Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

شخصیت کی تکمیل میں پرائمری ٹیچرز کا کردار

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: شخصیت کی تکمیل میں پرائمری ٹیچرز کا کردار

    Originally posted by saraah View Post
    asslamoalikum respected members

    :rose

    آپ کے خیال میں شخصیت کی تکمیل میں پرائمری ٹیچرز کا کیا کردار ہوتا ہے

    اگر آپ ایک پرائمری ٹیچر ہوتے تو بچے کی شخصیت کے کن پہلئوں پہ زیادہ توجہ دیتے
    Wa Alaikum Aslam!

    mein ager primary ka teacher hota to kai aisi baaton ka khyaal rakhta jin ka aam teacher nahi rakhtay.

    Studies ke ilawa buchoon ko exposure ki zaroorat hoti he ta ke wo time pe confidence gain ker lein jo ke un ki shakhsiyat ki tameer saazi ka aik bohat aham rukn he. Mein students ki stage presence ko yakeeni banata.

    Buchoon mein shaoor paida kerta, ke hum insaan hein, musalman hein, hamaray insaan honay ke naatay taqazay kia hein.

    Physical health ke liye awareness deta

    Unhein roads per chalnay, roads ko cross kerne ke asool sikhata, aur yeh bhi batata ke candies kha ke wrapper neechay phainkna kitni buri baat he. Is se gand perta he aur safai nisf emaan he. Personal hygeine kitni important hoti he. ganday buchay kisi ko achay nahi lagtay jub ke saaf buchay sub ko achay lagtay hein.

    Mein unhein batata ke un ke parents aur un ke behan bhai kitni ehmiyat ke haami hein, yeh un ke liye kitnay zaroori hein. Apnay prime relations ke saath wo fair hoon ge to phir wo puri insaaniyat ke saath bhi fair ho jaein ge.

    Class mein unhein appreciate kerta, raw activities deta jis mein different students different activities perform kerte aur un ki mehnat ke hisaab se unhein appreciate kerta, gift deta.

    Week students per ziada tawaju deta ta ke wo ehsaas-e-kamtari ka shikaar na hoon. Jo bucha buchpan mein he ehsaas-e-kamtari ka shikaar hota he mera yeh maanana he wo adult ho ke bhi ziada effective sabit nahi ho pata.

    Buchon ko media lab le jata, un ke saath cartoon aur movies dekhta, unhein characters ke baray mein samjata, buchay hooli hooli seekhtay hein aur phir achi cheezon ko copy kerte hein.

    Aur bhi kaafi saari cheezein hein, me ko primary ke teacher ki job to de ke dekho :shyy:
    :thmbup:

    Comment


    • #17
      Re: شخصیت کی تکمیل میں پرائمری ٹیچرز کا کردار

      Originally posted by munda_sialkoty View Post
      baby jo tum ne thread lagaya tha us mein wo situation murder ki nahi haadsay ki thi. Haadsay mein kai moharakaat hotay hein aur zaroori nahi jis k haathon insan mara jaye wo mujram he hota he. Tum us thread ko le ker baar baar hyper ho rahay ho jo ke bilkul bhi achi baat nahi :tasali:
      AUR TU JISS BABAY KO SAMJHA RAHA HI USAY YE BAAT HAGIZ BHI SAMJH MAI NAHEEN AANI :dance5:
      ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

      Comment


      • #18
        Re: شخصیت کی تکمیل میں پرائمری ٹیچرز کا کردار

        Originally posted by aabi2cool View Post
        AUR TU JISS BABAY KO SAMJHA RAHA HI USAY YE BAAT HAGIZ BHI SAMJH MAI NAHEEN AANI :dance5:
        Zahiri baat he, yeh baby tera chacha jo hua 372-shed
        :thmbup:

        Comment


        • #19
          Re: شخصیت کی تکمیل میں پرائمری ٹیچرز کا کردار

          Originally posted by ummid View Post
          tu aap ki shakshiyat ki tameer mein kis teacher ne zyadah role play kiya? :hairdrayer:

          yeh to muje yaad b nhe ab lakin baher haal B.A k ek teacher hin ka name yaad nhe bohatttttttttttttttttttttttttt ascha perhtay thay even plays to unho ny humain ayse perhaye k books ko dekhna b nhe perha acting ker k dekhai humain
          ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

          sigpic

          Comment


          • #20
            Re: شخصیت کی تکمیل میں پرائمری ٹیچرز کا کردار

            Originally posted by ashi View Post
            yeh to muje yaad b nhe ab lakin baher haal B.A k ek teacher hin ka name yaad nhe bohatttttttttttttttttttttttttt ascha perhtay thay even plays to unho ny humain ayse perhaye k books ko dekhna b nhe perha acting ker k dekhai humain
            no wonder... jubhi aap itne acche darme kar leti hain...:hohe:

            Comment


            • #21
              Re: شخصیت کی تکمیل میں پرائمری ٹیچرز کا کردار

              koi faida nai hoya likhan da :fuming:
              :thmbup:

              Comment


              • #22
                Re: شخصیت کی تکمیل میں پرائمری ٹیچرز کا کردار

                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                koi faida nai hoya likhan da :fuming:
                de diya THANks ... time mila tu parh bhi longi 372-haha

                Comment


                • #23
                  Re: شخصیت کی تکمیل میں پرائمری ٹیچرز کا کردار

                  Originally posted by ummid View Post
                  de diya THANks ... time mila tu parh bhi longi 372-haha
                  Tum apna thanks apnay paas he rakho mein thanks maang ke nahi leta :fight:
























































                  bulke cheen leta hoon :hairdrayer:
                  :thmbup:

                  Comment


                  • #24
                    Re: شخصیت کی تکمیل میں پرائمری ٹیچرز کا کردار

                    Comment


                    • #25
                      Re: شخصیت کی تکمیل میں پرائمری ٹیچرز کا کردار

                      Originally posted by ummid View Post
                      Kin soochon mein gum bethi ho
                      Kis ki yaad sataye :ekek:
                      :thmbup:

                      Comment


                      • #26
                        Re: شخصیت کی تکمیل میں پرائمری ٹیچرز کا کردار

                        Originally posted by munda_sialkoty View Post
                        Kin soochon mein gum bethi ho
                        Kis ki yaad sataye :ekek:
                        kul lunch per jana hai frnd ke saath

                        Comment


                        • #27
                          Re: شخصیت کی تکمیل میں پرائمری ٹیچرز کا کردار

                          Originally posted by ummid View Post
                          kul lunch per jana hai frnd ke saath
                          Isi liye tum pichlay 2 din se kuch nahi khaa rahi :hairdrayer:
                          :thmbup:

                          Comment


                          • #28
                            Re: شخصیت کی تکمیل میں پرائمری ٹیچرز کا کردار

                            Originally posted by munda_sialkoty View Post
                            Isi liye tum pichlay 2 din se kuch nahi khaa rahi :hairdrayer:

                            Comment


                            • #29
                              Re: شخصیت کی تکمیل میں پرائمری ٹیچرز کا کردار

                              Originally posted by ummid View Post
                              Mein tum ko speechless ker deta hoon na, bolo bolo :ekek:
                              :thmbup:

                              Comment


                              • #30
                                Re: شخصیت کی تکمیل میں پرائمری ٹیچرز کا کردار

                                jiss bache ki naak bherahi ho, aur uss ke paas romal ya tissue nahi he, aur jiss bache ke paas se badbu aa rahi ho usse mein waldein ko bulwa ke seedha gher bhej duhn...pehle safai suthrai aur baad mein schhol bejhna!!!

                                main bache ko tissue de sakti huhn aur badbu ke liye aire freshner room mein use ker sakti huhn....maager iss se waldein seekhen ge nahi .....aur bache mein bi awarenes nahi aai gi, cleanliness ki-iss liye unn ka ghar wapis bhijwana zaroori he!!

                                aksar waldein lakh(balke 2 lakh) shuker ada kerte hein ke bache ko school choor aiye, take din bhar unhein sambhalana na parre!!!


                                sigpic

                                Comment

                                Working...
                                X