Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

*میری طرف سے بھی آزادی مبارک*

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: *میری طرف سے بھی آزادی مبارک*

    Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
    :shyy:
    bola karo teddy

    baqool Allama Ibrar ul Haq

    Dil di gal kehni chai'di, dil wich rakhni nai chai'di,
    bool padaishi boli apni, boli bhulni nai chai'di :dance5:
    That's Enough...!!

    Comment


    • #47
      Re: *میری طرف سے بھی آزادی مبارک*

      Originally posted by Aanchal View Post
      aap nay kon si pic delete ki hai ? 3rd number wali bhi to allow nahi hai
      agar yeh baat hai to phir no.2 aur 4 he reh jati haiN :shyy:, kioN kay siasi party ki bhi allow nahe haiN, haiN na :fight:
      That's Enough...!!

      Comment


      • #48
        Re: *میری طرف سے بھی آزادی مبارک*

        Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
        bola karo teddy

        baqool Allama Ibrar ul Haq

        Dil di gal kehni chai'di, dil wich rakhni nai chai'di,
        bool padaishi boli apni, boli bhulni nai chai'di :dance5:
        nain chai'di,:dance5: nahin chai'di :dance5:naiiiiiiiiiiNNN chai'di:dance5::dance5:
        sigpic

        Comment


        • #49
          Re: *میری طرف سے بھی آزادی مبارک*

          Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
          bola karo teddy

          baqool Allama Ibrar ul Haq

          Dil di gal kehni chai'di, dil wich rakhni nai chai'di,
          bool padaishi boli apni, boli bhulni nai chai'di :dance5:
          Terey chachey Mirza Asad-ullah-Sajjad Ali ney bhi farmaya hai:

          chal rehn dey - chal rehn dey
          merey dil da haal menu kehn dey
          AEY BEWAFA ZAMANA
          TU NEY BHI NA JANAA
          CHUP KAR KHAP NA PEHN DEY :fight:
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • #50
            Re: *میری طرف سے بھی آزادی مبارک*

            Originally posted by Masood View Post
            Terey chachey Mirza Asad-ullah-Sajjad Ali ney bhi farmaya hai:

            chal rehn dey - chal rehn dey
            merey dil da haal menu kehn dey
            AEY BEWAFA ZAMANA
            TU NEY BHI NA JANAA
            CHUP KAR KHAP NA PEHN DEY :fight:
            aje aagay bhi farmaya hai

            Ek be'misal sarmaya......
            to nay apnay hath say ganwaya :shyy:
            That's Enough...!!

            Comment


            • #51
              Re: *میری طرف سے بھی آزادی مبارک*

              Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
              MashaAllah thts so good k aap mein wo quality hay k aap nay itnay kamm dino mein hee 5 logoN ko qayal kar liya ....... per baat wohi na k hum apnay mulk ko chhor k doosray mulkon mein rehnay walay log jab chand lamhoN k lieey apnay mulk jaen aur wahan sab muyassar na ho to waapis dyar e ghair puhanch k hum bayth k ye sab bht aram se keh letay hain k wahan ye bhi nahin , wo bhi nahin awam bhooki marr rahi hay this n thts blah blah blah aur kehtay hee rehtay hain almost her mokay per hee........ per khud hum apnay andar jhaank k dekhein to maloom ho k jis KOI ka iontezar hum kar rahay hain , ya ye kehtay yhain k KOI inqelaab laaey KOI uthhay , KOI jaagay to hum khud kya kar chukay hain apni base per............. jo kisi KOI ka intezar kar rahay hain ......................ibtedaa ghar se hee hoti hay, per khwah me hoon ya aap ya koi aur ye keh dayna k inqelaab ki zarturat hay , falan ki zarurat hay kaafee nhin ..................khud bhi kuch karna hay k dusron per chhor k baythna hay ...................


              aur rahee baat ye jo aap nay Xai ki baat k jawab mein kaha k Allah hee reham karay ga AMerica nahin to janab ALLAH TALA hee reham karnay waali zaat hay ...aur amal wakaeey hee pakistan mein kisi baat per nahin ho raha per beherhaal abhi kuch logoN ki duaaon ki badaulat 60, 62 saal se mulk k ander honay wali aur ghair mumalik ki taraf se paida ki janay waali saazishoN k bawajood abhi tak qaim daaaim hay .. even hum bht kuch kho chukay hain ............... Lekin beherhaal aaj se 60 , 62 saal pehlay jinn logon nay apna sab kuch khoya , apni jaan , maal izzat, aabroo un ki jaanoN ko khiraj e tehseen pesh karnay se hum peechay nahin hatt saktay ........is baat ko base bana kar k INQELAB ki zarurat hay.......................

              hay zarurat bilkul hay to laaieey inqelaab mashaAllah se aap mein aachha khasa jaza e hubul watni hay isee jazbay ki to zarurat hoti hay qaumon mein inqelaab laanay k lieey ......ye jazba aik mein ho to panay saath hazar aur sathi bana layta hay .......................why don't u take first step ....???????

              honestly speaking sakht tareen ghussa aata hay humein jab koi ye kahay k yun hay mulk mein yun hay aissa hona chahiey wessa hona chahieey .............................aur us k baad apni zindagee mein magan ho jaey insaaN ......humein bhi maloom hay k kya hain haalat , kis terha log zindagee guzar rahay hain wahan ...................khud hee to kaha aap nay k baaton ki nahin amal ki zarurat hay ...............per hum amal k liey kisi superman ki talash mein rehtay hain


