Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

شخصیت کی تکمیل میں پرائمری ٹیچرز کا کردار

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • شخصیت کی تکمیل میں پرائمری ٹیچرز کا کردار

    asslamoalikum respected members

    :rose

    آپ کے خیال میں شخصیت کی تکمیل میں پرائمری ٹیچرز کا کیا کردار ہوتا ہے

    اگر آپ ایک پرائمری ٹیچر ہوتے تو بچے کی شخصیت کے کن پہلئوں پہ زیادہ توجہ دیتے
    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

  • #2
    Re: شخصیت کی تکمیل میں پرائمری ٹیچرز کا کردار

    walekumasslam

    ummmm
    main samjti hoon k aik insaan ki shaksyat ki taameer ki shoruuaat
    us k bachpan say hoti hay
    to aik teacher ya parents ya us bachay k baron pay ye zimaydari bila tashkhees lago hoti hay k bachay ki shaksiyat k her pehlu ko nazar main rakh kar us ki khoobiyon ko parwaan charhaain aur khamiyon ko khobiyon main badal dalen

    bachay aik nazuk say paoday ( plant ) ki tarha hotay hain
    un ko kaant chhaant k ham khobsurat tree bna saktay hain ... tarash khrash say muraad bachay ki ikhlaqi tarbiyat wagera

    purani kahawat hay "KHILAO SONAY KA NAWALA DEKHO SHAIR KI NAZAR SAY " mujhe is say ittefaq nahi meray nazdek ye jahilana baat hay

    aisa sonay ka nawala kis kaam ka k aap ka bacha aap ki shair ki nazar say aap say khofzada ho ker apnay aap main he simat ker reh jaye

    behtreen baat to ye hay k aadha nawala khilaain aur bachay ko apni muhabbat ka itna eetmaad den k wo apni koi baat ap say chupa na sakay,,

    agar main teacher hoti to pata nahi kia karti magar itna zaror karti k bachay ki shaksyat ko us ki shar\arton ko daant dapat k khtam na karwati
    bachay ka zarya e izhaar bohat sada hota hay , us ki apni umar k hissab say hota hay ,, samjhnay wali baat hoti hay bas .
    Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

    Comment

    • #3
      Re: شخصیت کی تکمیل میں پرائمری ٹیچرز کا کردار

      Wa allaikum salaam Saraah (khatoon) :p
      Attached Files
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment

      • #4
        Re: شخصیت کی تکمیل میں پرائمری ٹیچرز کا کردار

        i think primary teacher can play a major role in personality development...... as it is concerned to me as a teacher i will emphasise children's presentation skill i mean i ll teach them how to deal the people..... becuase our children are mostly seen intelligent but majority of them dont know how to deal or how to speak with the people...........
        sigpic

        Comment

        • #5
          Re: شخصیت کی تکمیل میں پرائمری ٹیچرز کا کردار

          Walaikum Assalaam

          Shakhsiyat ki takmeel tou main nahi kahoon ga magar itna zaroor kahoon ga kay Primary school main bachay apni zindagi kay unn saal main hotay hain jahan unn ka zehan nashoonuma paata hay, insaan ki pehli tarbiyat gaah uss ki MAA ki goud hoti hay, iss kahawat say aur main nay zaati tour per iss ka mushahida bakhoobi kia hay kay INSAAN apni MAA say bohat kuch seekhta hay uss kay baad uss kay ustaad (Bilashuba woh KG aur Primary teachers hi hain) jinn say woh bohat kuch seekhta hay.

          Agar main teacher hota tou bachoon kay CONFIDENCE per bohat zoor daita kiyonki zindagi main confidence shakhsiyat ki takmeel main bohat aham kirdaar ada karta hay, aik confident insaan kamyabiyon ki raahoon per bila kisi khouf kay safar karta hay, uss kay saath saath doosri aham baat jo shaksiyat ki takmeel kay liye bohat zaroori hay woh hay KHUSH-IKHLAAQI aur INKISAARI, aur jab tak bahasiyat teacher main khudh KHUSHIKHLAAQ nahin hoonga tou woh main apnay students main kaisay muntaqil karoonga, MOHABBAT say taleem daina aur khushikhlaaqi say sikhanay say bachay kay zehan per musbat asraat paida hotay hain aur yehi uski shakshiyat ki takmeel main madadgaar saabit hotay hain!

          May ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN

          Fi Amaan ALLAH
          sigpic

          Comment

          • #6
            Re: شخصیت کی تکمیل میں پرائمری ٹیچرز کا کردار

            insaan k sari zindagi hi learning process hai

            ye bhi sahi hai k kam umri main hony waly tamam process us per aser andaz hoty hain. lakin main ager teach kerti to
            1 sub se pehly ye janany k khosish kerti k bachy k interest kis main hai wo kia chahta hai
            2phir us k parents ko educaate kerti her bacha doc y engenier nahi ban sakta
            ap bachy k interest ko dekhain kuin k insaan k fitrat hai k wo jis kam ko dilchasbi se kerta hai behter kerta hai
            3.bachay main hardworking k jaba ujager kerny k khosish kerti
            4.us k ikhalq ko sudherny or islam k asool jitny us umer amin zarori hoty hain wo samjhny k khoshis kerti.

