Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Kabrastaan aur Durr

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #61
    Re: Kabrastaan aur Durr

    Originally posted by safia View Post
    vo tu aap key nick se bhi lag raha hey........... :manicure:
    jo dikhta hai wo hota nahiin...or jo hota hai wo aksar dikhta nahiin....:oldie:
    .......................!!!!!

    Comment


    • #62
      Re: Kabrastaan aur Durr

      Originally posted by munda_sialkoty View Post
      :tasali: ainda aisa kia to gooli maar doon ga
      nai ab no chance...ab tu ghar se nikaltey howey bhaijan khud mobiles mai balance or battery check kartey hain...:hairdrayer:
      .......................!!!!!

      Comment


      • #63
        Re: Kabrastaan aur Durr

        Originally posted by munda_sialkoty View Post
        Tum jo observe karo gi mujay batana :bwink:
        lalay....372-scare

        plz me sey na karvao inney mushkil kaam...
        .......................!!!!!

        Comment


        • #64
          Re: Kabrastaan aur Durr

          Walaikum Assalaam

          Darr tou zindagi insanoon say lagta hay mujhay murdoo say kia daRna jo sukoon ki neend main soo rahay hain, abdi neend!!! Main aksar Qabrastan jaata hoon taakay mujhay apni mout yaad rahay aur main burayii say doour rahoon, mujhay yaad hay kay 1 baar taqreeban raat kay koi 12:00, 12:30 ka waqt tha aur main Qabrastan main baitha Tilawat-e-Quran kar raha tha......yaqeen karain aisa sukoon mujhay kahin naseeb nahi hua, har taraf khamooshi kay agar aik patta bhi giray tou uski sarsarahat mehsoos hoo, dil main khoof tou tha magar Khouf-e-Ilayee!

          Insaan ka Darr usay kamzoor bana daita hay, main aksar raaton ko uth jaata hoon aur mamool kay mutabiq Fajr say kuch pehlay hi uthta hoon, mujhay raaat ki khamoshi bohat achi lagti hay, aur main usay mehzooz karta hoon woh khamoshi mujhay apnay aap say milnay ka mouqa farahim karti hay jo kay dinn kay shour main aur mashgollata-e-zindagi main possible nahin hay.

          Munda_sialkoty, aap ko bhi yeh karna chayeh, dekhye ga apnay aap say mil kar aur apnay aap ko jaan kar aapko bohat khushi hogi phir kisi cheese ka darrr aaap ko nahin lagay ga, personal experience ki baat kar raha hoon :)

          Khush rahyeh

          Fi amaan ALLAH

          Originally posted by munda_sialkoty View Post
          Aslam-o-Alaikum Doosto,
          Originally posted by munda_sialkoty View Post

          Aap ko yahan se yeh batana he ke kabi raat ke waqat aap ka kabi kisi kabarstan ke ander se ya paas se guzar hua? Ager aisa hua to aap ka haal-e-dil kia tha us waqt :lol

          Second question. Aap ko ziada dur kub laga? ya aap ko dur kub lagta he? Kabi sonay se pehlay bed ke neechay koi cheez mehsoos hui? Kabi paoon wali side pe koi khara mehsoos hua? Raat ke time koi hulchul, thunday paseenay etc. :lol

          sigpic

          Comment


          • #65
            Re: Kabrastaan aur Durr

            Nahin Allah Maaf karey kabhi aisa kuch nahin howa aur na hi main Kabhi Qabristan gaye hoon :-s
            Zindagi Thak Gaye ..!!

            Comment

            Working...
            X