Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

uuuff saas...haey saaass

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • uuuff saas...haey saaass

    Aslamoalikum:hii:
    Maa kitna khubsurat lafz..kitna khubsurat rishta...sirapa dua hi dua...lekin yehi maan jab saas banti he to bad dua kiun ban jati he?372-scareye aik sadiyon purana jhagra he,lekin poochne ka khiyal yun aya k meri aik aziz hen,un ka natka un ki saas ne band kia hua he,mujhe to us k masle ka koi hal nazar nahi ata:donno:apko ata ho to bataen?:think:

  • #2
    Re: uuuff saas...haey saaass

    Originally posted by unity View Post

    waja :- aurat hi aurat ki dushman :garmi:
    hal :- koi naeee :dance5:
    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

    Comment

    • #3
      Re: uuuff saas...haey saaass

      Originally posted by aabi2cool View Post
      waja :- aurat hi aurat ki dushman :garmi:
      hal :- koi naeee :dance5:
      yeh u ka poray aik saal me sub se chota reply ho ga
      :bhago:

      Comment

      • #4
        Re: uuuff saas...haey saaass

        walekumasslam
        jin ka natka ban kia gia hay wo khud kesi hain un sas sahiba k sath?
        wesay aam khyal to yahi hay k saas ka rishta he bura hay magar baho b kuch kam nahi hoti. kiun kia khyal hay?
        main nay aisi aisi sas dekhi hain jinhon nay maaon ko pechay chhor dia muhabbat denay main, aur unhi bahwon nay unhi saaason ka aisa jeena haraam kia k duniya dekhti reh gai ...mujh sameyt . ji ji ji ye haqeeqat hay jo main bata rahi hoon... saas ki aik he tasweer nahi dekhni chahye duniya ko, saas achi bhi ho sakti hay ,, khua makha ki achi bhi ho sakti hay ,,, extra achi bhi ho sakti hay ,, aur khair bad tareen saas to hoti he hay .. misaal bhi sirf usi rop ki di jati hay jo aam hay.
        an ways rishtay badaltay hain to ahsaasat bhi badaltay hain

        aik maan ko jab ye ahsaas hota hay k us ka beyta us ko ab kam time deta hay us ki baat kam sunta hy usay office say aanay k bad bv k sath kahen jana hota hay meri baat nahi suni meri dawa ka nahi pocha m to usay lagta hay k us ka beyta badal gia , ya us k beytay ka batwara ho gia

        same yahi situation behnen mehsoos karti hain
        agar in do hastiyon ki shikayaton ka azala karay to bv ka moo'n soojh ker itna bara ho jata hay ... bv ka moo theek karay to baqi k loog panjay jhaar kar us bicharay k pechay par jatay hain
        juro ka gulaam wagera wagera kehtay hain
        bichara
        any ways baat banani beher haal usay he hoti hay thori bohat bad mzgi to honi he hoti hay , magar maan behno'n ko bhi samjhna chahye k jisay biyah k la rahay hain wo bhi time mangay gi , sirf ghar bhr ki khatir dari karnay nahi aa rahi
        aur aanay wali ko bhi samjhna chahye k sirf miyan k sath he mil betha nahi jata poray ghar k sath mil k rehna parta hay tab he izat aur muqaam milta hay , na k shohar shareef k offise say aatay he sari mehfil kamray main he jamaai jaye .

        aur inhi baton pay shohar sahab ko bhi amal karna aur karwana chahye .

        wesay meri saas bohat say bhi ziada achi hain mashaAllah Allah unka saya hamaray saron pay salamat rakhay Allah karay hamesha achi rahen bal keh pehlay say bhi achi ho jain .
        Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

        Comment

        • #5

          waalikumasalam:d1:

          I thni rita "rishto ki izat un ka ehtraam apni jagah per hume kisi bhi rishte ko ser per sawar nahi karna chahiye" :think:

          shaadi or sans se tu na jaane kyun larkiyo ko humesha hi daraya jata hai like yaahn tu chal gaay sasoraal mein sans ke samne pata chalega and all bla bla bla... :fight:...isi liye woh ek fear hota hai larkiyo mein jo I think nahi hona chahiye... kisi bhi rishte mein respect ki jaagah ager dar le le tu us ka yahi haal hota hai.... ager aaj hume pata chal jaaye ke bei falan banda aap se darta hai tu samne waala khud b khud shair hojata hai....:lpop: ..
          secondly... woh kaam jo aap nahi kar sakte us ke liye NO kehna seekhna chahiye.. yeh aap ko bauaht tareeqo se problem free kar deta hai... as being human you cant be a jack of all.... so its Ok ager aap kuch nahi kar sakte... it doesnt make you bad person.. akser sans baho ke rishte mein yahi hota hai bahu saheba foozol mein hi khud ko "ghulaam" consider ker leti hain or saans ko jalad... or khud ke hi foozol assumption ki wajah se is rishte ka yeh haal hota hai ...

          or aap ki frnd ke case filhaal tu yahi hosakta hai ke baato ko clear kiya jaaye.. hume sumjh nahi aa rahi kis sense mein yeh nutqa band kiya howa hai.. warna me shaid kuch suggest karti...

          Comment

          • #6

            ritto :dance5:
            agreedo:dance5:
            Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

            Comment

            • #7
              Re: uuuff saas...haey saaass

              Originally posted by MSA View Post
              yeh u ka poray aik saal me sub se chota reply ho ga
              :bhago:

              behna nay jo pocha us ka jawab do :hathora
              Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

              Comment

              • #8

                • #9
                  Re: uuuff saas...haey saaass

                  Originally posted by ummid View Post

                  bilkul theek kaha ........... :clap:
                  bichari saas
                  chahye khud 50 kaam kar lay
                  baho ko 2 cup chaaye bananay bol dia
                  qayamat ho gai
                  fasaana ban gia
                  Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                  Comment

                  • #10
                    Re: uuuff saas...haey saaass

                    Originally posted by _Dard_Aashna_ View Post
                    behna nay jo pocha us ka jawab do :hathora
                    na meri koi saas he na me kisi ki saas ho
                    mujhay kia pata

                    Originally posted by ummid View Post
                    yeh u ka isahra aabi bhai ki taraf he na

                    Comment

                    • #11
                      Re: uuuff saas...haey saaass

                      Originally posted by MSA View Post
                      na meri koi saas he na me kisi ki saas ho
                      mujhay kia pata

                      dunia main nai rehtay kia
                      Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                      Comment

                      • #12
                        Re: uuuff saas...haey saaass

                        Originally posted by _Dard_Aashna_ View Post
                        dunia main nai rehtay kia
                        nahi me ghar me rehta ho
                        thread kharab ho raha he me chala:bhago:

                        Comment

                        • #13
                          Re: uuuff saas...haey saaass

                          Originally posted by unity View Post
                          Aslamoalikum:hii:
                          Maa kitna khubsurat lafz..kitna khubsurat rishta...sirapa dua hi dua...lekin yehi maan jab saas banti he to bad dua kiun ban jati he?372-scareye aik sadiyon purana jhagra he,lekin poochne ka khiyal yun aya k meri aik aziz hen,un ka natka un ki saas ne band kia hua he,mujhe to us k masle ka koi hal nazar nahi ata:donno:apko ata ho to bataen?:think:
                          apnii Too abhii saass bhii Paiddaa nahii hoiii,,,,
                          hamm kaissaayy bataa sakkttay hainnn....

                          ussay kahoo sabbar karrayyy...
                          kuchh Gunahoo kiis azaaa duniaa main hii
                          saass kii shakkal main mill jatii haiii
                          :dance2:
                          "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                          Comment

