Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Controversial Question

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Masood
    replied
    Re: Controversial Question

    Originally posted by zoniash View Post
    main ny kitne bar kaha hain k me ko bacha na kaha kerain
    aur han ap ny sahe kaha k boaht dosery mazhab b thay mager un ki tadad kitne the????????? seb sy zayda tadad hindu aur muslim ki the baki mazheb k log itne prominent nhe thay han yeh bat k quaid e azam ny shoro main ek he try ki k seb mil ke rrahin per konsi aysi souch the jo quaid ny baedli the? wo souch state ki the na ? k jeb unhain ihsas howa k sath nhe reha ja sakta to alg hona he bahter hain chalo maan liya jaye k state nhe thay mger ek kahin na kahin ek qoum ka state ka helka sa taswaer majood zaror tha main ny kaha na k muslim her lehaz sy itne pechay reh gaye thay k unhain state ka shaor he kahan tha?jeb howa teb pk bana
    okay bacha ab bacha nahin kahoon ga - uppppssss bacha kah diya sorry bacha 372-haha372-haha372-haha

    zoni meri baat aur merey controversial sawaal per phir sey ghaur farmana :)

    Leave a comment:

  • chaand_nager
    replied
    Re: Controversial Question

    Originally posted by MindFreak View Post
    Azadi us ehsas ka naam hai jo papers khatm hony k baad Mahsuus hoti hai hehehehehheh:tunn::tunn:

    beta neklon yaha sy ja ker baher road main kahry ho ker goliyan tofian kahon u ki umer he kia hain abi in baton ko smajhny ki jao shabash

    Leave a comment:

  • chaand_nager
    replied
    Re: Controversial Question

    main ny kitne bar kaha hain k me ko bacha na kaha kerain
    aur han ap ny sahe kaha k boaht dosery mazhab b thay mager un ki tadad kitne the????????? seb sy zayda tadad hindu aur muslim ki the baki mazheb k log itne prominent nhe thay han yeh bat k quaid e azam ny shoro main ek he try ki k seb mil ke rrahin per konsi aysi souch the jo quaid ny baedli the? wo souch state ki the na ? k jeb unhain ihsas howa k sath nhe reha ja sakta to alg hona he bahter hain chalo maan liya jaye k state nhe thay mger ek kahin na kahin ek qoum ka state ka helka sa taswaer majood zaror tha main ny kaha na k muslim her lehaz sy itne pechay reh gaye thay k unhain state ka shaor he kahan tha?jeb howa teb pk bana

    Leave a comment:

  • MindFreak
    replied
    Re: Controversial Question

    Azadi us ehsas ka naam hai jo papers khatm hony k baad Mahsuus hoti hai hehehehehheh:tunn::tunn:

    Leave a comment:

  • Masood
    replied
    Re: Controversial Question

    Originally posted by zoniash View Post
    well muslim bahesiyet ek qoom k majood the is liya k un ka rehna sehna uthna bythna seb kuch alag tha mughal door o hukemt b to is baat ki gawahi hain k hum ek alg qoum thay bus ek resta chaye tha ya pher ek aysi jaga jaahn per angeriazon k hindu ki chalbaziyonn sy mehfooz reha jaye kia srif pk ki paidaish he zarori the ? is liya itne qubaniya di hain aur hum gulaam thay aur aj b hain kahan azad howay hum teb b angeriaz hawi thay aj b hain aur teb just 1000 angeriazon ny pore subcontinent per hukmet ki can u imagen just 1000 waja kia the na hindu ko shaor tha na muslims ko muslims to 1857 ki jang main itne tebhah ho gaye her medan main pechay reh gaye to pher wo ek qoum hain ek state hain is ka kiyal unhain kayse ata halank yeh state thay mger shour na hony ki wja sy is ko smjh nhe pa rahy tahy aur ek galti ki jo aj tak hum kerty arahy quaid -e-azam ny aur dosery rehnumaon ny jeb b muslims ki ya pk ki baat ki to baher k logo sy masherway kiye gaye baher k lgo ko apne mulk main apne muslims community main madakhelt ki ijazet di ager us time humre rehnua srif aur srif kud apne logo per bharosa kerty aur dosery countries ko sekhti sy mana kerty k wo humry mamlaat main bolain to aj shyed tora bahter hota pk
    aur jahn tak azadi ki baat hum azaad nhe hain hum teb azad hon gay jeb humri souch humra resta humra aim ek ho ga aur hum burai aur zulm k khilaf awaz uthna seekhain gy teb main smjho g k haan hum azaad hain

    Zoni aap ki sochein bikhri hui hain bacha - aap bohat sari baton ko aik jaggah ikatha karney ki koshish kar rahi ho...

