Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Bardaasht
Collapse
X
-
Re: Bardaasht
walikum salam unity, nice topic.
Mere lye to yeh mamool ki baat hay, jesa ke meri field hi public dealing hay, to wahan jitna bhi ho bardaasht karna parta hay, main rozana kayi logoN ko bardaasht karta hon per meri bardassht tab jawab de jati hay, jab agla banda aap ko sunna hi na chahe. :)Allah
Comment
-
Re: Bardaasht
Wa Alaikum Aslam,
Meri bardaasht, depend kerta he. Baaz jaghoon per itna cool ho jata hoon ke koi imagine nahi ker sakta. Chand din pehlay hamaray ghar mein aik event tha, apnay cousin ko mananay gaya jo muj se naraaz tha, us ne mujay pata nahi kia kia kaha, even yeh bhi kaha ke mere ghar se nikal jao, lekin mein muskurata raha aur kaha ke tu mere saath raazi he, is liye drama na ker (yeh jantay huay bhi ke wo bohat ghusay mein tha). Aakhir kaar usay mana lia. Aik baar mera mere taya se jagra ho gaya unhoon ne mujay ghar se nikalnay ko kaha per mein nahi nikla, mein yahi boolta raha ke kyoon jaoon yeh mere taya ka ghar he :lol Aisi situation mein mazaak ke saath aglay banday ko thunda kerna janta hoon.
Lekin baaz aukaat temper bohat high ho jata he, mostly driving ke dooran, jese ke koi wrong side pe gari chala ke aagay aa jaye. Traffic ki bud'nazmi ko dekh ker, baaz aukaat traffice police walon ko bhi bura bhala keh deta hoon. Aisay mookon per mujay bohat ghussa aata he. Na'insaafi per ghusa aata he. Aur ganday aur awara buchoon ko dekh ker dil chahta he ke in ke maan baap ko phansi de doon. Waise jub mujay ghussa aata he to shadeed noiyat ka aata he, mere ghar walay aur relatives jo bhi hoon wo dhubak jatay hein us waqt.:thmbup:
Comment
-
Re: Bardaasht
Originally posted by Sawabiwal View Postmein bht koshish karta hon kay bardaasht nami p'n ko apna sakon.. per nahi hota .. hamesha kuch bura hei hojata hai mujh sai ... pata nahi khiyon?????Originally posted by D@y W@lk3r View Postmujh main bardaasht bilkul nahi hain. jo gussa dilata hain dil karta hain shot kardo2guns:thmbup:
Comment
-
Re: Bardaasht
Originally posted by thefire1 View PostWalaikum Assalaam
Aap nay bilkul sahi kaha kay aaj duniya main "International Day for Tolerance" jo kay UNESCO United Nation Educational, Scientific and Cultural Organization nay 1995 main pehli dafa 16 November ko declare kia tha tab say ab tak har saal yeh din manaya jaata hay taakay logon ko Intolerance kay manfi asraat say agaha kia jayay.
Intolerance bohat see qisam ki hosakti hain jinn main zaati, mazhabi, masharti, taleemi, aur umoomi qisam sar-e-fehrist hain.
sabar aur bardasht ka hukum ahdihth main kayi baar aaya hay aur ALLAH SWT main Quran-e-Pak main bhi humain saaf lafzoon main kaha hay kay baishak main sabar karnay waaloon kay saath hoon. tou Jab sabar karnay say ALLAH SWT ka saath haasil hota hay tou duniya ka woh bewaqoof aur badnaseeb shakhs hoga jo SABR aur BARDASHT say kaam na lay.
Jahan tak meri baat hay tou main humesha sabar say kaam laita hoon, aur aksar FORGET and FORGIVE ka jazba rakhta hoon aur auroon ko bhi usski talqeen karta hoon, haan kabhi kisi say argument ho bhi jayay tou uss waqt tak apnay argument ko defend karta hoon jab tak kay baat kisi kisam ki khalish ya ranjish ka shikar na hoo, jahan mujhay mehsoos hota hay kay ab bura mannanay ki noubat aagayi hay tou main chupp hojaata hoon jiss say aglay ko bhi apni ghalti ka ehsaas hota hay aur hum aik mohabbat ki fiza qayim kar kay baat ko achay tareeqay say khatam karnay ki koshish kartay hain.
May ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN
Originally posted by kutkutariyaan View PostWalikum Salam.... chiips
Mere me bohut hai bardast ka mada :otay:
Jab koi Ilzam lagae ya jooth bore to bilkul chup ho jata hoo....Bilkul ignor ker deta ho...or Link hamesha k leye Finish
Originally posted by Masood View Post
@topic
Bardasht ka aalmi din? :lol :lol :lol :lol :lol :lol (aazadi ney kya kya phandey bnaey hain)
Rahi baat aap key sawaal ki to Rita mujh mein bardasht ka bohat mada hai. Mera ghussa agar ho bhi to chand lamhon ka hota hai. Yeh alag baat hai keh jin logon sey mujhtey takleef pohunchi ho, main un sey bolna chhorr deta hoon magar iska matlab yeh nahin keh merey dil mein unkey liyey nafrat hai - nafra kabhi nahin karta.
Merey nazdeek koi mujhey gali bhi dey ley to meri zaat per koi farq nahin parta, mujhey koi zamaney bhar ka bad'tareen insaan kah ley meri zaat per koi farq nahin parta - jabtak mera zameer mutmaiin hain - i don't care "barking dogs".
Comment
-
Re: Bardaasht
Originally posted by soni kudi View Postbardasht to bohat hai or bohat bardasht b karti houn...or koshish karti houn k ignore kar do...
par agar wohi baat bar bar ki jaye to phir bardasht hatam ho jati hai or phir372-shed
Originally posted by Yaaram View Postwalikum salam unity, nice topic.
Mere lye to yeh mamool ki baat hay, jesa ke meri field hi public dealing hay, to wahan jitna bhi ho bardaasht karna parta hay, main rozana kayi logoN ko bardaasht karta hon per meri bardassht tab jawab de jati hay, jab agla banda aap ko sunna hi na chahe. :)
Originally posted by Sawabiwal View Postmein bht koshish karta hon kay bardaasht nami p'n ko apna sakon.. per nahi hota .. hamesha kuch bura hei hojata hai mujh sai ... pata nahi khiyon?????
Originally posted by D@y W@lk3r View Postmujh main bardaasht bilkul nahi hain. jo gussa dilata hain dil karta hain shot kardo2guns
Originally posted by munda_sialkoty View PostWa Alaikum Aslam,
Meri bardaasht, depend kerta he. Baaz jaghoon per itna cool ho jata hoon ke koi imagine nahi ker sakta. Chand din pehlay hamaray ghar mein aik event tha, apnay cousin ko mananay gaya jo muj se naraaz tha, us ne mujay pata nahi kia kia kaha, even yeh bhi kaha ke mere ghar se nikal jao, lekin mein muskurata raha aur kaha ke tu mere saath raazi he, is liye drama na ker (yeh jantay huay bhi ke wo bohat ghusay mein tha). Aakhir kaar usay mana lia. Aik baar mera mere taya se jagra ho gaya unhoon ne mujay ghar se nikalnay ko kaha per mein nahi nikla, mein yahi boolta raha ke kyoon jaoon yeh mere taya ka ghar he :lol Aisi situation mein mazaak ke saath aglay banday ko thunda kerna janta hoon.
Lekin baaz aukaat temper bohat high ho jata he, mostly driving ke dooran, jese ke koi wrong side pe gari chala ke aagay aa jaye. Traffic ki bud'nazmi ko dekh ker, baaz aukaat traffice police walon ko bhi bura bhala keh deta hoon. Aisay mookon per mujay bohat ghussa aata he. Na'insaafi per ghusa aata he. Aur ganday aur awara buchoon ko dekh ker dil chahta he ke in ke maan baap ko phansi de doon. Waise jub mujay ghussa aata he to shadeed noiyat ka aata he, mere ghar walay aur relatives jo bhi hoon wo dhubak jatay hein us waqt.
