Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Haathon ki 'lakeer'

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Haathon ki 'lakeer'

    ~Haton Ki lakhiron per bharosa mat karna yaro!
    Taqdeer t unki bi hoti hai jin kai haat nahi hotay.~

    Comment


    • #17
      Re: Haathon ki 'lakeer'

      Originally posted by safia View Post
      hand analysis/palmistry apni jaga elam tu hai....... vo alag baat hai kay kuch log palm reading mein beleive karte hain yaa nahi.... mein aap ko apna batati chalon kay I don't believe it at all..... how can simple lines on your hand say something about our destiny? nah..... dekhtay hain aur members kiya kahte hain..............
      I still remember jub hum FSc. ke students thay to hum doost Sialkot ke aik bohat mashoor aamal ke paas gaye jo haath dekhta tha. Us ne hamara haath batoorne ke bohat paisay liye. Us ne hum 3 dooston ke baray mein jo bhi predictions kein wo baad mein ghalat sabit huein. Yeh tukka he, koi science nahi.

      And to tell you jub baby womb mein hota he to us ke haath close hotay hein to yeh haathon ki lakeerein us waqt develop hoti hein. If hand impressions have something to do with the fate of man, then why not foot or eye impression?
      :thmbup:

      Comment


      • #18
        Re: Haathon ki 'lakeer'

        Originally posted by Sawabiwal View Post
        ~Haton Ki lakhiron per bharosa mat karna yaro!
        Taqdeer t unki bi hoti hai jin kai haat nahi hotay.~
        I was about to share it. Anyhow thanx:rose
        :thmbup:

        Comment


        • #19
          Re: Haathon ki 'lakeer'

          Bilkul bhi nahii.............. q k kehty hain na k qismat to un ki bhi hoti hai jin k hath nahi hoty.....

          or wesy bhi hatho ki lakiren bdlti rehti hain

          Comment


          • #20
            Re: Haathon ki 'lakeer'

            Originally posted by Masood View Post
            Wa allaikum salaam Safia

            Woh kya bhala sa shair hai keh..... mujhey sahih sey yaad nahin (aaj pehli baar huwa hai keh shair hi yaad nahin)

            hathon ki lakeerein mitaney sey gar taqdeer mit sakti
            to yeh kaar-haey numayan ham bhi kar letey

            kuchh isi type ka tha...

            to kehna yeh hai keh hathon ki lakeeron ka insaan taqdeer sey koi amal dakhal nahin - yeh fazooliyat hain aur bas!

            Hamesha yaad rakhein: Eeman-e-Mufassal aur Eeman-e-Mujammil. Har achhi buri taqdeer Allah ki tarf sey aati hai.

            Yeh alag baat hai keh ham apni taqdeerein khud sanwar saktey hain :)
            aap nay sahi kaha kay hum apni taqdeer khud sanwar saktey hain......
            allama iqbal kahte hain:

            Khudi ko kar buland itna ke har taqder se pehle. Khuda bande se ye poche bata teri raza kia hai.....
            sigpic

            Comment


            • #21
              Re: Haathon ki 'lakeer'

              Originally posted by safia View Post
              aap nay sahi kaha kay hum apni taqdeer khud sanwar saktey hain......
              allama iqbal kahte hain:

              Khudi ko kar buland itna ke har taqder se pehle. Khuda bande se ye poche bata teri raza kia hai.....

              ham log tadbeer aur taqdeer key laazim-o-mazloom honey ko nahin samajhtey. Aur apni kotahiyon ko apni la'parwaiyon ko apni majbooriyon ko apni susti ko hi taqdeer bnaa letey hain, warna Allah Tala to farmatey hain keh aey bandey aaj bhi toor mojood hai, main mojood hoon tu Musa to ban phir dekh main kaisey terey samney aata hoon....
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • #22
                Re: Haathon ki 'lakeer'

                Originally posted by SAZ View Post
                :salam: App to SAZ Ka RAZ afshan kar Rahee Hain :hohe:
                :ys:yahi to mera mission hay
                Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                Comment


                • #23
                  Re: Haathon ki 'lakeer'

                  Originally posted by _Dard_Aashna_ View Post
                  :ys:yahi to mera mission hay
                  mission impossible :think:
                  :thmbup:

                  Comment


                  • #24
                    Re: Haathon ki 'lakeer'

                    Originally posted by safia View Post
                    hmmmm matlab aap iss ko mante hain....................

                    mantay?

                    ye palmest hain










                    :ys:
                    Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                    Comment


                    • #25
                      Re: Haathon ki 'lakeer'

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      mission impossible :think:

                      ab to possible ho raha hay

                      :ys:
                      Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                      Comment


                      • #26
                        Re: Haathon ki 'lakeer'

                        Mera khayal he k insan apni qismat khud banata hey ye lakeer ka faqeer hona theke nahi

                        Comment


                        • #27
                          Re: Haathon ki 'lakeer'

                          Walekum Salam:hii:
                          hathon ki lakeeron me kuch nahi hota..jo Allah chahta he wohi hota he

                          Comment


                          • #28
                            Re: Haathon ki 'lakeer'

                            Originally posted by _Dard_Aashna_ View Post
                            ab to possible ho raha hay

                            :ys:
                            wo kese
                            :thmbup:

                            Comment


                            • #29
                              Re: Haathon ki 'lakeer'

                              Originally posted by unity View Post
                              Walekum Salam:hii:
                              hathon ki lakeeron me kuch nahi hota..jo Allah chahta he wohi hota he
                              :ys:
                              :thmbup:

                              Comment


                              • #30
                                Re: Haathon ki 'lakeer'

                                Originally posted by safia View Post
                                Assalam o Alaikum

                                poochna yeh tha k :

                                Haathon ki 'lakeer' hi kya insaan ki 'taqdeer' hai ?

                                Sab Se pehli Baat.
                                Aap seedha Ho Ke Baithiey Aur
                                Apna Haath Dikhaey!
                                :oldie:
                                S T I L L W A I T I N G
                                sigpic

                                Comment

                                Working...
                                X