Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Bardaasht

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Bardaasht

    Bohat khoob ScorpioN_RullZ, sahi kaha kay insaan ki bardasht ki hadd hoti hay yahan yeh add karna chahoon ga kay aakhir insaan ki hadd kahan jaa kar toot-ti hay, main nay aksar mushaida kia hay kay aksar insaaan apnay say kamzoor kay aagay apni bardasht ko jald hi khattam kar laita hay aur baaz auqat apnay say kamzoor per haath uthanay say bhi aari nahin rehta... jaisay agar office main kisi junior nay koi baat keh dee tou aap khari kahri suna daitay hain magar yehi baat kisi senior yaa boss nay ki tou aap khamooshi say apnay ghussay ko pee gayay. Baz log waldain kay aagay uff tak nahin kehtay tou baaz auqat main nay waldain per haath uthanay waaalay badzan aur badnaseeb log bhi dekhain hain, koi teacher ki daant ko apnay liye sabaq samajh kar qubool kartay hain tou koi teacher ka bhari class main mazaq uRaanay say bhi nahin katratay.... isi tarhan yehi misaal zindagi kay har shobay main lee jaasakti hay... ALLAH SWT nay har insaan main BARDASHT aur sabr ka maada rakha hay aur saath saath uss ko azmaanay kay liye GHUSSAY ka ansar bhi rakha hay kay kaun GHUSSAY ko sahi waqt per qaboo paa kar SABAR kay imtihaan main poora utarta hay isi liye tou uss PAK PARWARDIGAAR nay iss imtiahan main paas honay walay ko yaani sabar karnay waalay ko apnay saath ka waada kia hay (Inn ALLAHA ma as-sabereen).

    May ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN

    Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
    w/salam

    bardasht ki bhi aik had hoti hai :fuming:

    par yeh had har shaks ki apni apni hoti hai :lpop: koi paimana nahe kay jis say andaza lagaya jaiy k is banday maiN bardasht ka mada ziadah hai ya kam, kioN kay phir yeh bhi daikhna paRay ga k jis banday ka banaya howa yeh paimana hai us maiN khud kitni qowat-e-bardasht the kioN kay woh apni had ko he saheh tasleem karay ga is leay har shaks ki apni alaihda qowat-e-bardasht hoti hai, aur is par kisi ko bura man'nay ki zarorat nahe

    jab meri bardahst aakhri had tak pohanch jati hai to new bardasht shoro ho jati hai woh hai khamoshi ki
    sigpic

    Comment

    • #32
      Re: Bardaasht

      Originally posted by MSA View Post

      aik din dunya wale MSA Day manae ge...:shyy:
      ya Allah is duniya mai rehney waloon par reham karo....:dua

      Originally posted by munda_sialkoty View Post
      Wa Alaikum Aslam,

      Meri bardaasht, depend kerta he. Baaz jaghoon per itna cool ho jata hoon ke koi imagine nahi ker sakta. Chand din pehlay hamaray ghar mein aik event tha, apnay cousin ko mananay gaya jo muj se naraaz tha, us ne mujay pata nahi kia kia kaha, even yeh bhi kaha ke mere ghar se nikal jao, lekin mein muskurata raha aur kaha ke tu mere saath raazi he, is liye drama na ker (yeh jantay huay bhi ke wo bohat ghusay mein tha). Aakhir kaar usay mana lia. Aik baar mera mere taya se jagra ho gaya unhoon ne mujay ghar se nikalnay ko kaha per mein nahi nikla, mein yahi boolta raha ke kyoon jaoon yeh mere taya ka ghar he :lol Aisi situation mein mazaak ke saath aglay banday ko thunda kerna janta hoon.

      Lekin baaz aukaat temper bohat high ho jata he, mostly driving ke dooran, jese ke koi wrong side pe gari chala ke aagay aa jaye. Traffic ki bud'nazmi ko dekh ker, baaz aukaat traffice police walon ko bhi bura bhala keh deta hoon. Aisay mookon per mujay bohat ghussa aata he. Na'insaafi per ghusa aata he. Aur ganday aur awara buchoon ko dekh ker dil chahta he ke in ke maan baap ko phansi de doon. Waise jub mujay ghussa aata he to shadeed noiyat ka aata he, mere ghar walay aur relatives jo bhi hoon wo dhubak jatay hein us waqt.
      lala g u bhi achii baatein kar saktey ho...:embarasse
      .......................!!!!!

      Comment

      • #33
        Re: Bardaasht

        Originally posted by bhataktii rooh View Post
        ya Allah is duniya mai rehney waloon par reham karo....:dua

        lala g u bhi achii baatein kar saktey ho...:embarasse
        Kyoon nahi Lalay ki jaan :lol
        :thmbup:

        Comment

        • #34
          Re: Bardaasht

          Originally posted by munda_sialkoty View Post
          Kyoon nahi Lalay ki jaan :lol
          u inni zor zor se kyun hans rahey ho....:embarasse
          .......................!!!!!

          Comment

          • #35
            Re: Bardaasht

            Originally posted by bhataktii rooh View Post
            u inni zor zor se kyun hans rahey ho....:embarasse
            U ko draa raha hoon, dur jao :lol
            :thmbup:

            Comment

            • #36
              Re: Bardaasht

              Originally posted by munda_sialkoty View Post
              U ko draa raha hoon, dur jao :lol
              achaa....
              .......................!!!!!

