Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Kabrastaan aur Durr

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Kabrastaan aur Durr

    Originally posted by MindFreak View Post
    Jab mein chota tha to main or mera aik dost raat ko apni BMX cycle ly k uss ki baji ki tarf agye. Uss ki baji ka ghar aik qabrustan k pass tha or wo tha bhi Christians ka... Hua you k hum bahadur bnk qabrustan mein chly to gaye mgr badqismati k ghar say thora sa pehly uss ki cycle ki chain utar gai... Bs phr kia tha chhoot gaye pasiny k g churelo ney hmari chain utar di hai. Main ney lga di dorr mera dost pichy chikhen marny lga q k cycle bhi uss ki thi us ko chorr k ja bhi nahi skta tha,, Uss ney bhi phr cycle pkar k dorr lga di or itni tez bhaga k 3 dafa wo bechara gira or sahi choten i usy.... :p...
    Yani doost wo jo museebat mein baag jaye :think:
    :thmbup:

    Comment

    • #32
      Re: Kabrastaan aur Durr

      Originally posted by Sky angel View Post
      kbrastan372-scare

      2nd quest:think:
      muj ko dar kb ni laga372-scare

      u to paidiashi derphok laging mujhy372-scare372-scare

      Comment

      • #33
        Re: Kabrastaan aur Durr

        Originally posted by MindFreak View Post
        Jab mein chota tha to main or mera aik dost raat ko apni BMX cycle ly k uss ki baji ki tarf agye. Uss ki baji ka ghar aik qabrustan k pass tha or wo tha bhi Christians ka... Hua you k hum bahadur bnk qabrustan mein chly to gaye mgr badqismati k ghar say thora sa pehly uss ki cycle ki chain utar gai... Bs phr kia tha chhoot gaye pasiny k g churelo ney hmari chain utar di hai. Main ney lga di dorr mera dost pichy chikhen marny lga q k cycle bhi uss ki thi us ko chorr k ja bhi nahi skta tha,, Uss ney bhi phr cycle pkar k dorr lga di or itni tez bhaga k 3 dafa wo bechara gira or sahi choten i usy.... :p...
        jab aap ki cycle ki chain utari thi oss time aap ki age kitni thi aur ab kitni hey??? nights plus karkay batana .......... :shyy:

        sigpic

        Comment

        • #34
          Re: Kabrastaan aur Durr

          buth baar jana hua bahi bal k Har saturday ko Raat ek bajey Pani lagta tha to jana hota he tha.............hamri zameeno ko pani lagney ka time raat ek bajey tha last year to har saturday he jatey tahey.........aur dar bilkul nahi lagta tha wahan darney wali cheez hoti kia hai?

          wasey be Kabrstan hamrey ghar k pass he hai....aur hamra village hai be chota sa to akser oqat Thiefs ko chupaney k laey wo he best place hai................to ab to yeh akser he hota hai k wahan jana parta hai...:yaay:
          I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

          Comment

          • #35
            Re: Kabrastaan aur Durr

            Originally posted by munda_sialkoty View Post
            Second question. Aap ko ziada dur kub laga? ya aap ko dur kub lagta he? Kabi sonay se pehlay bed ke neechay koi cheez mehsoos hui? Kabi paoon wali side pe koi khara mehsoos hua? Raat ke time koi hulchul, thunday paseenay etc. :lol

            oooh sorry is k answer reah gaia

            ek baaar he dara hun aaj tak mein wo be zabrdast qisam ka mein 5th class mein tha tab Raat ko pani laga k aa raha tha abba k sath abba jan to peechy reah gaye aur mein kabrstan mein sey shourtcut mara.....wahan itna bara saanp tha k aap key taswur sey be bahir tab mein to behosh hotey hotey bacha na to meri awaz nikley k abba ko awaz doon aur na he bagha jaey tangyin phool gayin dar sey phir pata nahi saanp k dil mein kia aeye khud he chal gaia ek tarf aur mein ghar puncha372-scare

            • #36

              Aslam-o-Alaikum Doosto,

              Aap ko yahan se yeh batana he ke kabi raat ke waqat aap ka kabi kisi kabarstan ke ander se ya paas se guzar hua? Ager aisa hua to aap ka haal-e-dil kia tha us waqt :lol

