Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

uuuff saas...haey saaass

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #61
    Re: uuuff saas...haey saaass

    Originally posted by unity View Post
    Aslamoalikum:hii:
    Maa kitna khubsurat lafz..kitna khubsurat rishta...sirapa dua hi dua...lekin yehi maan jab saas banti he to bad dua kiun ban jati he?372-scareye aik sadiyon purana jhagra he,lekin poochne ka khiyal yun aya k meri aik aziz hen,un ka natka un ki saas ne band kia hua he,mujhe to us k masle ka koi hal nazar nahi ata:donno:apko ata ho to bataen?:think:

    Walaikum Asalam :phool:

    maa to he hi sarapa e husn har angle se

    mere khayal se aisi larkiyo ki tarbiyat me kami reh jati he isi lye aisa sochti hein

    jo larki apni saas ki izzat nahi karti woh apni maa ki bhe nhi karti hogi :dance5:

    kitni ajeeb baat he

    ap peida hone se le ke shadi tak apni mama se dant sunte hein .. 24 hrs ... or hanste hein 372-haha

    likin yahi dant jab saas se parh jaye koi saal me aik dafa bhee to shohar ko shikayat jati he apke ghar me meri respect nahi :shyy:

    mere khayal me shadi ke bad zada ghayrat ajati he in me :fight:`

    Comment

    • #62
      Re: uuuff saas...haey saaass

      Originally posted by mano_billi View Post

      mela shamajdaal bacha teddy

      :rose
      That's Enough...!!

      Comment

      • #63
        Re: uuuff saas...haey saaass

        saas bahu kay jhugray main ghalati husband ki hoti hai
        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

        Comment

        • #64
          Re: uuuff saas...haey saaass

          Originally posted by Aanchal View Post

          goli maar dayni chaheay dunia bhar kay husbandoN ko :fight:
          That's Enough...!!

          Comment

          • #65
            Re: uuuff saas...haey saaass

            Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
            goli maar dayni chaheay dunia bhar kay husbandoN ko :fight:
            na na sub ko nahi kuch achay bhi hotay hian beechray :garmi:
            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

            Comment

            • #66
              Re: uuuff saas...haey saaass

              Originally posted by unity View Post
              Aslamoalikum:hii:
              Maa kitna khubsurat lafz..kitna khubsurat rishta...sirapa dua hi dua...lekin yehi maan jab saas banti he to bad dua kiun ban jati he?372-scareye aik sadiyon purana jhagra he,lekin poochne ka khiyal yun aya k meri aik aziz hen,un ka natka un ki saas ne band kia hua he,mujhe to us k masle ka koi hal nazar nahi ata:donno:apko ata ho to bataen?:think:
              Walaikum Salaaam

              Buhat hi zabardast thread hai.......:thmbup:

              Agar har saas apni bahu per zulm ya koi bhi kisam ki ziyadti karne se pehle ye soch kar k kal ko uski beti ne bhi kisi ke ghar bahu ban kar jana hai to shayad ye masla humare mua'ashre se hamesha hamesha k liye khatam ho jaye ...

              Comment

              • #67
                Re: uuuff saas...haey saaass

                Originally posted by mano_billi View Post
                Walaikum Asalam :phool:

                maa to he hi sarapa e husn har angle se

                mere khayal se aisi larkiyo ki tarbiyat me kami reh jati he isi lye aisa sochti hein

                jo larki apni saas ki izzat nahi karti woh apni maa ki bhe nhi karti hogi :dance5:

                kitni ajeeb baat he

                ap peida hone se le ke shadi tak apni mama se dant sunte hein .. 24 hrs ... or hanste hein 372-haha

                likin yahi dant jab saas se parh jaye koi saal me aik dafa bhee to shohar ko shikayat jati he apke ghar me meri respect nahi :shyy:

                mere khayal me shadi ke bad zada ghayrat ajati he in me :fight:`

                Originally posted by Aanchal View Post
                saas bahu kay jhugray main ghalati husband ki hoti hai
                wo to bechara hota he:khi:
                Originally posted by Mr.Khan View Post
                Walaikum Salaaam