            Comment

            • #7
              Re: شخصیت کی تکمیل میں پرائمری ٹیچرز کا کردار

              Originally posted by safia View Post
              i think primary teacher can play a major role in personality development...... as it is concerned to me as a teacher i will emphasise children's presentation skill i mean i ll teach them how to deal the people..... becuase our children are mostly seen intelligent but majority of them dont know how to deal or how to speak with the people...........
              agar aap yehi sab khuch urdu main likh dayteen to hum jaysoon ka bhi bhala hojata :salam:
              ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

              Comment

              • #8
                Re: شخصیت کی تکمیل میں پرائمری ٹیچرز کا کردار

                Originally posted by aabi2cool View Post
                agar aap yehi sab khuch urdu main likh dayteen to hum jaysoon ka bhi bhala hojata :salam:
                Yaar aap GOOGLE TRANSLATOR use karein na :yaay:
                Last edited by Masood; 29 January 2010, 13:22.
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment

                • #9
                  Re: شخصیت کی تکمیل میں پرائمری ٹیچرز کا کردار

                  Originally posted by aabi2cool View Post
                  agar aap yehi sab khuch urdu main likh dayteen to hum jaysoon ka bhi bhala hojata :salam:
                  :salam: Yah Galt Section Main AA gaie hain Inhin News Section Main Apni Qualifiction Dikhane Chahiy.:roseYah Phiir Yah Is Mision Par hain K Pg Urdu Forum Ko English Main Tabdeel karin.372-shed
                  :star1:

                  Comment

                  • #10
                    Re: شخصیت کی تکمیل میں پرائمری ٹیچرز کا کردار

                    Originally posted by saraah View Post
                    asslamoalikum respected members

                    :rose

                    آپ کے خیال میں شخصیت کی تکمیل میں پرائمری ٹیچرز کا کیا کردار ہوتا ہے

                    اگر آپ ایک پرائمری ٹیچر ہوتے تو بچے کی شخصیت کے کن پہلئوں پہ زیادہ توجہ دیتے
                    PRimery teacher bohat zayda ahem hota hain ya hoti hain kiyon k bacha gher sy pehli bar ek ayse mahool main ata hain jahan us ki family nhe belkay us k terhna k kuch sathi aur ek ajnabi si chahra jisay wo teacher kehta hain mager ahetsa ahesta wo us ajnabi sy itna manoos ho jata ahin k us ki her baat ko note kerta hain aur copy kerny ki b try kerta hain

                    teacher ko ascha teacher to hona he chaye mager is sy pehly zarori hain k

                    wo kud b ascha insan ho naram mizaaj aur berdasht rekhta hain

                    bachon main kud itmaadi paida kerny k liya zarori hain k ustaad kud b pur itmaad ho

                    ascha dost b ho ustaad mager haan bachy ko yeh ihsas zaror dilya jaye k wo us k teacher he hain yeh mera apna tajurba hain humray so called modern ki maar pary schools main jeb youngs lekriyan to rekh laytain hain mager un ko watch nehe kerty hain aur kuch aysi hoti hain k bachy k zahen ko kahan sy kahan lay jati hain jayse k jeb main ny as a helper teacher k kam kia tha to iam shocked k lerkiyan kids k sath kai herkatain kerti aur kerwati hain dobetay pak k pechay pechay chalna teacher k kabi chotiyan pakerna kiss day dena saaf lafzon main kahaon g ta ky ap log b sabeq seekhain k kudara bohat masoom phool hoty hain unhain ayse he rehne diya jaye aur jeb amin ny rokny ki try ki to bohat sy muhskilaat ka saman kerna para mager kuch kuch kamyaab ho gai the aysi logo ka saafaya kerny main bachy ko apne sath ek hadh tak attach rekhain khas tor per lerko ko
                    :garmi:bus takh gai hon baki kal
                    ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

                    sigpic

                    Comment

                    • #11
                      Re: شخصیت کی تکمیل میں پرائمری ٹیچرز کا کردار

                      Originally posted by ashi View Post

                      aap ki primary teacherz kaise the ashi? :hairdrayer:

                      Comment

                      • #12
                        Re: شخصیت کی تکمیل میں پرائمری ٹیچرز کا کردار

                        shaikh maktab k tareqo se kushad'e'dil kaha
                        kis tarah ki tarbiat se roshan ho bijla ka chiragh

                        Comment

                        • #13
                          Re: شخصیت کی تکمیل میں پرائمری ٹیچرز کا کردار

                          Originally posted by ummid View Post
                          aap ki primary teacherz kaise the ashi? :hairdrayer:
                          :shyy::shyy:bohat aschi:shyy::shyy:
                          372-shed372-shedbohat bori372-shed372-shed
                          ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

                          sigpic

                          Comment

                          • #14
                            Re: شخصیت کی تکمیل میں پرائمری ٹیچرز کا کردار

                            Originally posted by ashi View Post
                            :shyy::shyy:bohat aschi:shyy::shyy:
                            372-shed372-shedbohat bori372-shed372-shed
                            tu aap ki shakshiyat ki tameer mein kis teacher ne zyadah role play kiya? :hairdrayer:

                            Comment

                            • #15
                              Re: شخصیت کی تکمیل میں پرائمری ٹیچرز کا کردار

                              Originally posted by Masood View Post
                              Wa allaikum salaam Saraah (khatoon) :p
                              baby jo tum ne thread lagaya tha us mein wo situation murder ki nahi haadsay ki thi. Haadsay mein kai moharakaat hotay hein aur zaroori nahi jis k haathon insan mara jaye wo mujram he hota he. Tum us thread ko le ker baar baar hyper ho rahay ho jo ke bilkul bhi achi baat nahi :tasali:
                              :thmbup:

                              Comment

                              Working...
                              X