Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

*میری طرف سے بھی آزادی مبارک*

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #61
    Re: *میری طرف سے بھی آزادی مبارک*

    Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
    me nay zaati zindagee ko discuss nahin kiya ....haan bas ye poochna chaha hay k apni base per siwaey hum logon nay tanqeed karnay .....ungliyan uthha k ponit karnay k elawa aissa kya kiya hay jo hum tanqeed ka haq rakheiN...........

    aik mazdoor hay na wo panay haathon se aik chhoti se deewar taameer karta hay to jaanta hay k us nay issay kis terha se banaya , kahan khami ho saktii hay , aur wo khami kis terha se durust hogi..........us ki nisbat raah chaltay huey ussay sirf ungli uthha k ghaltiyan point kerwa saktay hain bas aur kuch bhi nahin.......aur hum logon ki misaal shayad kuch aisee hee hay.....
    n aap inqelaab ki batein kijiey beddar kijiey logoN ko its very good ......is mein koi mazaiqa nahin plz is terha say nahin k un baton ki badaulat inqelaab to aaey na haan BAAGHI zarur peda honay lag jaen
    Patah hai Eshaa - main kisi aur ki baat nahin karta na mujhey kisi aur sey saro-kaar hai - Pegham key bnaney ka aik maqsad yeh bhi tha keh logon mein shaoor bedaar kiya jaey keh asal masla kahan hai - magar hamari bad'qismati yeh hai keh hamarey haan log doosron sey ziyada parhey likhey aur mufakkir pedah huwey hain, har bandah khud ko khird-o-aqal ki us manzil per samajhta hai, jahan per kisi doosri ki baat suneney, samajhney, sochney aur amal karney ki zaroorat hi mehsoos nahin karta - har bandah khud ko shaoor key us muqaam per samajhta hai - aisey mein merey jaisa insaan jo zindagi mushkil sey guzar raha ho, uski himmat jawab dey jati hai - aur yehi huwa hai - main ney ab kuchh kehna hi chhorr diya hai keh be'suri bansuri bjaney sey faidah nahin - main bhi ab yehi kahoon ga: jo hai jaisa hai behtar hai :). There is no need for any struggle jiyo aur jeeney do.....
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment

    • #62
      Re: *میری طرف سے بھی آزادی مبارک*

      haan itna zaroor kahoon ga keh hamarey haan logon mein shaoor nahin keh woh TANQEED ka asal maqsad samajh sakein - ham tanqeed ko apney liyey haqarat samajhtey hain - jabkeh tanqeed tameer ki pehli seerrhi hoti hai... agar koi kisi baat ko point out karta hai to shayid is liyey keh doosrey us sey sabaq seekhein - na keh ussey aik tanqeed samajh ker aankhein chura lein...
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment

      • #63
        Re: *میری طرف سے بھی آزادی مبارک*

        Originally posted by Masood View Post

        aap ghalat samjhay hain .......... bilkul ghalat ...aissa kuch bhi nahin

        aapki tanqeed sir aankhon per :hairdrayer:

        aap solution dijiey in masail ka? hal bataieey naasooron se chhutkaray ka ???

        sigpic

        Comment

        • #64
          Re: *میری طرف سے بھی آزادی مبارک*

          Originally posted by Masood View Post
          Woh Khud'BARKING wala thread na?
          nahe abhi lagaya hai tumahray leay specially :shyy:

          Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
          me nay zaati zindagee ko discuss nahin kiya ....haan bas ye poochna chaha hay k apni base per siwaey hum logon nay tanqeed karnay .....ungliyan uthha k ponit karnay k elawa aissa kya kiya hay jo hum tanqeed ka haq rakheiN...........

          aik mazdoor hay na wo panay haathon se aik chhoti se deewar taameer karta hay to jaanta hay k us nay issay kis terha se banaya , kahan khami ho saktii hay , aur wo khami kis terha se durust hogi..........us ki nisbat raah chaltay huey ussay sirf ungli uthha k ghaltiyan point kerwa saktay hain bas aur kuch bhi nahin.......aur hum logon ki misaal shayad kuch aisee hee hay.....
          n aap inqelaab ki batein kijiey beddar kijiey logoN ko its very good ......is mein koi mazaiqa nahin plz is terha say nahin k un baton ki badaulat inqelaab to aaey na haan BAAGHI zarur peda honay lag jaen
          :salam:

          u mean Mehsood ki Jagah Masood :shyy:
          That's Enough...!!

          Comment

          • #65
            Re: *میری طرف سے بھی آزادی مبارک*

            Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
            aap ghalat samjhay hain .......... bilkul ghalat ...aissa kuch bhi nahin

            aapki tanqeed sir aankhon per :hairdrayer:

            aap solution dijiey in masail ka? hal bataieey naasooron se chhutkaray ka ???

