Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

دوسری شادی

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: دوسری شادی

    Walaikum Assalaam

    Acha mashwara daina humara farz hay, issi liye humain koshish karni chayeh kay apnay dostoon ko yaa har uss shakhs ko jo aap say mashwaray ki niyat say aaya hay ussay sahi mashwara dain aur agar aap apnay aap ko iss qaabil nahin samajhtay tou aisay mashwaroo say parhaiz karian :)

    Mera mashwara yeh hoga, thoRa taweel hoga, kiyonki sahi baat samjhaanay main aur aisa serious mashwaara dainay kay liye convincing baatain karni zaroori hain jo aqal main baithay!! however, main apni post ko mehdood rakhnay ki koshish karoon ga, albatta, post ki TAWAALAT per paishgi maazrat:

    Insaan ko dosri, teeri ya phir 4th shaadi ki ijaazat kuch hikmat ki bina per dii gayii hay!! Aap apnay dost say kuch iss andaaz main sawaal karain aur uss kay jawab say uss kay charachter or uss ki soch ko samajhnay ki koshsish karain, INSHALLAH iss question answer session main hi uss ko sahi MASHWARA mil jaayay ga woh kehtay hain naa AQALMAND ko ishaara hi kaafi hay :)
    1. Kia aap ki biwi kay saath aap kay 'azdawaaji ta'aluqaat' behtar nahin?
    2. Kia aap ki biwi aap ka yaa aap kay bachoon ka khayaal nahin rakhti, aap kay aur unn kay apnay waqt ko sarf nahin karti?
    3. Kia woh zaban ki taiz hay, agar hay bhi tou kia srif yehi waja hay kay aap dosri shareek-e-hayat kay mutlaashi hain?
    4. Kia yeh shaadi kisi bewa, yateem ya kisi aisi laRki say karna chatay hain jo umar main bhaR gayii hay aur uss kay waldain yaa tou uss ki shaadi afford nahin karsaktay, yaa sahi rishtay kay intizaar main abhi tak beti ko ghar per bitha kar rakha hay? ya yeh kisi kamsin laRki say kar kay apni hawas ki aag ko bhujaana chata hay?
    5. Kia aap iss cheese ki ijaazat apnay 'Behnoyee' ko day daiti agar woh aap say mashwara karnay aata?

    Humaray maashray main srif aur srif sahi TALEEM ki aur sahii hidayat ki zaroorat hay, NABI-E-Karim aur SAHAB-e-Karam RZ nay agar aik say ziyda shaadi ki tou uss kay peechay hikmat thiii, kisi bewa ko saahra daina, kisi yateem ki kafaalat karna, taakay humra maashra unn tamam burayiyoon say mehfooz rahay!!!

    May ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN

    FI amaan ALLAH

    PS: Iss topic per mazeed behas ki gunjaish hay, INSHALLAH jahan tak hoga hum iss clear karnay ki koshsih karain gain.
    sigpic

    Comment

    • #32
      Re: دوسری شادی

      Originally posted by Mr.Khan View Post

      Sir ji aap meri ulfat ko ghalat rung de rahe hein....................:shyy:
      یعنی دوسرے الفاظ میں میں تمہاری سوئی ہوئی مردانگی کو نا جگاؤں :khi:
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment

      • #33
        Re: دوسری شادی

        Originally posted by thefire1 View Post

        آپ تو سچ مچ سیریس ہی ہو گئے ہیں جان جی :hii:
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment

        • #34
          Re: دوسری شادی

          :)
          sigpic

          Comment

          • #35
            Re: دوسری شادی

            Originally posted by Mr.Khan View Post

            4 shadiyan to waise bhi islaam me jaayez hai
            han han islam ki sirf aik yehi baat to har Mard ko Ratti hovi hai :lol:
            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

            Comment

            • #36

              Originally posted by Aanchal View Post

              اور یہ حضرت دیکھنے میں سیدھے سادھے بھولے بھالے ہیں 372-haha372-haha
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment

              • #37
                Re: دوسری شادی

                Originally posted by Masood View Post

                ہا ہا ہا یہ دھواں سا کہاں سے اٹھتا ہے
                Aap ne lunch rakha tha garam karne ke liye usii se uth raha hai dhhouan :lol

                Comment

                • #38

                  theek ...sarfaraz qamar yehi sawaal pouch lena apnay friend say ..phir majal hai wo dosri shadi ka socuhay hehe

                  wesay baat chal nikli hai to kuch serious andaaz main bhi is pay baat ki jaye ..:rose
                  اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                  اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                  Comment

                  • #39
                    Re: دوسری شادی

                    Originally posted by Masood View Post

                    یعنی دوسرے الفاظ میں میں تمہاری سوئی ہوئی مردانگی کو نا جگاؤں :khi:
                    Aap ka matlub hai ke jo sarhad per lar rahay hein woh mard nahi hein, or jo shadiyon pe shadiyaan kar rahe hein woh mard hen :hhh:

                    Comment

                    • #40
                      Re: دوسری شادی

                      Originally posted by Aanchal View Post
                      han han islam ki sirf aik yehi baat to har Mard ko Ratti hovi hai :lol:
                      nahi nahi or bhi baaten rati hui hein...............Jaisa ke Mard apni aurat ka Mijazi Khuda hota hai :p

                      Comment

                      • #41
                        Re: دوسری شادی

                        Originally posted by Masood View Post

                        اور یہ حضرت دیکھنے میں سیدھے سادھے بھولے بھالے ہیں 372-haha372-haha
                        To aap ko meri masoomiyat pe koi shak hai :shyy:

                        Comment

                        • #42
                          Re: دوسری شادی

                          Originally posted by Mr.Khan View Post

                          Aap ne lunch rakha tha garam karne ke liye usii se uth raha hai dhhouan :lol
                          ہائے لنچ - میرے تو لنچ کا ٹائم ہو رہا ہے اور میں ادھر بیٹھا شادیاں کروا رہا ہوں
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment

                          • #43
                            Re: دوسری شادی

                            Originally posted by Mr.Khan View Post

                            Aap ka matlub hai ke jo sarhad per lar rahay hein woh mard nahi hein, or jo shadiyon pe shadiyaan kar rahe hein woh mard hen :hhh:
                            او کاکا تم کونسی سرحد پر لڑ رہے ہو واپس آ جاؤ گھر وقت پر جانا ورنہ رات کا کھانا خود بنانا پڑے گا سعدیہ ویسے تھک جاتی ہے بیچاری :garmi:
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment

                            • #44
                              Re: دوسری شادی

                              Originally posted by Mr.Khan View Post

                              To aap ko meri masoomiyat pe koi shak hai :shyy:
                              نہ جی بالکل بھی نہیں ایک آپ معصوم ایک الطاف بھائی معصوم - ہم کراچی کے لوگوں کو معصوم ہی جانتے ہیں
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment

                              • #45
                                Re: دوسری شادی

                                Originally posted by Masood View Post

                                ہائے لنچ - میرے تو لنچ کا ٹائم ہو رہا ہے اور میں ادھر بیٹھا شادیاں کروا رہا ہوں
                                Aap marriage bureau kub se chala rahe hein :lol

                                Comment

                                Working...
                                X