                Buhat hi zabardast thread hai.......:thmbup:

                Agar har saas apni bahu per zulm ya koi bhi kisam ki ziyadti karne se pehle ye soch kar k kal ko uski beti ne bhi kisi ke ghar bahu ban kar jana hai to shayad ye masla humare mua'ashre se hamesha hamesha k liye khatam ho jaye ...
                :thmbup:

                Comment

                • #68
                  Re: uuuff saas...haey saaass

                  Simple Answer A woman cant Stand another Woman.

                  Comment

                  • #69
                    Re: uuuff saas...haey saaass

                    Originally posted by unity View Post
                    wo to bechara hota he:khi:

                    yeh bechara saas bahu main balance rekhye to pher koi masla nahi hoo ga :d
                    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                    Comment

                    • #70
                      Re: uuuff saas...haey saaass

                      Originally posted by unity View Post
                      Aslamoalikum:hii:
                      walaikum ussalam

                      Originally posted by unity View Post
                      Maa kitna khubsurat lafz..kitna khubsurat rishta...sirapa dua hi dua...lekin yehi maan jab saas banti he to bad dua kiun ban jati he?372-scare
                      G HaaN MaaN ka rishta is dunya ka sub se khoobsoorat or pyaara rishta hai. Ek bac'hey ki jub tak MaaN rehtii hai usey kisi bhi problem se Dar nai lagta kyuNki wo yeh janta hai k us ki MaaN ne apnii dua'ooN se ye mushkil hal kar denii hai. magar us dua'ooN k darwazey k bund honey k baad hii Insaan ko yeh andaaza lagta hai k zindagii jeena kitna mushkil hai.
                      Aik MaaN ki mamta sirf us k apney bac'hey k liye nai hoti balkey har us bac'hey k liye hoti hai jisey is ki zaroorat ho.
                      Ap ne kaha k "yehi maan jab saas banti he to bad dua kiun ban jati he?"
                      Tu meri pyaarii behna Kya ek Saas MaaN nai hoti??
                      agar kisi aik saas ki waja se yeh rishta Bad'dua bun jata hai tu phir MaaN bhi dua' nahii bad'dua hai..kyuNki mai ne aisi kayii MaayeiN dekhi haiN jo apnii khushiyooN k liye, apney careeer k liye, apney shohar se kayi baar chuTkara paney k liye apney bac'hooN ko choR detii haiN ...tu kya yeh nateeja akhaz karna Theek hoga k MaaN bhi bad'dua hai..
                      Agar nahiiN tu Saas bad'dua kaisey howii?????

                      MaiN ap ko sirf apni misaal dooN mera baiTa hai abhi 8 maheeney ka bhi nahii howa hai k maiN ne apney khwaabooN, khayalooN mai us ki shaadi bhi kara dii us k bac'hey bhi dekh liye..
                      ab jub waqee aik din mai apney us baiTey k liye jo merii zindagii hai koyii laRkii le aaoN jo us ki zindagii bun jaye tu mujhe takleef tu bila'shuba zaroor hogii magar us ki us zindagii k liye dua' bhi merey hii dil se nikli ho gii naa!!!

                      Ap sochye jub aik Maan apney baiTey k paida hotey hii us k liye aik khoobsoorat or naik biwii k sapney dekhna shuru kartii hai or wo sapney wo bahu akar toR dey tu kya takleef nahii hogii???
                      n agar wo us ki bahuu bilkul waisii hii ho jaisii us ne chaahii thi tu kya koi pagal hota hai jo aiwein hii museebtein kaRhii kar dey!!!

                      haaN yeh baat bhi hoti hai k apney baiTey ko kisi or k saath baanTtey takleef hotii hai "yeh baat sahii hai"
                      lekin us par ghalat reaction dena ghalat baat hai ..

