAN SE
                            TEADY PATLOON KOI SILWA LOON
                            ISS SE PEHLEY KE TUJH KO DE KER DIL
                            TEREY KOOCHAY MEIN KHUD KO PITWA LOON
                            ISS SE PEHLEY KE TERI FARQAT MEIN
                            KHUD-KUSHI KI ISKEEM APNA LOON
                            ISS SE PEHLEY KE AIK TERI KHATIR
                            NAAM GUNDOO'N MEIN APNA LIKHWA LOON


                            MEIN TERA SHEHAR CHORR JAON GA

                            TUJH KO AAGAH KIYON NA KER DOON MEIN
                            APNEY ISS INTIZAAM SE PEHLEY
                            MASHWARA'H BHI TUJH-HI SE KERNA HAI
                            APNI MARG-E-HARAAM SE PEHLEY
                            KOI AISI TRAIN BATLA DEY
                            JAY JO TAIZ-GAAM SE PEHLEY
                            AAJ ISS DINNER KO BHUGTA KER
                            KAL KISI WAQT SHAAM SE PEHLEY

                            MEIN TERA SHEHAR CHORR JAON GA
                            MEIN TERA SHEHAR CHORR JAON GA

                            Thanks.....

                            Muhammad Saeed
                            Known as Pagla, (Pagla, The Sound Of One Hand Claping)

                            Comment


                            • #44
                              Re: MazahiYa Shairi...!

                              Originally posted by Usman
                              Girls In 1947
                              Jia Bakara Ha Aii Bahar Ha Aja Moray Balma Tera Intizar Haa
                              Girls In 2005
                              Jia Bakarar Haa Aii Bahar Ha Aana Ha To Aa Warna Doosra Tyar Haa




                              Palkon Pa Apni Bithaya Haa Tumhain
                              Baray Dinoon K Bad Paya Ha Tumhain
                              Etni Aasani Sa Nahe Milay Hoo Tum
                              International Zoo Sa Churaya Ha Tumhain
                              :lol :lol :lol
                              :roseENIGMA:rose

                              Comment


                              • #45
                                Re: MazahiYa Shairi...!

                                Originally posted by naz

                                ~*~*~*~*~*~*~*~*~*~

                                Hathi nay kaha ja kar hathni ki kabar per
                                Sadqay jaoon tumhari patli kamar per


                                ~*~*~*~*~*~*~*~*~*~

                                Tum bhi becahara,hum bhi becahara
                                Fittay mu tumhara,fittay mu hamara


                                ~*~*~*~*~*~*~*~*~*~

                                Dil kay armaa aanso'on may beh gaye
                                Un kay bachay hamay mamu kah gaye


                                ~*~*~*~*~*~*~*~*~*~

                                Hum nay usay dekha angle badal kar
                                Us nay hamay mara sandle badal kar


                                ~*~*~*~*~*~*~*~*~*~

                                Khuda karay sab haseenaao ke baap mar jaeen
                                Maut ka bahana ho aur hum in kay ghar jaeen


                                ~*~*~*~*~*~*~*~*~*~

                                Ishq kay samander main ghota lagaya
                                Pani both thanda tha main bahar nikal aya


                                ~*~*~*~*~*~*~*~*~*~

                                Un ki gali say guzray,ajab ittefaq tha
                                Unho nay phool phanka,gamla bhi saath tha


                                ~*~*~*~*~*~*~*~*~*~

                                nakam muhabbat ka har eik dukh sehna..
                                .har haal main anjam se darte rehna
                                Qudrat ka barra anjam hai jaidi........
                                mehbooba ki olad ka "mamoon" kehna!


                                ~*~*~*~*~*~*~*~*~*~

                                dil karta hai keh uss kay nazook hontoon koo chuum loonnnnn
                                magar uss kee behteee hooyee naak nay meraa iradaa hee badal diyaaa

                                ~*~*~*~*~*~*~*~*~*~

                                chandni chand se hogi to sitaroon ka kiya ho ga
                                mohabbat eik se hogi to hazaroon ga kiya ho ga


                                ~*~*~*~*~*~*~*~*~*~

                                Teray husn ki kia taareef karoo?tera bander jaisa mu
                                Teri zulfo ki kia tareef karoo?teray ek ek baal pe joon


                                ~*~*~*~*~*~*~*~*~*~

                                Mohabbat mujhay un jawano se hai
                                Jo khatay peetay gharano se hain


                                ~*~*~*~*~*~*~*~*~*~

                                Aj bagh may kali hai, kal gulaab ho ga
                                Mujh se shadi karlo,tum ko sawab ho ga


                                ~*~*~*~*~*~*~*~*~*~

                                :lol :lol :lol :kr: :kr:
                                :roseENIGMA:rose

                                Comment

                                Working...
                                X