              Comment

              • #37
                Re: Bardaasht

                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                Hoon ge, mujay kia pata
                itna dubkane ki kia zarurat he halakoo khan

                Originally posted by Z. View Post
                Aslamoalikum:hii:
                walaikum salam Unity,

                ap me kitna bardasht ka mada he?:think:

                bardasht naapney ka paimana hai?

                ap ki bardasht kab or kahan khatam hone lagti he?

                Nainsafiyan dekh ker

                kabhi koi esa moka aya ho k ap ki bardasht jawab de gai ho or ap ka agle bande se khoob jhagra ho gya ho?372-scare:

                Nah Nah!

                Originally posted by Aanchal View Post
                har baat to bardashat nahi karti ....kuch kuch kar bhi liti houn
                bus 50/50
                okk 50/50:khi:

                Originally posted by MSA View Post
                Walaikum Assalam

                aik din dunya wale MSA Day manae ge...:shyy:

                1.5 ltr...
                waise he achi khasi bardasht he....

                shumal se 25 km door aik gunjaan abadi pe khatam hojati he
                waise jub continously aik lambae arsae tuk kuch ghalat hota rahe to waha pe the end hojati he...

                mera jhagra hota rehta he....phir 3'4 din baad theakh bhi hojata he
                u k double double jawab dekh kar lag raha he u me bohat bardasht he:khi:
                Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                w/salam

                bardasht ki bhi aik had hoti hai :fuming:

                par yeh had har shaks ki apni apni hoti hai :lpop: koi paimana nahe kay jis say andaza lagaya jaiy k is banday maiN bardasht ka mada ziadah hai ya kam, kioN kay phir yeh bhi daikhna paRay ga k jis banday ka banaya howa yeh paimana hai us maiN khud kitni qowat-e-bardasht the kioN kay woh apni had ko he saheh tasleem karay ga is leay har shaks ki apni alaihda qowat-e-bardasht hoti hai, aur is par kisi ko bura man'nay ki zarorat nahe

                jab meri bardahst aakhri had tak pohanch jati hai to new bardasht shoro ho jati hai woh hai khamoshi ki

                Originally posted by bhataktii rooh View Post
                kisi ne bilkul sahii kaha hai ..Ali bhai bhut hii kum boltey hain....
                ye kam he?372-shock

                Comment

                • #38
                  Re: Bardaasht

                  Originally posted by unity View Post
                  ye kam he?372-shock
                  or nai tu kya zyada hai.....:embarasse
                  .......................!!!!!

                  Comment

                  • #39
                    Re: Bardaasht

                    Originally posted by unity View Post
                    Aslamoalikum:hii:

                    aj dunya me bardaasht ka din manaya ja raha he,to poochna ye he k....
                    ap me kitna bardasht ka mada he?:think:
                    ap ki bardasht kab or kahan khatam hone lagti he?
                    kabhi koi esa moka aya ho k ap ki bardasht jawab de gai ho or ap ka agle bande se khoob jhagra ho gya ho?372-scare:

                    Walaikum Asalam :haey:

                    bardasht ka din bhe hota he :think:

                    mjh me bardasht ka mada scale pe 1 - 10 rating ki jaye to 8 he :think:

                    har normal insan ki aik hudd hoti he bardasht karne ki .. jis ki koi hudd nahi hoti usay normal nahi kaha ja sakta :garmi:

                    meri bardasht jab baat extreme pe chali jae tab khatam hojati he :shyy:

                    hota rehta he aisa :think: jab koi mere mu pe jhoot bol de tab hota he :think: or jab koi ghalat baat kare tab bhe hota he :shyy:

                    Comment

                    • #40
                      Re: Bardaasht

                      Originally posted by mano_billi View Post

                      Jab bardast ka mada khatam ho jaee to....tabahi kitni hoti hai ? 372-shock

                      Comment

                      • #41
                        Re: Bardaasht

                        Originally posted by mano_billi View Post
                        Walaikum Asalam :haey:

                        bardasht ka din bhe hota he :think:

                        mjh me bardasht ka mada scale pe 1 - 10 rating ki jaye to 8 he :think:

                        har normal insan ki aik hudd hoti he bardasht karne ki .. jis ki koi hudd nahi hoti usay normal nahi kaha ja sakta :garmi:

                        meri bardasht jab baat extreme pe chali jae tab khatam hojati he :shyy:

                        hota rehta he aisa :think: jab koi mere mu pe jhoot bol de tab hota he :think: or jab koi ghalat baat kare tab bhe hota he :shyy:
                        har roz hi kisi na kisi baat ka din hota he:khi:

                        Comment

                        • #42
                          Re: Bardaasht

                          Originally posted by unity View Post
                          har roz hi kisi na kisi baat ka din hota he:khi:
                          Aaj konsa din hai ? 372-shock

                          Comment

                          • #43
                            Re: Bardaasht

                            Originally posted by kutkutariyaan View Post
                            Aaj konsa din hai ? 372-shock
                            students day

                            Comment

                            • #44
                              Re: Bardaasht

                              Originally posted by unity View Post
                              students day
                              Is din kia hua tha ? 372-shed

                              Comment

                              • #45
                                Re: Bardaasht

                                Originally posted by unity View Post
                                itna dubkane ki kia zarurat he halakoo khan
                                Kabi mere ghar aana phir bataon ga :hairdrayer:
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X