                      In short , aik MaaN (chahey janmii MaaN ho ya Saas) ko agar izzat dii jaye ,pyaar diya jaye tu badley mai Allah ki khushnoodii or us MaaN ki dua'iiN hi milein gii jis se baRh kar is dunya mai kuch nahii...

                      Originally posted by unity View Post
                      ye aik sadiyon purana jhagra he,lekin poochne ka khiyal yun aya k meri aik aziz hen,un ka natka un ki saas ne band kia hua he,mujhe to us k masle ka koi hal nazar nahi ata:donno:apko ata ho to bataen?:think:
                      ap ne masla hi nai bataya tu hal kaisey batain???

                      I am sorry itna lamba likhney k liye lekin kya karoon yeh wo topic hai jis par jub baat hoti hai or barah'e'raast ilzaam aik MaaN par laga diya jaye tu maiN apney hawaas kho detii hooN..

                      Comment

                      • #71
                        Re: uuuff saas...haey saaass

                        Originally posted by Aanchal View Post
                        yeh bechara saas bahu main balance rekhye to pher koi masla nahi hoo ga :d
                        yani hath me tarazoo le kar khara rahe har waqt:khi:

                        Comment

                        • #72
                          Re: uuuff saas...haey saaass

                          Originally posted by Mrs.Sami_4ever View Post
                          walaikum ussalam

                          G HaaN MaaN ka rishta is dunya ka sub se khoobsoorat or pyaara rishta hai. Ek bac'hey ki jub tak MaaN rehtii hai usey kisi bhi problem se Dar nai lagta kyuNki wo yeh janta hai k us ki MaaN ne apnii dua'ooN se ye mushkil hal kar denii hai. magar us dua'ooN k darwazey k bund honey k baad hii Insaan ko yeh andaaza lagta hai k zindagii jeena kitna mushkil hai.
                          Aik MaaN ki mamta sirf us k apney bac'hey k liye nai hoti balkey har us bac'hey k liye hoti hai jisey is ki zaroorat ho.
                          Ap ne kaha k "yehi maan jab saas banti he to bad dua kiun ban jati he?"
                          Tu meri pyaarii behna Kya ek Saas MaaN nai hoti??
                          agar kisi aik saas ki waja se yeh rishta Bad'dua bun jata hai tu phir MaaN bhi dua' nahii bad'dua hai..kyuNki mai ne aisi kayii MaayeiN dekhi haiN jo apnii khushiyooN k liye, apney careeer k liye, apney shohar se kayi baar chuTkara paney k liye apney bac'hooN ko choR detii haiN ...tu kya yeh nateeja akhaz karna Theek hoga k MaaN bhi bad'dua hai..
                          Agar nahiiN tu Saas bad'dua kaisey howii?????

                          MaiN ap ko sirf apni misaal dooN mera baiTa hai abhi 8 maheeney ka bhi nahii howa hai k maiN ne apney khwaabooN, khayalooN mai us ki shaadi bhi kara dii us k bac'hey bhi dekh liye..
                          ab jub waqee aik din mai apney us baiTey k liye jo merii zindagii hai koyii laRkii le aaoN jo us ki zindagii bun jaye tu mujhe takleef tu bila'shuba zaroor hogii magar us ki us zindagii k liye dua' bhi merey hii dil se nikli ho gii naa!!!

                          Ap sochye jub aik Maan apney baiTey k paida hotey hii us k liye aik khoobsoorat or naik biwii k sapney dekhna shuru kartii hai or wo sapney wo bahu akar toR dey tu kya takleef nahii hogii???
                          n agar wo us ki bahuu bilkul waisii hii ho jaisii us ne chaahii thi tu kya koi pagal hota hai jo aiwein hii museebtein kaRhii kar dey!!!