            :lahoul

            purani raam'kahani dohraney sey faidah?? Hal ka aaghaz to jamhooriyat ki bahali per diya geya tha, kya faidah huwa uska? Kis ney suna? kis ney mana? us waqt hamein dictatorship sey chhutkara chahiyey tha, jamhooriyat chahiyey thi, kis ney baat maani thi us waqt jo ab manein gey? Kis ney suna tha us waqt jo aaj sunein gey??? Koi nahin, UMEED UMEED UMEED ka sabaq deney waley kabhi hal ka nahin suntey - woh sirf NOW mein jeetey hain aur duaein hi kar saktey hain - chhorrein sab kuchh guppein haanktey hain
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment

            • #66
              Re: *میری طرف سے بھی آزادی مبارک*

              Originally posted by Masood View Post
              :lahoul

              purani raam'kahani dohraney sey faidah?? Hal ka aaghaz to jamhooriyat ki bahali per diya geya tha, kya faidah huwa uska? Kis ney suna? kis ney mana? us waqt hamein dictatorship sey chhutkara chahiyey tha, jamhooriyat chahiyey thi, kis ney baat maani thi us waqt jo ab manein gey? Kis ney suna tha us waqt jo aaj sunein gey??? Koi nahin, UMEED UMEED UMEED ka sabaq deney waley kabhi hal ka nahin suntey - woh sirf NOW mein jeetey hain aur duaein hi kar saktey hain - chhorrein sab kuchh guppein haanktey hain
              http://www.pegham.com/gupshup/58398-...ug-2009-a.html

              ye thread isee maksad se lagaya gaya hay yahan reply kijiey
              sigpic

              Comment

              • #67
                Re: *میری طرف سے بھی آزادی مبارک*

                Originally posted by Masood View Post
                chhorrein sab kuchh guppein haanktey hain

                listen masood... mujhay wts the plan maiN "PLAN" chaheay.... maiN khud share karonga jo meri feelings haiN jo maiN chahta hooN, tum bhi share karo tum bhi sirf marz na batao 'aihteyat' bhi batao 'elaaj' bhi batao..

                clear
                That's Enough...!!

                Comment

                • #68
                  Re: *میری طرف سے بھی آزادی مبارک*

                  Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                  listen masood... mujhay wts the plan maiN "PLAN" chaheay.... maiN khud share karonga jo meri feelings haiN jo maiN chahta hooN, tum bhi share karo tum bhi sirf marz na batao 'aihteyat' bhi batao 'elaaj' bhi batao..

                  clear
                  Mera plan yeh hai:

                  Kal Copenhagen jana hai, sister Pakistan sey aa rahi hain
                  Parsoon: match dekhna hai aur garden mein podon ko pani dena hai
                  Monday-friday: system installation karney hain aur unhein move karna hai sara week masroof guzrey ga :dance5::dance5:
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment

                  • #69
                    Re: *میری طرف سے بھی آزادی مبارک*

                    Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                    http://www.pegham.com/gupshup/58398-...ug-2009-a.html

                    ye thread isee maksad se lagaya gaya hay yahan reply kijiey
                    aur agar main aap ko puraney threads la link doon to aap unhein parh ker un mein sey hal nikalein gi? ya unhein parh ker pas-pusht daal dein gi?:eye:
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment

                    • #70
                      Re: *میری طرف سے بھی آزادی مبارک*

                      Originally posted by Masood View Post
                      Mera plan yeh hai:

                      Kal Copenhagen jana hai, sister Pakistan sey aa rahi hain
                      Parsoon: match dekhna hai aur garden mein podon ko pani dena hai
                      Monday-friday: system installation karney hain aur unhein move karna hai sara week masroof guzrey ga :dance5::dance5:
                      Is plan mein pakistan kahan gaya???
                      sigpic

                      Comment

                      • #71
                        Re: *میری طرف سے بھی آزادی مبارک*

                        Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                        Is plan mein pakistan kahan gaya???
                        main pakistani nahin hoon baqalam khud :hii:
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment

                        • #72
                          Re: *میری طرف سے بھی آزادی مبارک*

                          Originally posted by MSA View Post
                          uncil mere sath chalein ge...govt k higher official jo corruption kurte he unhe golion se bhunne k lie...bus me aur app :donno:

                          waisi itne saal dua se bacha hua he kuch saal aur buch jay ga...phri "kabhi na kabhi " aajay ga

                          pewasta reh shajr se ummid'e'bahar rakh
                          mjhee bhee jana he :cmm: mjhe bhee goliyan chalani hein