                          • #14
                            Re: uuuff saas...haey saaass

                            Originally posted by _Dard_Aashna_ View Post
                            walekumasslam
                            jin ka natka ban kia gia hay wo khud kesi hain un sas sahiba k sath?
                            wesay aam khyal to yahi hay k saas ka rishta he bura hay magar baho b kuch kam nahi hoti. kiun kia khyal hay?
                            main nay aisi aisi sas dekhi hain jinhon nay maaon ko pechay chhor dia muhabbat denay main, aur unhi bahwon nay unhi saaason ka aisa jeena haraam kia k duniya dekhti reh gai ...mujh sameyt . ji ji ji ye haqeeqat hay jo main bata rahi hoon... saas ki aik he tasweer nahi dekhni chahye duniya ko, saas achi bhi ho sakti hay ,, khua makha ki achi bhi ho sakti hay ,,, extra achi bhi ho sakti hay ,, aur khair bad tareen saas to hoti he hay .. misaal bhi sirf usi rop ki di jati hay jo aam hay.
                            an ways rishtay badaltay hain to ahsaasat bhi badaltay hain

                            aik maan ko jab ye ahsaas hota hay k us ka beyta us ko ab kam time deta hay us ki baat kam sunta hy usay office say aanay k bad bv k sath kahen jana hota hay meri baat nahi suni meri dawa ka nahi pocha m to usay lagta hay k us ka beyta badal gia , ya us k beytay ka batwara ho gia

                            same yahi situation behnen mehsoos karti hain
                            agar in do hastiyon ki shikayaton ka azala karay to bv ka moo'n soojh ker itna bara ho jata hay ... bv ka moo theek karay to baqi k loog panjay jhaar kar us bicharay k pechay par jatay hain
                            juro ka gulaam wagera wagera kehtay hain
                            bichara
                            any ways baat banani beher haal usay he hoti hay thori bohat bad mzgi to honi he hoti hay , magar maan behno'n ko bhi samjhna chahye k jisay biyah k la rahay hain wo bhi time mangay gi , sirf ghar bhr ki khatir dari karnay nahi aa rahi
                            aur aanay wali ko bhi samjhna chahye k sirf miyan k sath he mil betha nahi jata poray ghar k sath mil k rehna parta hay tab he izat aur muqaam milta hay , na k shohar shareef k offise say aatay he sari mehfil kamray main he jamaai jaye .

                            aur inhi baton pay shohar sahab ko bhi amal karna aur karwana chahye .

                            wesay meri saas bohat say bhi ziada achi hain mashaAllah Allah unka saya hamaray saron pay salamat rakhay Allah karay hamesha achi rahen bal keh pehlay say bhi achi ho jain .
                            Zabardast
                            :oldie:
                            S T I L L W A I T I N G
                            sigpic

                            Comment

                            • #15
                              Re: uuuff saas...haey saaass

                              Originally posted by ummid View Post
                              waalikumasalam:d1:

                              I thni rita "rishto ki izat un ka ehtraam apni jagah per hume kisi bhi rishte ko ser per sawar nahi karna chahiye" :think:

                              shaadi or sans se tu na jaane kyun larkiyo ko humesha hi daraya jata hai like yaahn tu chal gaay sasoraal mein sans ke samne pata chalega and all bla bla bla... :fight:...isi liye woh ek fear hota hai larkiyo mein jo I think nahi hona chahiye... kisi bhi rishte mein respect ki jaagah ager dar le le tu us ka yahi haal hota hai.... ager aaj hume pata chal jaaye ke bei falan banda aap se darta hai tu samne waala khud b khud shair hojata hai....:lpop: ..
                              secondly... woh kaam jo aap nahi kar sakte us ke liye NO kehna seekhna chahiye.. yeh aap ko bauaht tareeqo se problem free kar deta hai... as being human you cant be a jack of all.... so its Ok ager aap kuch nahi kar sakte... it doesnt make you bad person.. akser sans baho ke rishte mein yahi hota hai bahu saheba foozol mein hi khud ko "ghulaam" consider ker leti hain or saans ko jalad... or khud ke hi foozol assumption ki wajah se is rishte ka yeh haal hota hai ...

                              or aap ki frnd ke case filhaal tu yahi hosakta hai ke baato ko clear kiya jaaye.. hume sumjh nahi aa rahi kis sense mein yeh nutqa band kiya howa hai.. warna me shaid kuch suggest karti...
                              Ummid bachay ye sans nahin SAAS word hay
                              sigpic

                              Comment

                              Working...
                              X