                          haaN yeh baat bhi hoti hai k apney baiTey ko kisi or k saath baanTtey takleef hotii hai "yeh baat sahii hai"
                          lekin us par ghalat reaction dena ghalat baat hai ..

                          In short , aik MaaN (chahey janmii MaaN ho ya Saas) ko agar izzat dii jaye ,pyaar diya jaye tu badley mai Allah ki khushnoodii or us MaaN ki dua'iiN hi milein gii jis se baRh kar is dunya mai kuch nahii...

                          ap ne masla hi nai bataya tu hal kaisey batain???

                          I am sorry itna lamba likhney k liye lekin kya karoon yeh wo topic hai jis par jub baat hoti hai or barah'e'raast ilzaam aik MaaN par laga diya jaye tu maiN apney hawaas kho detii hooN..
                          g apki sab baten theek,or meri aziz jo hen un ka masla ye he k saas us par sakhti karti hen,har waqt tokti hen,wo apne chote se bache k sath apne parents k ghar agai he,or ab saas bete se kehti hen k us larki ko wapas lane ki koi zarurat nahi.mujhe to dono hi mazloom lagti hen kabhi kabhi:think:

                          Comment

                          • #73
                            Re: uuuff saas...haey saaass

                            Originally posted by unity View Post
                            g apki sab baten theek,or meri aziz jo hen un ka masla ye he k saas us par sakhti karti hen,har waqt tokti hen,wo apne chote se bache k sath apne parents k ghar agai he,or ab saas bete se kehti hen k us larki ko wapas lane ki koi zarurat nahi.mujhe to dono hi mazloom lagti hen kabhi kabhi:think:
                            sub sey pehley tu yeh daikhna hai k ap ki dost ka rawaiya apni saas k saath kaisa hai..
                            agar wo ac'hii haiN tu phir i guarantee k un ki saas ko apnii ghaltii ka ehsaas zaroor hoga ..
                            n kabhi kabhaar ourtein Mental bhi hotii haiN
                            wohi baat na k apney baiTey ko kho deney k Dar se is qissam k ghalat reaction dikhatii haiN...Allah par bharoosa rakhney ko kahein Insha'Allah sub Theek hojaye ga..:rose

                            Comment

                            • #74
                              Re: uuuff saas...haey saaass

                              Originally posted by Mrs.Sami_4ever View Post
                              sub sey pehley tu yeh daikhna hai k ap ki dost ka rawaiya apni saas k saath kaisa hai..
                              agar wo ac'hii haiN tu phir i guarantee k un ki saas ko apnii ghaltii ka ehsaas zaroor hoga ..
                              n kabhi kabhaar ourtein Mental bhi hotii haiN
                              wohi baat na k apney baiTey ko kho deney k Dar se is qissam k ghalat reaction dikhatii haiN...Allah par bharoosa rakhney ko kahein Insha'Allah sub Theek hojaye ga..:rose
                              mere khiyal me asal masla hi yehi he:khi:

                              Comment

                              • #75
                                Re: uuuff saas...haey saaass

                                Originally posted by unity View Post
                                Aslamoalikum:hii:
                                Maa kitna khubsurat lafz..kitna khubsurat rishta...sirapa dua hi dua...lekin yehi maan jab saas banti he to bad dua kiun ban jati he?372-scareye aik sadiyon purana jhagra he,lekin poochne ka khiyal yun aya k meri aik aziz hen,un ka natka un ki saas ne band kia hua he,mujhe to us k masle ka koi hal nazar nahi ata:donno:apko ata ho to bataen?:think:
                                Wa salaam Rita

                                Woh kehtey hain, kya kehtey hain :think:- haan kehtey hain keh jab main bahu thi to mujhey saas achhi na mili, 372-shock ab jab saas bani hoon to bahu achhi nahin mili 372-scare
                                مجھے تلاش نہ کر ذوقِ بیخودی سجود
                                نظر کی چند شعاعوں میں گھر گیا ہوں میں

                                Comment

                                Working...
                                X