              Sorry saraah ka thread to kahein aur hee chala gaya ..........aapki baat pakr lii humnay
              :) Bibi - meri himmat, merey alfaaz, meri sochein, merey khiyalat to kabh key faut ho chukey hain - ab agar main bak bak karta hoon to shayid is liyey keh raha nahin jata - aik karb hai jo bar bar dil ko stata hai - aur usi karb mein kuchh bak jata hoon - woh kaisey Chachey Ghalib ney kaha tha keh...

              bak raha hoon junoon mein janey kya kya
              khuda karey koi na samjha karey koi
              .....

              zindgiyon mein magan hona aur zindagi ko shartan jeena do mukhtalif batein hai - insaan kis haal mein jii raha hai, woh janta hai - phir baat wohi aa jati hai - jis per beet rahi ho wohi janta hai - jis tan beeti o tan jaaney hor na janey koi :)
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • #52
                Re: *میری طرف سے بھی آزادی مبارک*

                Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                agar yeh baat hai to phir no.2 aur 4 he reh jati haiN :shyy:, kioN kay siasi party ki bhi allow nahe haiN, haiN na :fight:
                siasi parties ka Admin say pouchian lekan khoon kharaby wali allow nahi hai
                اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                Comment


                • #53
                  Re: *میری طرف سے بھی آزادی مبارک*

                  Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                  aje aagay bhi farmaya hai

                  Ek be'misal sarmaya......
                  to nay apnay hath say ganwaya :shyy:
                  saath yeh bhi aakhiya hai:

                  hoon jhooth na bol menu sohn dey
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • #54
                    Re: *میری طرف سے بھی آزادی مبارک*

                    Originally posted by Masood View Post
                    woh kaisey Chachey Ghalib ney kaha tha keh...

                    bak raha hoon junoon mein janey kya kya
                    khuda karey koi na samjha karey koi
                    .....
                    ajee bakna no problem, par bako to theek :shyy:

                    bak raha hooN junooN maiN janay kia kia,
                    kuch na samjhay khuda karay koi
                    That's Enough...!!

                    Comment


                    • #55
                      Re: *میری طرف سے بھی آزادی مبارک*

                      Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                      ajee bakna no problem, par bako to theek :shyy:

                      bak raha hooN junooN maiN janay kia kia,
                      kuch na samjhay khuda karay koi
                      bas dekh ley ab to bakna bhi bhool geya hoon :dance5::dance5:
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • #56
                        Re: *میری طرف سے بھی آزادی مبارک*

                        Originally posted by Masood View Post
                        bas dekh ley ab to bakna bhi bhool geya hoon :dance5::dance5:
                        to phir bakna lazmi hai kia :shyy:
                        That's Enough...!!

                        Comment


                        • #57
                          Re: *میری طرف سے بھی آزادی مبارک*

                          Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                          to phir bakna lazmi hai kia :shyy:
                          Merey Chachey ji farmatey hain:

                          chhoot'ti nahin hai kaafir munh ko lagi hui :tunn::tunn::tunn:
                          Last edited by Masood; 7 August 2009, 23:25.
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment


                          • #58
                            Re: *میری طرف سے بھی آزادی مبارک*

                            Originally posted by Masood View Post
                            Merey Chachey ji farmatey hain:

                            chhoot'ti nahin hai kaafir munh ko lagi hui :tunn::tunn::tunn:
                            chal fair maiN aik thread lagata hoon dono bhai (apnay apnay bhaioN kay 372-haha) wahan baktay haiN, hun aaja uthay :fight:
                            That's Enough...!!

                            Comment


                            • #59
                              Re: *میری طرف سے بھی آزادی مبارک*

                              Originally posted by Masood View Post
                              :) Bibi - meri himmat, merey alfaaz, meri sochein, merey khiyalat to kabh key faut ho chukey hain - ab agar main bak bak karta hoon to shayid is liyey keh raha nahin jata - aik karb hai jo bar bar dil ko stata hai - aur usi karb mein kuchh bak jata hoon - woh kaisey Chachey Ghalib ney kaha tha keh...

                              bak raha hoon junoon mein janey kya kya
                              khuda karey koi na samjha karey koi
                              ....
                              me nay zaati zindagee ko discuss nahin kiya ....haan bas ye poochna chaha hay k apni base per siwaey hum logon nay tanqeed karnay .....ungliyan uthha k ponit karnay k elawa aissa kya kiya hay jo hum tanqeed ka haq rakheiN...........

                              aik mazdoor hay na wo panay haathon se aik chhoti se deewar taameer karta hay to jaanta hay k us nay issay kis terha se banaya , kahan khami ho saktii hay , aur wo khami kis terha se durust hogi..........us ki nisbat raah chaltay huey ussay sirf ungli uthha k ghaltiyan point kerwa saktay hain bas aur kuch bhi nahin.......aur hum logon ki misaal shayad kuch aisee hee hay.....
                              n aap inqelaab ki batein kijiey beddar kijiey logoN ko its very good ......is mein koi mazaiqa nahin plz is terha say nahin k un baton ki badaulat inqelaab to aaey na haan BAAGHI zarur peda honay lag jaen
                              sigpic

                              Comment


                              • #60
                                Re: *میری طرف سے بھی آزادی مبارک*

                                Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                                chal fair maiN aik thread lagata hoon dono bhai (apnay apnay bhaioN kay 372-haha) wahan baktay haiN, hun aaja uthay :fight:
                                Woh Khud'BARKING wala thread na?
                                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                                Comment

                                Working...
                                X