    Muslim aur hindu aur sikh aur eesaii aur paarsi aur budhmat aur doosrey mazahib key log sadiyon sey is khittey mein sath sath zindagi guzar rahey they... Kahin musalmano ki hakoomat urooj per thi aur kahin hindu raajey maharaajey they.... agar aisa na hota to mughal kaisey 2-300 saal tak hakoomat kar letey????????... Tareekh mein hindu-muslim fasadaat ki woh misaal us daur mein nahin milti jo ab hai...

    Now correct yoursef - Hindustan key khittey mein as-such koi muslim state nahin thi - muslim rulers they -correct! Iska yeh bhi aik saboot hai keh Qaid-e-Azam RA ney aik muddat tak aik ELAG STATE ka nahin socha tha balkeh sirf HINDUSTAN ki aazadi key liyey kaam kiya tha :)

    Leave a comment:

  • ummid
    replied
    Re: Controversial Question

    Originally posted by Masood View Post
    Aazdi ka mafhoom shayid ham nahin jatey - isi liyey...
    Azaadi ka mahfoom sub ke liye apna hi hai Masood bhai..... jaise parindo ke liye khuli fiza mein urna... janwaro ke liye jungle mein rehna.... Machliyon ke liye samndar, jheel, talab etc mein tairna.... bus Insaanu ke case mein "soch" waala factor bhi aa jaata hai.... :D...

    Leave a comment:

  • *bEbO*
    replied
    Re: Controversial Question

    Originally posted by zoniash View Post
    well muslim bahesiyet ek qoom k majood the is liya k un ka rehna sehna uthna bythna seb kuch alag tha mughal door o hukemt b to is baat ki gawahi hain k hum ek alg qoum thay bus ek resta chaye tha ya pher ek aysi jaga jaahn per angeriazon k hindu ki chalbaziyonn sy mehfooz reha jaye kia srif pk ki paidaish he zarori the ? is liya itne qubaniya di hain aur hum gulaam thay aur aj b hain kahan azad howay hum teb b angeriaz hawi thay aj b hain aur teb just 1000 angeriazon ny pore subcontinent per hukmet ki can u imagen just 1000 waja kia the na hindu ko shaor tha na muslims ko muslims to 1857 ki jang main itne tebhah ho gaye her medan main pechay reh gaye to pher wo ek qoum hain ek state hain is ka kiyal unhain kayse ata halank yeh state thay mger shour na hony ki wja sy is ko smjh nhe pa rahy tahy aur ek galti ki jo aj tak hum kerty arahy quaid -e-azam ny aur dosery rehnumaon ny jeb b muslims ki ya pk ki baat ki to baher k logo sy masherway kiye gaye baher k lgo ko apne mulk main apne muslims community main madakhelt ki ijazet di ager us time humre rehnua srif aur srif kud apne logo per bharosa kerty aur dosery countries ko sekhti sy mana kerty k wo humry mamlaat main bolain to aj shyed tora bahter hota pk
    aur jahn tak azadi ki baat hum azaad nhe hain hum teb azad hon gay jeb humri souch humra resta humra aim ek ho ga aur hum burai aur zulm k khilaf awaz uthna seekhain gy teb main smjho g k haan hum azaad hain
    jee han app nay theek kha hay

    Leave a comment:

  • chaand_nager
    replied
    Re: Controversial Question

    Originally posted by Barish aur Gulab View Post
    janab 14 Aug ko Pakistan ka qiyaam Amal may aaya.Pakistan kay qiyab ki wajah say
    hum Musalmaan british rule k zulam aur Hinduun kay zulam/ chalakion /naPak eeradoo say aazad ho gay.
    simple ccc baat hay.us din jo riyasat ka qiyam aamal main aaya us ka naame Pakistan tha.a

    did u think we are free ? aj b hum un bullshit hinduaon aur angeraizon k telway chat ray hain aj b jeb dron hamlay hoty hain to ek awaz b blund nhe hoti kia hum azad hain jeb jis ka dil kerta hain pakistan per ilzam laga ker terrorism k naam per hamla ker deta hain kia hum azad hain madam aj b hum usi sazihon ka angerzon aur hindon k zulm o setum ka he shikar hain farak srif itna k aj pakistan ek khilonay k topr per huamin khilny k liy day diya hain is ko operate kerny waly hum nhe hum azaad kahan?

    Leave a comment:

  • Masood
    replied
    Re: Controversial Question

    Originally posted by ummid View Post
    aap ke nazdeek azaadi sirf "eid e Qurbaan" per hangama na hone mein hai??

    Originally posted by Barish aur Gulab View Post
    masi jee ik masaal di hay....

    Aazdi ka mafhoom shayid ham nahin jatey - isi liyey...

    Leave a comment:

  • *bEbO*
    replied
    Re: Controversial Question

    Originally posted by ummid View Post
    aap ke nazdeek azaadi sirf "eid e Qurbaan" per hangama na hone mein hai??
    masi jee ik masaal di hay....