              Second question. Aap ko ziada dur kub laga? ya aap ko dur kub lagta he? Kabi sonay se pehlay bed ke neechay koi cheez mehsoos hui? Kabi paoon wali side pe koi khara mehsoos hua? Raat ke time koi hulchul, thunday paseenay etc. :lol
              و عليكم السلام و رحمة الله

              qabristaan k saath meri buhut puraani yaadein jurri hain:garmi:

              meri adat thi buchpun mai aadhii raat ko uth k baahir janey ki zidd karney ki..nayi nayi jageh raat ko xplore kartii thii..aik raat uthi or bhai se zid karney lagii k mujhe qabristaan le chalo..was about 4 years i think..bhai ne kaha theek hai..or le chaley..aik maidaan main..jahan jagah jagah ghaney darakht they..kafii drawnii lag rahi thi wo jagah bhai ne kaha yeh raha qabristaan ..me ander jaaney lagii tu bhai ne barrey pyaar se kaha k dehaan se murdey qabroon se nikal aye hain un ki meeting ka time hai....bus wo raat... or phir me ne raat ko tu kya din ko bhi ghar se nikalna chorr diya...

              second question...

              hmmm...me buchpun se akeley hi sotii hoon..or aadhii raat ko hi uth jaati hoon..baahir bhi akeley jaati hoon..jub full moon ho tu me sehan main hi tahajud parrhti hoon...aas paas ghaney darakht poodey waghera...i dont remember k kabhi aisa darr laga ho...:think:
              .......................!!!!!

              Comment

              • #37
                Re: Kabrastaan aur Durr

                wesay mujhay jin bhotoo say bohat daar lagta hain..... but Cemetery say daar nahi lagta. wesay maray hoay say kiya darna darna to zinda insaan say chahay.

                2Q: ans kabhi aisa hoya nahi.. but england main mairay aik dost kay ghar main koi hain... bethoo ho to light off karday ga yah table say khuch pinay kay liyah uthao to glass uthta hi nahi... bas uskay ghar jatay hoay daaaarrrrrrr lagta hain
                ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                Comment

                • #38
                  Re: Kabrastaan aur Durr

                  Originally posted by Tanha Hassan View Post
                  buth baar jana hua bahi bal k Har saturday ko Raat ek bajey Pani lagta tha to jana hota he tha.............hamri zameeno ko pani lagney ka time raat ek bajey tha last year to har saturday he jatey tahey.........aur dar bilkul nahi lagta tha wahan darney wali cheez hoti kia hai?

                  wasey be Kabrstan hamrey ghar k pass he hai....aur hamra village hai be chota sa to akser oqat Thiefs ko chupaney k laey wo he best place hai................to ab to yeh akser he hota hai k wahan jana parta hai...:yaay:
                  Originally posted by Tanha Hassan View Post
                  oooh sorry is k answer reah gaia

                  ek baaar he dara hun aaj tak mein wo be zabrdast qisam ka mein 5th class mein tha tab Raat ko pani laga k aa raha tha abba k sath abba jan to peechy reah gaye aur mein kabrstan mein sey shourtcut mara.....wahan itna bara saanp tha k aap key taswur sey be bahir tab mein to behosh hotey hotey bacha na to meri awaz nikley k abba ko awaz doon aur na he bagha jaey tangyin phool gayin dar sey phir pata nahi saanp k dil mein kia aeye khud he chal gaia ek tarf aur mein ghar puncha372-scare
                  Originally posted by bhataktii rooh View Post
                  و عليكم السلام و رحمة الله

                  qabristaan k saath meri buhut puraani yaadein jurri hain:garmi:

                  meri adat thi buchpun mai aadhii raat ko uth k baahir janey ki zidd karney ki..nayi nayi jageh raat ko xplore kartii thii..aik raat uthi or bhai se zid karney lagii k mujhe qabristaan le chalo..was about 4 years i think..bhai ne kaha theek hai..or le chaley..aik maidaan main..jahan jagah jagah ghaney darakht they..kafii drawnii lag rahi thi wo jagah bhai ne kaha yeh raha qabristaan ..me ander jaaney lagii tu bhai ne barrey pyaar se kaha k dehaan se murdey qabroon se nikal aye hain un ki meeting ka time hai....bus wo raat... or phir me ne raat ko tu kya din ko bhi ghar se nikalna chorr diya...

                  second question...

                  hmmm...me buchpun se akeley hi sotii hoon..or aadhii raat ko hi uth jaati hoon..baahir bhi akeley jaati hoon..jub full moon ho tu me sehan main hi tahajud parrhti hoon...aas paas ghaney darakht poodey waghera...i dont remember k kabhi aisa darr laga ho...:think:
                  Aap dono behan bhaiyoon ka shukriya, mujay yeh sun ker hairat he ke aap kabi aik doosray ko dekh ke daray nahi :lol

                  Aap dono kafi bahadur lagtay ho, yaani aap dono last time tub daray jub aap bohat chootay thay. Theek he teyaar rehna, me aap dono per kuch kerwata hoon phir aap mujay bataiye ga ke aap ko durr laga ke nahi :hairdrayer:
                  :thmbup:

                  Comment

                  • #39
                    Re: Kabrastaan aur Durr

                    Originally posted by D@y W@lk3r View Post
                    wesay mujhay jin bhotoo say bohat daar lagta hain..... but Cemetery say daar nahi lagta. wesay maray hoay say kiya darna darna to zinda insaan say chahay.

                    2Q: ans kabhi aisa hoya nahi.. but england main mairay aik dost kay ghar main koi hain... bethoo ho to light off karday ga yah table say khuch pinay kay liyah uthao to glass uthta hi nahi... bas uskay ghar jatay hoay daaaarrrrrrr lagta hain
                    Kabi tum ne khud glass utha ke mehsoos kia ya us ki baaton mein aa gaye?
                    :thmbup:

                    Comment

                    • #40
                      Re: Kabrastaan aur Durr

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      Aap dono behan bhaiyoon ka shukriya, mujay yeh sun ker hairat he ke aap kabi aik doosray ko dekh ke daray nahi :lol
                      magar hassan bhai tu aik hi hain....:think:

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      Aap dono kafi bahadur lagtay ho, yaani aap dono last time tub daray jub aap bohat chootay thay. Theek he teyaar rehna, me aap dono per kuch kerwata hoon phir aap mujay bataiye ga ke aap ko durr laga ke nahi :hairdrayer:
                      u kiya karney waley ho..:jhug:
                      .......................!!!!!

                      Comment

                      • #41
                        Re: Kabrastaan aur Durr

                        Originally posted by safia View Post
                        mein din kay time qabarustan do teen dafa gayi hoon lakin raat ke time mein janay ka etefaaq nahi howa......jahan tak darr ki baat hey din ko mujhe darr nahi laga tha.........

                        sub se ziyada darr mujhe laga thea... mein quid e azam uiversity ki hostel mein rahti hoon chand maah pehley beshtar girls leave kar kay ghar chali gayi aur mein ek din baad ghar jana tha kyun mein CSS ki coaching classes miss nahi karna chahti thi..... jab raat hoe hostel mein sirf ham do girls hostel mein thi baaki saari hostel khali hochuki thi..... jo girl hostel mein thi uss key saath meri kuch ziyada undestanding bhi nahi thi lehaza vo apnay hee room mein thein.... mujhe uss raat baht darr laga tha aur mein adhi raat tak roti rahi thi aur mein apni ammi ko phone per bataya tu meri ammi bhi roti rahi aur ham dono phone roti rahin........... uss din se mein ab khali hostel mein nahi rahti........ ab jab bhi leave hoti hay sub se pehlay mein hostel chorr deti hoon ab jese haftay ko leave hey mein inshallah kal se hee hostel chorr kay apnay piyaray pind chali jaon gi......
                        safia ki story sun k me ko apnii aik story yaad agayii......
                        .......................!!!!!

                        Comment

                        • #42
                          Re: Kabrastaan aur Durr

                          Originally posted by bhataktii rooh View Post
                          magar hassan bhai tu aik hi hain....:think:

                          u kiya karney waley ho..:jhug:
                          Tum mujay challenge karo ke tum per jadu nahi ho sakta aur tum daro gi nahi. Phir dekho mein apna aik karishma dikhata hoon u ko :hairdrayer:
                          :thmbup:

                          Comment

                          • #43
                            Re: Kabrastaan aur Durr

                            Originally posted by bhataktii rooh View Post
                            safia ki story sun k me ko apnii aik story yaad agayii......
                            O ki:think:
                            :thmbup:

                            Comment

                            • #44
                              Re: Kabrastaan aur Durr

                              Originally posted by munda_sialkoty View Post
                              Kabi tum ne khud glass utha ke mehsoos kia ya us ki baaton mein aa gaye?
                              nahi yaar main bhi itna yaqeen nahi rakhta tha... But jab mairay saat hoya main ki......England yah sab kuch bohat hain. Ghar bhi to babbay azaam kay zamanay kay hain372-scare
                              ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                              Comment

                              • #45
                                Re: Kabrastaan aur Durr

                                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                                Tum mujay challenge karo ke tum per jadu nahi ho sakta aur tum daro gi nahi. Phir dekho mein apna aik karishma dikhata hoon u ko :hairdrayer:
                                yesh me u ko challenge kartii hoon......:ys:

                                par yeh tu batao u karo gey kiya..
                                372-scare372-scare
                                .......................!!!!!

                                Comment

                                Working...
                                X