Comment
-
Re: Bardaasht
Aslamoalikum:hii:
walaikum salam Unity,
ap me kitna bardasht ka mada he?:think:
bardasht naapney ka paimana hai?
ap ki bardasht kab or kahan khatam hone lagti he?
Nainsafiyan dekh ker
kabhi koi esa moka aya ho k ap ki bardasht jawab de gai ho or ap ka agle bande se khoob jhagra ho gya ho?372-scare:
Nah Nah!" Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "
Comment
-
-
Re: Bardaasht
Originally posted by unity View PostAslamoalikum:hii::
aj dunya me bardaasht ka din manaya ja raha he,
ap me kitna bardasht ka mada he?:think:
waise he achi khasi bardasht he....
ap ki bardasht kab or kahan khatam hone lagti he?
waise jub continously aik lambae arsae tuk kuch ghalat hota rahe to waha pe the end hojati he...
kabhi koi esa moka aya ho k ap ki bardasht jawab de gai ho or ap ka agle bande se khoob jhagra ho gya ho?372-scare
Comment
-
Re: Bardaasht
Originally posted by unity View PostAslamoalikum:hii:
aj dunya me bardaasht ka din manaya ja raha he,to poochna ye he k....
ap me kitna bardasht ka mada he?:think:
ap ki bardasht kab or kahan khatam hone lagti he?
kabhi koi esa moka aya ho k ap ki bardasht jawab de gai ho or ap ka agle bande se khoob jhagra ho gya ho?372-scare:
bardasht ki bhi aik had hoti hai :fuming:
par yeh had har shaks ki apni apni hoti hai :lpop: koi paimana nahe kay jis say andaza lagaya jaiy k is banday maiN bardasht ka mada ziadah hai ya kam, kioN kay phir yeh bhi daikhna paRay ga k jis banday ka banaya howa yeh paimana hai us maiN khud kitni qowat-e-bardasht the kioN kay woh apni had ko he saheh tasleem karay ga is leay har shaks ki apni alaihda qowat-e-bardasht hoti hai, aur is par kisi ko bura man'nay ki zarorat nahe
jab meri bardahst aakhri had tak pohanch jati hai to new bardasht shoro ho jati hai woh hai khamoshi kiThat's Enough...!!
Comment
-
Re: Bardaasht
Originally posted by thefire1 View PostWalaikum Assalaam
Aap nay bilkul sahi kaha kay aaj duniya main "International Day for Tolerance" jo kay UNESCO United Nation Educational, Scientific and Cultural Organization nay 1995 main pehli dafa 16 November ko declare kia tha tab say ab tak har saal yeh din manaya jaata hay taakay logon ko Intolerance kay manfi asraat say agaha kia jayay.
Intolerance bohat see qisam ki hosakti hain jinn main zaati, mazhabi, masharti, taleemi, aur umoomi qisam sar-e-fehrist hain.
sabar aur bardasht ka hukum ahdihth main kayi baar aaya hay aur ALLAH SWT main Quran-e-Pak main bhi humain saaf lafzoon main kaha hay kay baishak main sabar karnay waaloon kay saath hoon. tou Jab sabar karnay say ALLAH SWT ka saath haasil hota hay tou duniya ka woh bewaqoof aur badnaseeb shakhs hoga jo SABR aur BARDASHT say kaam na lay.
Jahan tak meri baat hay tou main humesha sabar say kaam laita hoon, aur aksar FORGET and FORGIVE ka jazba rakhta hoon aur auroon ko bhi usski talqeen karta hoon, haan kabhi kisi say argument ho bhi jayay tou uss waqt tak apnay argument ko defend karta hoon jab tak kay baat kisi kisam ki khalish ya ranjish ka shikar na hoo, jahan mujhay mehsoos hota hay kay ab bura mannanay ki noubat aagayi hay tou main chupp hojaata hoon jiss say aglay ko bhi apni ghalti ka ehsaas hota hay aur hum aik mohabbat ki fiza qayim kar kay baat ko achay tareeqay say khatam karnay ki koshish kartay hain.
May ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN.......................!!!!!
Comment
Comment