Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Kabrastaan aur Durr

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Kabrastaan aur Durr

    Originally posted by SAZ View Post
    سلام۔اتفاق کی بات ہے کہ پہلے ہمارا گھر جہاں تھا وہاں دو راستے جو کہ زیادہ تر استعمال ہوتے تھے دونوں پر قبرستان لازمی آتا تھا تو شائد اُس روٹین کے آنے جانےکی وجہ سے قبرستان سے ڈر ختم ہوگیا اور رمضان میں کئی مرتبہ ایسا بھی ہوتا تھا کہ رات کو 1٫2 بجے بھی کام پر سے واپسی ہوئی تو انہی قبرستانوں کے آگے سےگزرنا ہوتا تھا ۔بس اہل قبرستان کو سلام کرتے ہوئے خراماں کراماں گزر جاتا تھا۔شکر الحمدُ للہ۔
    Haan yeh baat hay ke routine walay banday ke dimaag se dur nikal jata he.
    :thmbup:

    Comment


    • #17
      Re: Kabrastaan aur Durr

      Originally posted by SAZ View Post
      جہاں تک مجھ ناچیز کو علم ہے دن ہو یا رات خواتین کا قبرستان میں جانا ممنوغ ہے۔
      exactly :thmbup:
      :thmbup:

      Comment


      • #18
        Re: Kabrastaan aur Durr

        Originally posted by munda_sialkoty View Post
        Waise tum kabarstan jati ho yeh jantay huay bhi ke khawateen ka kabarstan jana mamnu he :think:

        Aur waise tum ne durr ki achi bisti ki he
        lekin me ne ye bhi parha k oraton ki toham parasti ki waka se un ka jana band kia gya tha.warna ager munasib tareeke se jaen to koi sakht mumani'et nahi he.lekin me phir bhi kam jati hun

        Comment


        • #19
          Re: Kabrastaan aur Durr

          Originally posted by munda_sialkoty View Post
          So cute. ub pata nahi mujay hasna chahiye ke nahi, lekin mujay waqee bohat hassi aa rahi he perh ker :lol Ager itni bahadur thi to kia zaroorat thi itna risk lene ki :lol

          Ub zara bhi kootahi na kerna, ager weekend pe sabi wahan pe reh bhi lein tub bhi na rehna aur apnay pind loat aana 372-haha
          kyun G meray rahnay se vo darr jain gi kia??:khi:
          sigpic

          Comment


          • #20
            Re: Kabrastaan aur Durr

            Jahan tak rahi meri baat.

            Kabarstan se to mujay bilkul durr nahi lagta. us ki kuch wajoohaat hein like.

            Mein Kabarstan mein regular visit kerta hoon, especially apnay dad ki kabar per zaroor jata hoon. Aik week mein koi 3 baar to jana hota he hay.

            Is ke ilawa kuch itfaaq is tarah ka he, ke mein ne apnay kuch azeezon ko raat ke time khud qabar mein utar ker dafnaya is liye Kabarstan se related kisi kism ka dur nahi.


            Jahan tak apnay room ki baat he, to us se related apni kahani to mein aap se aik baar share ker chuka hoon
            :thmbup:

            Comment


            • #21
              Re: Kabrastaan aur Durr

              kbrastan372-scare


              2nd quest:think:
              muj ko dar kb ni laga372-scare

              Comment


              • #22
                Re: Kabrastaan aur Durr

                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                Jahan tak rahi meri baat.

                Kabarstan se to mujay bilkul durr nahi lagta. us ki kuch wajoohaat hein like.

                Mein Kabarstan mein regular visit kerta hoon, especially apnay dad ki kabar per zaroor jata hoon. Aik week mein koi 3 baar to jana hota he hay.

                Is ke ilawa kuch itfaaq is tarah ka he, ke mein ne apnay kuch azeezon ko raat ke time khud qabar mein utar ker dafnaya is liye Kabarstan se related kisi kism ka dur nahi.


                Jahan tak apnay room ki baat he, to us se related apni kahani to mein aap se aik baar share ker chuka hoon
                me koi saal me aik dafa jati hun apne dad k pas

                Comment


                • #23
                  Re: Kabrastaan aur Durr

                  Originally posted by unity View Post
                  lekin me ne ye bhi parha k oraton ki toham parasti ki waka se un ka jana band kia gya tha.warna ager munasib tareeke se jaen to koi sakht mumani'et nahi he.lekin me phir bhi kam jati hun
                  Itfaaq ki baat he mein ne bhi dono conditions perhi hein, Aik jis mein sakhti se mamaane'at he, aur doosra jesa tum ne beyaan kia. Ahadees'o'rawayaat mukhtalif kism ki guzrein hein nazar se. Lehaza is per mein tumhein koi final verdict nahi doon ga.

                  Mere dad ki death 1997 mein hui aur tub se meri ammi aik baar bhi un ki kabar per nahi gaein. tum achi tarah se kisi aalam se aik baar phir confirm ker lo.
                  :thmbup:

                  Comment


                  • #24
                    Re: Kabrastaan aur Durr

                    Originally posted by munda_sialkoty View Post
                    Jahan tak rahi meri baat.

                    Kabarstan se to mujay bilkul durr nahi lagta. us ki kuch wajoohaat hein like.

                    Mein Kabarstan mein regular visit kerta hoon, especially apnay dad ki kabar per zaroor jata hoon. Aik week mein koi 3 baar to jana hota he hay.

                    Is ke ilawa kuch itfaaq is tarah ka he, ke mein ne apnay kuch azeezon ko raat ke time khud qabar mein utar ker dafnaya is liye Kabarstan se related kisi kism ka dur nahi.


                    Jahan tak apnay room ki baat he, to us se related apni kahani to mein aap se aik baar share ker chuka hoon
                    dad ki qabar per fateh karnay zaroor jana chahiye...... :thmbup:kahte hein insaan tab marta hey jab uss ki aulaad uss ki qabar per jana chor day......
                    sigpic

                    Comment


                    • #25
                      Re: Kabrastaan aur Durr

                      Originally posted by safia View Post
                      kyun G meray rahnay se vo darr jain gi kia??:khi:
                      I just imagined the scene jo tum ne beyaan kia ke aik taraf tum roo rahi thi aur doosri taraf tumhari ammi aur wo bhi durr se. It is the most amazing thing for me to imagine :lol

                      pind ke loog to baray bahadur hotay hein, tum itni derpook kyoon ho?
                      :thmbup:

                      Comment


                      • #26
                        Re: Kabrastaan aur Durr

                        Originally posted by munda_sialkoty View Post
                        I just imagined the scene jo tum ne beyaan kia ke aik taraf tum roo rahi thi aur doosri taraf tumhari ammi aur wo bhi durr se. It is the most amazing thing for me to imagine :lol

                        pind ke loog to baray bahadur hotay hein, tum itni derpook kyoon ho?
                        aap kia samjhte hein mein animals darti hoon yaa jinnat va bhooooton se darti hoon kabhi nahi..... mein agar darti hoon tu insaan zaat se darti hoon jo rahzan bhi hey zaalim bhi hey dokhay baaz bhi hay aur qatal karnay mein zara bhi nahi jajhkta........... :dua
                        sigpic

                        Comment


                        • #27
                          Re: Kabrastaan aur Durr

                          Originally posted by safia View Post
                          aap kia samjhte hein mein animals darti hoon yaa jinnat va bhooooton se darti hoon kabhi nahi..... mein agar darti hoon tu insaan zaat se darti hoon jo rahzan bhi hey zaalim bhi hey dokhay baaz bhi hay aur qatal karnay mein zara bhi nahi jajhkta........... :dua
                          Ahan to yeh baat he, lekin ager aap Hostel mein ho to zahir he ke female hostels ke liye security aur protection proper hoti he, phir aisa kyoon?

                          Kahin aap ki kisi se koi dushmani to nahi :think:
                          :thmbup:

                          Comment


                          • #28
                            Re: Kabrastaan aur Durr

                            Originally posted by munda_sialkoty View Post
                            Ahan to yeh baat he, lekin ager aap Hostel mein ho to zahir he ke female hostels ke liye security aur protection proper hoti he, phir aisa kyoon?

                            Kahin aap ki kisi se koi dushmani to nahi :think:
                            vo security walay vo tu khud ek number kay kameenay hain..... jab bhi main gate se girls guzarti hein apni mouchhon ko taoo lagate hein..... un ki tu baat bhi na karo........
                            sigpic

                            Comment


                            • #29
                              Re: Kabrastaan aur Durr

                              Originally posted by safia View Post
                              vo security walay vo tu khud ek number kay kameenay hain..... jab bhi main gate se girls guzarti hein apni mouchhon ko taoo lagate hein..... un ki tu baat bhi na karo........
                              You are good observant :lol

                              Waise moonchoon ko taoo lagana un ka jamhoori haq he, is se aap unhein nahi rook saktein, lekin ager unhoon ne kabi koi aisi waisi herkat ki ho ya kuch aisa gesture dia ho to aap higher authorities ko report ker saktay ho.
                              :thmbup:

                              Comment


                              • #30
                                Re: Kabrastaan aur Durr

                                Jab mein chota tha to main or mera aik dost raat ko apni BMX cycle ly k uss ki baji ki tarf agye. Uss ki baji ka ghar aik qabrustan k pass tha or wo tha bhi Christians ka... Hua you k hum bahadur bnk qabrustan mein chly to gaye mgr badqismati k ghar say thora sa pehly uss ki cycle ki chain utar gai... Bs phr kia tha chhoot gaye pasiny k g churelo ney hmari chain utar di hai. Main ney lga di dorr mera dost pichy chikhen marny lga q k cycle bhi uss ki thi us ko chorr k ja bhi nahi skta tha,, Uss ney bhi phr cycle pkar k dorr lga di or itni tez bhaga k 3 dafa wo bechara gira or sahi choten i usy.... :p...

                                Comment

                                Working...
                                X