Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Kabrastaan aur Durr

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Kabrastaan aur Durr

    Aslam-o-Alaikum Doosto,

    Aap ko yahan se yeh batana he ke kabi raat ke waqat aap ka kabi kisi kabarstan ke ander se ya paas se guzar hua? Ager aisa hua to aap ka haal-e-dil kia tha us waqt :lol

    Second question. Aap ko ziada dur kub laga? ya aap ko dur kub lagta he? Kabi sonay se pehlay bed ke neechay koi cheez mehsoos hui? Kabi paoon wali side pe koi khara mehsoos hua? Raat ke time koi hulchul, thunday paseenay etc. :lol
    :thmbup:

  • #2
    Re: Kabrastaan aur Durr

    Originally posted by munda_sialkoty View Post

    wasalam

    Qabrastaan kabhi jana nahi hota... raat or din ka sawal hi nahi....
    or dar.... me ko apne gher mein dar nahi lagta... kisi dost ke yahan ya kisi gaon wagerah trip per jaaye tub thora dar lagta hai raat ke waqt... or hospital mein bauaht dar lagta tha akele... :(

    Comment

    • #3

      W sallam...
      Qabarsstan dinn main hii jattayy hainn..raat koo saal main aik marrtabaa aoor wohh bhii Shab e Mairraj kii raat koooo,Ijtamaiee shakkal main.....

      aoor Jahahn tak Darr kaa tallaq haii.kabhii kabharr Raat koo aggar laggay bhii too aayyat ul Kuurssi parhh lettaa hoooo
      "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

      Comment

      • #4
        Re: Kabrastaan aur Durr

        Originally posted by munda_sialkoty View Post
        Aslam-o-Alaikum Doosto,

        Aap ko yahan se yeh batana he ke kabi raat ke waqat aap ka kabi kisi kabarstan ke ander se ya paas se guzar hua? Ager aisa hua to aap ka haal-e-dil kia tha us waqt :lol

        Second question. Aap ko ziada dur kub laga? ya aap ko dur kub lagta he? Kabi sonay se pehlay bed ke neechay koi cheez mehsoos hui? Kabi paoon wali side pe koi khara mehsoos hua? Raat ke time koi hulchul, thunday paseenay etc. :lol
        Walekum Salam:hii:

        raat ko to kabhi nahi gai,haan din ko gai hun,wese kam kam jati hun.jab apne abou k leay jaun to wahan dua karti hun sabhi k leay or ye bhi kehti hun k v soon me ne bhi yahin ana he.ap log wo dekh rahe ho jo abhi hamari ankh se pocheeda he.
        dar zehen ki aik kefeyat ka naam he.jo zehen se bahir kuch nahi hota.bachpan me laga karta tha jese sab bachon ko lagta he bare drate hen jin bhoot weghera.abhi nahi lagta.koi kahani,film,drama kabhi esa nazar se guzre to sote waqt ager khiyal aa jaey to lahol wala parh kar so jati hun.

        Comment

        • #5
          Re: Kabrastaan aur Durr

          Walikum Salam
          Ji aik baar Raat kay time Qabeistan KAy paas hum gari main baithy thay..Hmm US time BAra sanata tah to qabristan say Aik khatton nikli thee Jo humy ghoor ker gai the:-s
          Jub dar laga tha or hum phir farar ho gaey thay wahan say :-s

          Or hmm jeasa app nay likha kay Room main koi hara feel ho etc easa kuch nahi hot
          or ghar main dar nahi lagta kisi or kay ghar main bhi nahi lagta

          Comment

          • #6

            mein din kay time qabarustan do teen dafa gayi hoon lakin raat ke time mein janay ka etefaaq nahi howa......jahan tak darr ki baat hey din ko mujhe darr nahi laga tha.........

            sub se ziyada darr mujhe laga thea... mein quid e azam uiversity ki hostel mein rahti hoon chand maah pehley beshtar girls leave kar kay ghar chali gayi aur mein ek din baad ghar jana tha kyun mein CSS ki coaching classes miss nahi karna chahti thi..... jab raat hoe hostel mein sirf ham do girls hostel mein thi baaki saari hostel khali hochuki thi..... jo girl hostel mein thi uss key saath meri kuch ziyada undestanding bhi nahi thi lehaza vo apnay hee room mein thein.... mujhe uss raat baht darr laga tha aur mein adhi raat tak roti rahi thi aur mein apni ammi ko phone per bataya tu meri ammi bhi roti rahi aur ham dono phone roti rahin........... uss din se mein ab khali hostel mein nahi rahti........ ab jab bhi leave hoti hay sub se pehlay mein hostel chorr deti hoon ab jese haftay ko leave hey mein inshallah kal se hee hostel chorr kay apnay piyaray pind chali jaon gi......
            sigpic

            Comment

            • #7
              Re: Kabrastaan aur Durr

              Originally posted by ummid View Post
              wasalam

              Qabrastaan kabhi jana nahi hota... raat or din ka sawal hi nahi....
              or dar.... me ko apne gher mein dar nahi lagta... kisi dost ke yahan ya kisi gaon wagerah trip per jaaye tub thora dar lagta hai raat ke waqt... or hospital mein bauaht dar lagta tha akele... :(
              hospital mein tu sub ko darr lagta hey teeka jo lagte hein............. 372-haha
              sigpic

              Comment

              • #8
                Re: Kabrastaan aur Durr

                سلام۔اتفاق کی بات ہے کہ پہلے ہمارا گھر جہاں تھا وہاں دو راستے جو کہ زیادہ تر استعمال ہوتے تھے دونوں پر قبرستان لازمی آتا تھا تو شائد اُس روٹین کے آنے جانےکی وجہ سے قبرستان سے ڈر ختم ہوگیا اور رمضان میں کئی مرتبہ ایسا بھی ہوتا تھا کہ رات کو 1٫2 بجے بھی کام پر سے واپسی ہوئی تو انہی قبرستانوں کے آگے سےگزرنا ہوتا تھا ۔بس اہل قبرستان کو سلام کرتے ہوئے خراماں کراماں گزر جاتا تھا۔شکر الحمدُ للہ۔
                Last edited by S.Athar; 25 February 2010, 09:45.
                :star1:

                Comment

                • #9
                  Re: Kabrastaan aur Durr

                  جہاں تک مجھ ناچیز کو علم ہے دن ہو یا رات خواتین کا قبرستان میں جانا ممنوغ ہے۔
                  :star1:

                  Comment

                  • #10
                    Re: Kabrastaan aur Durr

                    Originally posted by ummid View Post
                    wasalam

                    Qabrastaan kabhi jana nahi hota... raat or din ka sawal hi nahi....
                    or dar.... me ko apne gher mein dar nahi lagta... kisi dost ke yahan ya kisi gaon wagerah trip per jaaye tub thora dar lagta hai raat ke waqt... or hospital mein bauaht dar lagta tha akele... :(
                    Chalo ub hospital mut jana :garmi:
                    :thmbup:

                    Comment

                    • #11
                      Re: Kabrastaan aur Durr

                      Originally posted by sarfraz_qamar View Post
                      W sallam...
                      Qabarsstan dinn main hii jattayy hainn..raat koo saal main aik marrtabaa aoor wohh bhii Shab e Mairraj kii raat koooo,Ijtamaiee shakkal main.....

                      aoor Jahahn tak Darr kaa tallaq haii.kabhii kabharr Raat koo aggar laggay bhii too aayyat ul Kuurssi parhh lettaa hoooo
                      :thmbup:
                      :thmbup:

                      Comment

                      • #12
                        Re: Kabrastaan aur Durr

                        Originally posted by unity View Post
                        Walekum Salam:hii:

                        raat ko to kabhi nahi gai,haan din ko gai hun,wese kam kam jati hun.jab apne abou k leay jaun to wahan dua karti hun sabhi k leay or ye bhi kehti hun k v soon me ne bhi yahin ana he.ap log wo dekh rahe ho jo abhi hamari ankh se pocheeda he.
                        dar zehen ki aik kefeyat ka naam he.jo zehen se bahir kuch nahi hota.bachpan me laga karta tha jese sab bachon ko lagta he bare drate hen jin bhoot weghera.abhi nahi lagta.koi kahani,film,drama kabhi esa nazar se guzre to sote waqt ager khiyal aa jaey to lahol wala parh kar so jati hun.
                        Waise tum kabarstan jati ho yeh jantay huay bhi ke khawateen ka kabarstan jana mamnu he :think:

                        Aur waise tum ne durr ki achi bisti ki he
                        :thmbup:

                        Comment

                        • #13
                          Re: Kabrastaan aur Durr

                          Originally posted by Rabi View Post
                          Walikum Salam
                          Ji aik baar Raat kay time Qabeistan KAy paas hum gari main baithy thay..Hmm US time BAra sanata tah to qabristan say Aik khatton nikli thee Jo humy ghoor ker gai the:-s
                          Jub dar laga tha or hum phir farar ho gaey thay wahan say :-s

                          Or hmm jeasa app nay likha kay Room main koi hara feel ho etc easa kuch nahi hot
                          or ghar main dar nahi lagta kisi or kay ghar main bhi nahi lagta
                          :lol Ainda khabardar jo kabarstan ke paas gari mein kabi bethi to.
                          :thmbup:

                          Comment

                          • #14
                            Re: Kabrastaan aur Durr

                            Originally posted by SAZ View Post
                            جہاں تک مجھ ناچیز کو علم ہے دن ہو یا رات خواتین کا قبرستان میں جانا ممنوغ ہے۔
                            ye baat wakai meiney bhi parhi hey................ mein apnay dada ki qabar per do teen dafa gayi hoon..... lakin islamic point of view se nahi jana chahiye......... :thmbup:
                            sigpic

                            Comment

                            • #15
                              Re: Kabrastaan aur Durr

                              Originally posted by safia View Post
                              mein din kay time qabarustan do teen dafa gayi hoon lakin raat ke time mein janay ka etefaaq nahi howa......jahan tak darr ki baat hey din ko mujhe darr nahi laga tha.........

                              sub se ziyada darr mujhe laga thea... mein quid e azam uiversity ki hostel mein rahti hoon chand maah pehley beshtar girls leave kar kay ghar chali gayi aur mein ek din baad ghar jana tha kyun mein CSS ki coaching classes miss nahi karna chahti thi..... jab raat hoe hostel mein sirf ham do girls hostel mein thi baaki saari hostel khali hochuki thi..... jo girl hostel mein thi uss key saath meri kuch ziyada undestanding bhi nahi thi lehaza vo apnay hee room mein thein.... mujhe uss raat baht darr laga tha aur mein adhi raat tak roti rahi thi aur mein apni ammi ko phone per bataya tu meri ammi bhi roti rahi aur ham dono phone roti rahin........... uss din se mein ab khali hostel mein nahi rahti........ ab jab bhi leave hoti hay sub se pehlay mein hostel chorr deti hoon ab jese haftay ko leave hey mein inshallah kal se hee hostel chorr kay apnay piyaray pind chali jaon gi......
                              So cute. ub pata nahi mujay hasna chahiye ke nahi, lekin mujay waqee bohat hassi aa rahi he perh ker :lol Ager itni bahadur thi to kia zaroorat thi itna risk lene ki :lol

                              Ub zara bhi kootahi na kerna, ager weekend pe sabi wahan pe reh bhi lein tub bhi na rehna aur apnay pind loat aana 372-haha
                              :thmbup:

                              Comment

                              Working...
                              X