Originally posted by zoniash
View Post
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Controversial Question
Collapse
X
-
Re: Controversial Question
Originally posted by Masood View PostBtaein zara :p
rokain zera yahan dhamkay ki awaz sunai di hain zor sy main ans seti hon u ko ager main galt neh hon to main tahreeke khilaaft main is k bar main phera tah turki ki aur yeh i think 20th century k pehly 2 asheron k khatmy tak qaim the main tiv dekhti hon muje laga dhamka howa wait
Leave a comment:
-
Re: Controversial Question
Originally posted by Champion_Pakistani View Postbai app nay theek kaha hai.14 Aug ko Pakistan peda ho yahai iss din Pakistan ka qiyab AAmel main aaya...
PakoHid ki taqseem ka maqsad sirf ye nahi tha k ik mulik ki bejayeeh do mulak hon..
balkay pak o Hid k musalmu ko ik aasi riyasat ki zarorat thi jis main wo Allah aur us kay Rasool PBAH kay batayee hoyee aasoool pe zindagi gozari ja sakay.
Leave a comment:
-
Re: Controversial Question
bai app nay theek kaha hai.14 Aug ko Pakistan peda ho yahai iss din Pakistan ka qiyab AAmel main aaya...
PakoHid ki taqseem ka maqsad sirf ye nahi tha k ik mulik ki bejayeeh do mulak hon..
balkay pak o Hid k musalmu ko ik aasi riyasat ki zarorat thi jis main wo Allah aur us kay Rasool PBAH kay batayee hoyee aasoool pe zindagi gozari ja sakay.
Leave a comment:
-
Re: Controversial Question
Originally posted by Masood View PostMain ba'haisiyat qaum key honey ya na honey ki to baat hi nahin kar raha - main ney to yeh sawaal uthaya hai keh kya hamein Pakistan ki AAZADI ka jashan manana chahiyey ya PEDAISH ka AS A STATE - state aur qaum mein zameen aasman ka farq hai - bacha :p
ap nhe smjh rahy hain pakistan azad howa tha kiyon k wahan k log azad howay thay logo sy he pakistan bana hain na pakistan sy to log nhe ben gye? logo ko azadi mili to ek alag waten mil gaya na jis ko pk ka naam mila padiash kahan sy agai pk ki? jeb islam ka concept majood tha jeb alag rehn sehn tha seb kuch alag tha to pher riyset kayse na howy bus ek proper naam deni ki zarort the
aur doosri baat - aap taqseem-e-hind ki asal rudaad sey waqif nahin - Hindustan ki taqseem per jo asal mashwra diya geya tha uskey mutabiq EAST ya WEST Pakistan ka koi ta'aluq nahin - woh taqseem MAZHAB ki bunyad per hui thi jis mein USMANISTAN jaisey mulk ka naam bhi shamil tha - ab aap socho gi keh USMANISTAN kahan sey aa geya? Haina? :p
muje pata hain is ka b political science main masters kia hain jahk nhe mari :shyy:
Leave a comment:
-
Re: Controversial Question
Originally posted by zoniash View Posthan ager teb main hoti to is bare man kcuh ker leti per the nhe the na lakin ap is baat ko manty kiyon nhe k hum b bahsiyet ek qoum k majood thay wahan per aur kuch muslims apni merzi sy b to rahy wahan
aur doosri baat - aap taqseem-e-hind ki asal rudaad sey waqif nahin - Hindustan ki taqseem per jo asal mashwra diya geya tha uskey mutabiq EAST ya WEST Pakistan ka koi ta'aluq nahin - woh taqseem MAZHAB ki bunyad per hui thi jis mein USMANISTAN jaisey mulk ka naam bhi shamil tha - ab aap socho gi keh USMANISTAN kahan sey aa geya? Haina? :p
Leave a comment:
-
Re: Controversial Question
Originally posted by Masood View PostIslam key liyey aazadi ki jang to Hindustan key sarey musalmano ney larri thi.... to phir sirf aik state ki tashkeel hi kyun hui? baqi musalmano ka haq nahin tha keh woh bhi "aazad" hotey??
