Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

In The Spotlight ~*Gul Dearo~*

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #76
    Re: In The Spotlight ~*Gul Dearo~*

    Originally posted by Gul View Post

    یہ نظم مُجھے اچھی لگی ۔۔ابھی کے لیئے !!

    عمر کی سیڑھیاں

    ہاں، سنو دوستو
    جو بھی دنیا کہے
    اس کو پرکھے بِنا، مان لینا نہیں
    ساری دنیا یہ کہتی ہے
    پربت پہ چڑھنے کی نِسبت اترنا بہت سہل ہے
    کس طرح مان لیں
    تم نے دیکھا نہیں
    سرفرازی کی دھن میں کوئی آدمی
    جب بلندی کے رستے پہ چلتا ہے تو
    سانس تک ٹھیک کرنے کو رکتا نہیں
    اور اسی شخص کا
    عمرکی سیڑھیوں سے اترتے ہوئے
    پاؤں اٹھتا نہیں
    اس لیے دوستو، جو بھی دنیا کہے
    اس کو پرکھے بنا، مان لینا نہیں
    ساری دنیا یہ کہتی ہے
    اصل سفر تو مسافر کی آنکھ میں پھیلا ہوا خواب ہے
    کس طرح مان لیں
    تم نے دیکھا نہیں
    عمر کےاس سرابِ اجل خیز میں
    خواب تو خواب ہیں
    ہم کھلی آنکھوں سے جو بھی کچھ دیکھتے ہیں
    وہ ہوتا نہیں
    راستےکے لیے
    (راستےکی طرح)
    آدمی اپنے خوابوں کو بھی کاٹ دیتے ہیں لیکن
    سلگتا ہوا راستہ
    پھر بھی کٹتا نہیں
    اس لیے دوستو
    جوبھی دنیا کہے
    اس کو پرکھے بنا، مان لینا نہیں

    امجداسلام امجد
    Its One of my most favrt :shyy: , baqi jawabat pe free ho k reply karungi me :hairdrayer:
    sigpic

    Comment


    • #77
      Re: In The Spotlight ~*Gul Dearo~*

      [QUOTE=*Hala*;1175123]

      :haey:پیغام پر کیسے آنا ہوا ۔۔اور پیغ
      ام کیا ہے میرے لیئے !!
      پیغام پر ایکسیڈینٹلی آنا ہوا! اور پھر یہاں ہی آگئی !! پیغام میرے لیئے ایک دوستی کا گھر کا ہے !!
      گو کہ ابھی کچھ مصروفیات کی وجہ سے کم ہو گیا ہے میرا یہاں آنا !! مگر جب بھی آتی ہوں اچھا لگتا ہے

      :hairdrayer:
      پیغام پر ۔۔کس کی پوسٹنگ اچھی لگتی ہے

      عشاء کی شاعری کی شئیرنگ ۔۔۔۔ساراہ کی ۔۔۔ڈیزائنر بھائی کی ۔۔۔آئی ٹی سیکشن میں اور ایجوکیشن کے سیکشن میں
      مسٹر خان کے سنگل سنگل شعر کے ڈھیر سارے تھریڈز
      وصی کی شاعری ۔۔۔اور اسی طرح ناز کی تحریریں بُہت اچھی لگتی ہیں
      ڈیزائننگ سیکشن میں ایک عرصے سے غیر حاضر شکیل بھائی
      اور بھی بُہت ہیں ۔۔
      :hii:
      پیغام پر کس سے ملنا چاہوں گی
      سبھی سے ملنا چاہوں گی ۔۔جو پُرانے ہیں پیغام پر ۔teddy۔۔

      اور ایڈمن سے تو دو دو ہاتھ کرنا چاہوں گی !! جھنجوڑنا چاہوں گی سو ایک مُلاقات ہونا ضروری ہے !!
      :sword:
      :fly:
      گرافکس کب سیکھا!!
      ویب ڈیزائننگ کا ایک کورس کیا تھا تو اُس میں جیف اینمیشن سیکھی ۔۔ایڈوبی میں ۔۔ ۔
      Logo making
      سیکھا تو
      مزید سیکھنے کا شوق ہوا ۔۔۔!! اور پھر ٹیوٹریلز سے سیکھنا شروع کیا مگر شاعری کو ڈیزائن کرنا تو ٣ سال پہلے ہی شروع
      جب فورمز کو جوائن کیا۔۔
      اور بس یہ سلسلہ ایک مد و جزر کے ساتھ چل رہا ہے ۔۔
      !!