                          Originally posted by aabi2cool View Post
                          دوسروں کو زحمت دینے کی بجائے ہمیں خود اپنے اندر کم از کم اتنی صلاحیت تو پیدا کرنی چاہیے جو چیزیں کامن سینس میں کہی گئی ہیں ان کا مطلب سمجھ سکیں :salam:
                          Originally posted by Masood View Post
                          Terey chachey Mirza Asad-ullah-Sajjad Ali ney bhi farmaya hai:

                          chal rehn dey - chal rehn dey
                          merey dil da haal menu kehn dey
                          AEY BEWAFA ZAMANA
                          TU NEY BHI NA JANAA
                          CHUP KAR KHAP NA PEHN DEY :fight:
                          Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                          listen masood... mujhay wts the plan maiN "PLAN" chaheay.... maiN khud share karonga jo meri feelings haiN jo maiN chahta hooN, tum bhi share karo tum bhi sirf marz na batao 'aihteyat' bhi batao 'elaaj' bhi batao..

                          clear
                          listen ammu...

                          Plan A :-

                          Hum black suits black briefcases or black sunglasses laga ke factory ke ander dakhil hon ge chimney ke raste se reengte hue agay barhein ge :fly: or phir sari light switch off kar ke sari chocoz apne briefcases me in order stack kar ke hum seerhiyo se jump kar ke black hummer me bhag jayein ge :shyy:

                          Roger

                          Originally posted by Masood View Post
                          main pakistani nahin hoon baqalam khud :hii:

                          niklo bahr :fight:admin :fight:abbi bhai :fight: or baki sab larayee karne wale log :fight:

                          ab sukun he :garmi: saray bache ajao jhandiya lagayein naghme gungunayein :fly:

                          :aug:naye dilon ki musafaton ko ujaalna he
                          :aug:wafa se ansoo ka sathoon ko sambhalna he
                          :aug:umeed -e -subh-e-jamal rakhna khayal rakhna
                          :aug:khyal rakhna khayaal rakhnaaaa
                          :aug:ye dhoop iski ... ye chaon iski humari dolat
                          :aug:Ye khak-e-Pak iski apni izzat apni azmat
                          :aug:khyaaal rakhna khyaaal rakhna

                          Comment

                          • #73
                            Re: *میری طرف سے بھی آزادی مبارک*

                            [B][quote=Xai[/B]

                            Sarah, mujhey tumhara andaaz nahi pasand aya tha. :rose
                            pasand :)
                            dekho xai ''hamari'' pasand aur haqeqat pasandi me farq hona chaiye :rose
                            agr me ne haqeeqat na pesh ki ho baat b hai ..hope u wl get my point :ANYWORDnice

                            Aur jahan tak baat iss sec. mey jashan mananey ki hai tau Aanchal ka aik sisila hai 14 din pe mubni, her rauz aik naye andaaz mey celebrate kerney ka ...aur aap ka ye topic inhi mey sey kisi din mauzoo ban sakta tha?
                            esaa hi kiyon???
                            no doubt anchal ne acha silsila shuru kiya hai.... aur me uss me participate kar rahi hoon :thmbup:
                            kya me apnay dimagh se nae soch sakti???

                            mujhey khushi hoti agar tum khud ye saari baat keh deyti :)
                            jese esha k ilfaz ko aap ne zuban di..(as quoted by esha).esay mere khyalaat ko agr zuban mil gayi tou kya bura hua :) :)
                            شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                            Comment

                            • #74
                              Re: *میری طرف سے بھی آزادی مبارک*

                              Esha,Scorpion-rulez,masood

                              thread ki ronaq barrhnay ka bohat shkria :garmi:

                              Originally posted by mano_billi View Post

                              niklo bahr :fight:admin :fight:abbi bhai :fight: or baki sab larayee karne wale log :fight:

                              ab sukun he :garmi: saray bache ajao jhandiya lagayein naghme gungunayein :fly:

                              :aug:naye dilon ki musafaton ko ujaalna he
                              :aug:wafa se ansoo ka sathoon ko sambhalna he
                              :aug:umeed -e -subh-e-jamal rakhna khayal rakhna
                              :aug:khyal rakhna khayaal rakhnaaaa
                              :aug:ye dhoop iski ... ye chaon iski humari dolat
                              :aug:Ye khak-e-Pak iski apni izzat apni azmat
                              :aug:khyaaal rakhna khyaaal rakhna

                              :khushi:
                              شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                              Comment

                              • #75
                                Re: *میری طرف سے بھی آزادی مبارک*

                                Originally posted by saraah View Post
                                Esha,Scorpion-rulez,masood

                                thread ki ronaq barrhnay ka bohat shkria :garmi:

                                Ur Always Welcome my dear :salam:
                                sigpic

                                Comment

                                Working...
                                X