han ager teb main hoti to is bare man kcuh ker leti per the nhe the na lakin ap is baat ko manty kiyon nhe k hum b bahsiyet ek qoum k majood thay wahan per aur kuch muslims apni merzi sy b to rahy wahan
Leave a comment:
-
Re: Controversial Question
Originally posted by zoniash View Posthain to hum ny b to islam k naam per he to hasil kia tha state werna humain kia zaroet the hindu k sath he rehty na humra mesla b seb sy zayda mazhab ka he tha ? nhe? ek zameen ka tukera srif jeeny k liya to nhe liya tha g to hum teb be rahy thay jeb angeraiz hum per hawai thay aur aj b hain aur aj b g rahain hain na per mesla yeh he tha k yeb mulsim aur rehnuma ko laga k nhe muslims b ek alag qoum hain ak alg state jo her lehaz sy alag hain ek odsery sy quaid k words thay k bar e sageer main 2 bahri qomain aabd hain ek muslim ek hindu aur ek ap yeh baat kiyon bhaol rahya hain k madina main pehli islamic state ki bunyaad rekhi gai the? hum political system ko mazhab sy aleda kabi nhe ker sakty
Leave a comment:
-
Re: Controversial Question
Originally posted by Masood View PostHindustan hamesha sey hinduoun ki state rahi hai, is mein aap ko shak hai kya????
wo kayse/ han muje shak hain bilkol hin kayse ho gaay hindustan hindon ka?
Leave a comment:
-
Re: Controversial Question
Originally posted by Masood View PostIslam mein us state ka koi tasawwur nahin jo raaij-ul-waqt hai, jahan boundries mein mulk political taur per taqseem hon... aur taqseem aisi jis ka geographical koi jawaz nahin banta.. Islam mein sab sey pehley mazhab hai aur baqi grohon ki taqseem baad mein aati hai..
Yun taqseem-e-hind key waqt jo Hindustan ki taqseem hui thi, woh mazhab ko nishana bnaa ker political soch per hui thi......
hain to hum ny b to islam k naam per he to hasil kia tha state werna humain kia zaroet the hindu k sath he rehty na humra mesla b seb sy zayda mazhab ka he tha ? nhe? ek zameen ka tukera srif jeeny k liya to nhe liya tha g to hum teb be rahy thay jeb angeraiz hum per hawai thay aur aj b hain aur aj b g rahain hain na per mesla yeh he tha k yeb mulsim aur rehnuma ko laga k nhe muslims b ek alag qoum hain ak alg state jo her lehaz sy alag hain ek odsery sy quaid k words thay k bar e sageer main 2 bahri qomain aabd hain ek muslim ek hindu aur ek ap yeh baat kiyon bhaol rahya hain k madina main pehli islamic state ki bunyaad rekhi gai the? hum political system ko mazhab sy aleda kabi nhe ker sakty
Leave a comment:
-
Re: Controversial Question
Originally posted by zoniash View Posthindu pahly sy he ek state thay in which sense? state ki defination batain ageer wo pahly sy he state thay aur hum n he that :hairdrayer:
Leave a comment:
-
Re: Controversial Question
Originally posted by zoniash View Postascha [ah;y ap ek kam kerain k pehly ap islamice concept aur modern concept of state ki tori si definataion explain kerain apne ap ki souch k according
Yun taqseem-e-hind key waqt jo Hindustan ki taqseem hui thi, woh mazhab ko nishana bnaa ker political soch per hui thi......
Leave a comment:
-
Re: Controversial Question
hindu pahly sy he ek state thay in which sense? state ki defination batain ageer wo pahly sy he state thay aur hum n he that :hairdrayer:
Leave a comment:
-
Re: Controversial Question
Originally posted by Masood View Postokay bacha ab bacha nahin kahoon ga - uppppssss bacha kah diya sorry bacha 372-haha372-haha372-haha
zoni meri baat aur merey controversial sawaal per phir sey ghaur farmana :)
ascha [ah;y ap ek kam kerain k pehly ap islamic concept aur modern concept of state ki tori si definataion explain kerain apne ap ki souch k accordingLast edited by chaand_nager; 14 August 2009, 13:59.
Leave a comment:
Leave a comment: