Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Haathon ki 'lakeer'

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #91
    Re: Haathon ki 'lakeer'

    Assalaam-O-Alaikum

    Main nay srif apni rayay say agaha kia hay, aap kay jawabat ka intizaar rahay ga, khush rahyeh :)

    FI amaan ALLAH
    Originally posted by SAZ View Post
    Thefire 1 G :salam:. Itnne Taweel Tahrer Likh kar Tawaja Dayany Ka Shokriah.Appp ka Kia Khial Hay Main Palmistry ki Hamait Younhi Waqat guzari K liay kar raha Hon.Yah Main Nay Isllami Noqtaiy Nigah ko nazar Andaz kia hay? Jald He Chand Saboton K Sath App Ko Tas,sale Bakh Jawab Daynay Hazir Honga.Khosh Rahiy.
    sigpic

    Comment


    • #92
      Re: Haathon ki 'lakeer'

      Originally posted by safia View Post
      mein yeh maanti hoon kay palmistry ek elam hey.... jis ka galaban mazahab se wasta nahi lakin problem yeh k jahil looog issey mazahab se tashbeeh detay hain jis ki waja se gunahgaar ban jate hain........ aur future kay baray mein galat tassawur paida kar lete hain issliye meinay kaha kay iss se behtar hay kay palmistry ko chor diya jai tu kaafi log shirk se bachsakte hain.......... anyway aap ka point of view sarr aankhon per lakin meri apni rai arz ki............ :rose
      Shokriah K App Isy 1 Ilm Mante Hain :thmbup: Ap k Nazdeek Kia woh Log Bahtar Hain Jo kise Batt ko Mushkil Samajh Kar ous say Kinara kash Ho Jain yah Woh Jo is Batt Main say Galtion Ko Dor kar K Ousy Apnaty Hain.Masslan Kaha Jata hay K Mizaron Par Ja kar log oun say Man,natin mangty Hain,sar Jhokaty hain,Yah phir Naat Khowani Mat karo Log "Gloo,matlab Bohat Aggy Barh jatay Hain"Main Mizaron par jata hon Naa sar jhukata Hon Na oun hastion say Mangta Hon.Balkay Oun k Liay Magfarat ki dowa karta hon or ALLAH G say Dowa mangta Hon K ay MALIK, jis Tarha in Hastion Nay Tujh say loo Lagi Ishi tarha mujh ko bhi in ki rah par chalny ki Hidait day.Or Nattin Main Is liay Likhan Chor don K (kahin Hadd say Na Barh Jaion)to kia is say Bahtar Yah Nahin K Main Apni Tahrer Main Mohtat Rahon.? :roseAgar yahe Chalan Ho jai k (goloo) say Kam na Layjain to Phir to Ahista Ahist Nabi WAWW Ka Ziqr Hi Khatam Ho Kar Rah Jiay Oumed hay App Indah Bhi Tawajh dayte Rahin gee.:rose
      :star1:

      Comment


      • #93
        Re: Haathon ki 'lakeer'

        Let me find out my cam first
        :thmbup:

        Comment

        Working...
        X