    Leave a comment:

  • chaand_nager
    replied
    Re: Controversial Question

    Originally posted by Admin View Post
    Assalamo allaikum :)

    Sab sey pehley to tumaam ahl-e-watan ko Pakistan ki 62ween saalgirah mubarik ho

    Ab aatey hain merey controversial sawaal ki janib....

    Ham 14. August 1947 ko Pakistan ki AAZADI ka din kehtey hain. Kya yeh waqiyey hamari AAZADI ka din hai ya aik naii state ki birth ka din hai?

    Kya ham is din AAZAD huwey they? Pakistan ba'haisiyat STATE kis ki ghulami mein tha jo 14 august 1947 ko aazad huwa tha? (iskey bar'aks ham Hindustan, India ya Bharat ki aazadi ka din 15 august kah saktey kyun keh India -as state- pehley sey mojood tha).

    Meri naqis raaey mein yeh lafz istimaal karna mozuu nahin keh hamein AAZADI mili thi, kyun keh us sey pehley Pakistan ba'haisiyat aik state mojood nahin tha! Pakistan ko ba'haisyat state 14 august 1947 aur uskey baad tasleem kiya geya hai - lehaza meri naqis raaey mein hamein Pakistan ki Pedaish ka din kehna chahiyey - aur har saal jo manatey hain, issey Pakistan ki Saalgirah key taur per mana chahiyey - na keh aazadi key taur per!

    What do you say?

    well muslim bahesiyet ek qoom k majood the is liya k un ka rehna sehna uthna bythna seb kuch alag tha mughal door o hukemt b to is baat ki gawahi hain k hum ek alg qoum thay bus ek resta chaye tha ya pher ek aysi jaga jaahn per angeriazon k hindu ki chalbaziyonn sy mehfooz reha jaye kia srif pk ki paidaish he zarori the ? is liya itne qubaniya di hain aur hum gulaam thay aur aj b hain kahan azad howay hum teb b angeriaz hawi thay aj b hain aur teb just 1000 angeriazon ny pore subcontinent per hukmet ki can u imagen just 1000 waja kia the na hindu ko shaor tha na muslims ko muslims to 1857 ki jang main itne tebhah ho gaye her medan main pechay reh gaye to pher wo ek qoum hain ek state hain is ka kiyal unhain kayse ata halank yeh state thay mger shour na hony ki wja sy is ko smjh nhe pa rahy tahy aur ek galti ki jo aj tak hum kerty arahy quaid -e-azam ny aur dosery rehnumaon ny jeb b muslims ki ya pk ki baat ki to baher k logo sy masherway kiye gaye baher k lgo ko apne mulk main apne muslims community main madakhelt ki ijazet di ager us time humre rehnua srif aur srif kud apne logo per bharosa kerty aur dosery countries ko sekhti sy mana kerty k wo humry mamlaat main bolain to aj shyed tora bahter hota pk
    aur jahn tak azadi ki baat hum azaad nhe hain hum teb azad hon gay jeb humri souch humra resta humra aim ek ho ga aur hum burai aur zulm k khilaf awaz uthna seekhain gy teb main smjho g k haan hum azaad hain

    Leave a comment:

  • ummid
    replied
    Re: Controversial Question

    Originally posted by Barish aur Gulab View Post
    may be haan wo yahan jesi aazad life gozar saktay hai.Eid-e- Qurban pe wahan pata nahi kia kia haqamay hotay hainy....
    aap ke nazdeek azaadi sirf "eid e Qurbaan" per hangama na hone mein hai??

    Leave a comment:

  • *bEbO*
    replied
    Re: Controversial Question

    Originally posted by Masood View Post
    .... aur jo muslim Hindustan mein they?? woh abhi tak ghulam hain??? :think::think:
    may be haan wo yahan jesi aazad life gozar saktay hai.Eid-e- Qurban pe wahan pata nahi kia kia haqamay hotay hainy....

    Leave a comment:

  • Masood
    replied
    Re: Controversial Question

    Originally posted by Barish aur Gulab View Post
    janab 14 Aug ko Pakistan ka qiyaam Amal may aaya.Pakistan kay qiyab ki wajah say
    hum Musalmaan british rule k zulam aur Hinduun kay zulam/ chalakion /naPak eeradoo say aazad ho gay.
    simple ccc baat hay.us din jo riyasat ka qiyam aamal main aaya us ka naame Pakistan tha.a
    .... aur jo muslim Hindustan mein they?? woh abhi tak ghulam hain??? :think::think:

    Leave a comment:

  • *bEbO*
    replied
    Re: Controversial Question

    janab 14 Aug ko Pakistan ka qiyaam Amal may aaya.Pakistan kay qiyab ki wajah say
    hum Musalmaan
    british rule k zulam aur Hinduun kay zulam/ chalakion /naPak eeradoo say aazad ho gay.

Working...
X