      Comment


      • #78
        Re: In The Spotlight ~*Gul Dearo~*



        پیغام میں بہتری کی گُنجائش بُہت ہے !
        اگر ایڈمن کچھ صحیح سے ٹائیم دے سکیں تو
        آئیدیاز بُہت ہیں !:alhamd:

        پیغام کو پیغام !
        خوش رہیں ۔۔۔اور اپنی زندگی کے مقصد کو جانیں !!

        Comment


        • #79
          Re: In The Spotlight ~*Gul Dearo~*

          Jee iss k sath hee Yeh silsila kahatam howa ...

          Khush rahein !!
          JazakAllah khair!!

          Comment


          • #80
            Re: In The Spotlight ~*Gul Dearo~*

            Buht khubsurat jawabat aur khayalaat hai apki Gul dearo. buht shukria itni achi achi aur rango sy bhari jawabat ki lyee... per kar acha laga.
            ab sab ko ijazat hai apni apni sawal kari...... :)
            khush rahein hamesh.
            u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

            :pr:

            Comment


            • #81
              Re: In The Spotlight ~*Gul Dearo~*

              buth he khooob soorat jawabt .....Heeran ker daney waley....

              Buth kuch sekkha in jawabat sey thankx Dear
              I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

              Comment


              • #82
                Re: In The Spotlight ~*Gul Dearo~*

                bauaht hi khoob gul baaji... am sure aap ke bauaht acchi mama or ek bauaht acchi wife hongi... MashAllah... :cv:

                Comment


                • #83
                  Re: In The Spotlight ~*Gul Dearo~*

                  Gull kahon ya rana gull , ya gul e rana ... mukhatib aap he hain ...
                  mashaAllah , shairon k intekhaab say aap ki shaksiyat ka andaza to tha magr aap ka interview parhnay k baad ye samjhti hoon k wo andaza na kafi tha ,,,
                  ab jo dekha to aik suljhi hoi gharelo si larki ko samnay paya hay jisay zindagi bartnay ka saliqa bhi aata hay ... jo her baat main masbat pehlu dhondti hay ... rishton k taqazon ko bhi janti hay aur un ko nibahna bhi janti hay ... aap ki shaksyat ka sab say khushgawar pehlo bhi yahi hay ... aap ki baton main jazbat ka ahtraam bohat nazar aata hay...
                  waja jo bhi ho.. ya aap ki apni fitrat ki khobiyan hon ya walden ki tarbiyat .... ya jesa k aap nay kaha aik umar ka hasil ... so waja jo bhi ho
                  aap k pas zindgi guzarnay k senehri usool mujod hain .
                  khush naseb gharana hota hay jahan aisay log hotay hain , ya behna ki surat chahey beti ki surat ,, agar maan ki surat hoon to muashra sanwar jaaye ,, aur agr bvki surat hon to kia kehnay ,,, zindagi ki gaari hanstay kheltay aik sath kat jaye ..

                  :hii:.
                  Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                  Comment


                  • #84
                    Re: In The Spotlight ~*Gul Dearo~*

                    Originally posted by Gul View Post
                    Jee iss k sath hee Yeh silsila kahatam howa ...

                    Khush rahein !!
                    JazakAllah khair!!
                    jazak ALLAH masha ALLAH bohgat khoob GUL baji kaya ab hameen aap sekhuch sawalaat karny ki ijazat hi ???????????372-scare
                    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                    Comment


                    • #85
                      Re: In The Spotlight ~*Gul Dearo~*

                      bohot acha laga aap ka interview perh ker :-) Allah T'ala aap ko apney her neyk maqsad mey kamyab karey Ameen.:rose
                      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                      Comment


                      • #86
                        Re: In The Spotlight ~*Gul Dearo~*

                        Gul dearo.... kuch sawalat meri taraf sy :shyy:
                        1.Kon si chiz aisi haiy jis ke barey mian Addicted hain ? :hhh:
                        2. Khuloos ki kiya tareef haiy app ki nazar mian ? :hhh:
                        3. Asa kaam jo karna chahti hain ? :hhh:
                        4. kabi Bacho pe gussay mein hassi nikli hai ? :hhh:
                        5. app
                        apni problems kias ke saath share kerti ho? :hhh:
                        u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                        :pr:

                        Comment


                        • #87
                          Re: In The Spotlight ~*Gul Dearo~*

                          Gul aapi


                          Bohat khoob jawabat dye hain aap ne, bohat hi mutasir kun interview raha. aur main ne sara parh bhi lia :D:



                          Thanks for giving time :)
                          Allah

                          Comment


                          • #88
                            Re: In The Spotlight ~*Gul Dearo~*

                            گل میں نے ٓاپ کا انٹرویو حرف بہ حرف پڑھا
                            مجھے آپ کے بارے میں جان کر بہت اچھا لگا
                            کہیں کہیں زندگی کی الجھنوں کا ذکر بھی آیا
                            کہیں خوشی تو کہیں غم کا تاثر بھی نظر ایا
                            مگر وہ آپ کی پرسنل لائف کا ہے
                            ہم تو آپ کو پیغام میں جانتے ہیں
                            آپ ایک اچھی شاعرہ ایک اچھی ڈزائنر ہیں

                            میرے سوالات بھی آئینگے ذرا آپ ریلیکس ہو جائیں
                            sigpic

                            Comment


                            • #89
                              Re: In The Spotlight ~*Gul Dearo~*

                              Dear Gul bohat hi khoobsurat jawaabaat aap nay likhay hain, yaqeenan iss say aap ki aala soch aur aur aap kay khoobsurat dil kay baaray main bakhoobi andaaza hota hay jiss main aik Maa ka andaz-e-mohabbat, aik biwi ka jazba-e-mohabbat aur aik beti ka hosla-e-ulfat saaf nazar aata hay...

                              aap ki baatoon say humain bohat kuch seekhnay ko mila jiss main acha kirdaar, khoobsurat guftaar, andaaz-e-mohabbat, jazba-e-shrafat, husn-e-tafkeer, aala zameer, lafzoon ki sachayi, auroon say bhalayi, Huqooq ALLAH ki adayigi kay saath saath huqooq-ul-ibaad ki bhi paas daari......

                              Aik cheese main zaroor mention karoonga kay umooman dekha gaya hay kay shaadi kay baad aksar log bilkhusoos larkiyan iss qadar mashghoul hojaati hay kay apnay maazi ko kabhi yaad rakh nahin paati, apnay aap kay liye waqt muyassar nahin hota jiss say woh apna TALENT khooti jaati hain aur sab baaton ko aik MADFAN YADAASHT ki tarhan andar hi andar kahin dafan kar deti hain... aap nay apnay iss jazbay ko qayim rakha yehi waja hay kay aaj hum jaisay naqis aqal log jo auroon ki achi baatoon ko apni zindagi ko sanwaarnay kay liye zarya-e-tehseen samajtay hain aap ki pyari pyari baatoon say mustafeed horahay hain..

                              Isi tarah apnay jazbay ko zinda rakhyeh aur apni achi soch say hum sab ko mustafeed karti rahyeh, meray bhi chand sawaal hain magar pehlay jo member aap say sawaal kar chukay hain yaa jo ijaazat maang rahain hay unkay jawab dejye, main apni baari ka intizaar kar loon ga :)

                              Khush rahyeh
                              sigpic

                              Comment


                              • #90
                                Re: In The Spotlight ~*Gul Dearo~*

                                Originally posted by thefire1 View Post
                                Bohat khoob GUL Sahiba, bohat hi khoobsurat jawab diye hain aap nay jis say aap ki naik khayaali aur achi tarbiyat ka pata chalta hay aur yaqeen hay kay aisi hi achi achi baatain aap nayi generation yaani apni aulaad main muntaqil kar rahi hoongi, aap kay jawaabat paRh kar bohat khushi hoyee aur iss baat ka aitimaad bhaRta gaya kay duniya main achay logoon ki kami nahin, khush rahyeh :)
                                Dua hai K yeh batein sirf batein na rahein
                                agar is smein aik % bhi naiki hai tu mujh sameat har aik tak puhnchay
                                ameen sum ameen

                                InshaAllah Meri koshish yehi hai
                                K mein apni aulad ko achi rehnamuaai dooN
                                Allah hum sab ko Tuofeeq de ameen sum ameen!:dua
                                Aap BhI Khush rahiyay !! :dua

                                Comment

                                Working...
                                X