Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Irritation

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Irritation

    Originally posted by unity View Post
    mujhe bhi ye baten had se zeada irritate karti hen372-scare
    372-scare waqai?
    Finding truth - Finding love
    These diamonds sparkle from lights above

    Lorraine Venner

    Comment

    • #32
      Re: Irritation

      Originally posted by Almas View Post
      aray wah:khi:...ye to' aap nay milawat kiye baghair 100% sach boal dia woh bhi khudii...aap to' baray shareef bachay hai'n:khi:

      :clap:

      Comment

      • #33
        Re: Irritation

        Originally posted by MSA View Post

        Comment

        • #34
          Re: Irritation

          Originally posted by mano_billi View Post
          aik billi moti taazi thi jo maze se ding dong khati thi:slap:

          Comment

          • #35
            Re: Irritation

            Originally posted by unity View Post
            mujhe bhi ye baten had se zeada irritate karti hen372-scare
            phir aap kaisye react kartey hain...

            Comment

            • #36
              Re: Irritation

              Originally posted by Almas View Post
              interesting iss liye kyun k apki baat say muje aik sahab yaad agaye jo discussion ko bhi 'fazool behes' kahtay hai'n:khi: aur ham sab ko tab bari chirh hoti hay k inn uncle ko kaisay samjhayein:donno:
              :khi:
              to behter hia aap un ko 'behs' or "fazool behs" me faraq samjaney k liye koshish karen...agar wo is is discussion ko pasand karen to... :khi:

              Comment

              • #37
                Re: Irritation

                :embarasse
                Originally posted by Almas View Post
                372-scare waqai?
                ji
                Originally posted by Darwaish View Post
                phir aap kaisye react kartey hain...
                in cheezon se door hone ki koshish:embarasse

                Comment

                • #38
                  Re: Irritation

                  Originally posted by saraah View Post
                  waalikum aslam alman
                  pehli baar aap se baat ho rahi hai :)

                  net pe irritation sirf tab hoti hai jab matlooba kaam na ho raha ho....

                  real life me ......
                  koi chez apni jaga pe na parri ho
                  logon ki be asooliyaan
                  waqt pe kahin na pohanchna kisi ka
                  aur apna waqt se b pehlay kabhi kabhar pohanch jana :lol
                  sab se zayda logo ki illogical soch irritate krti hai
                  aur b kafi kuch hoga ..yaad nae aarha :rose
                  bus mujhy bhi yehi baat sab se ziyada irritate karti hy aur real life main intizaar karna bohat bura lagta hy aur kisi bhi kaam main koi rukawat aay to irritation hoti hy . . .
                  ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                  Comment

                  • #39
                    Re: Irritation

                    Originally posted by Almas View Post
                    Asalam-o-alaikum:rose

                    Usually, irritation:fuming: aik aisi cheez hay jo har insan face karta hay kisi na kisi wajah say...either in real life or virtual life.

                    For example, muje sakht irritation hoti hay:fuming: jab koi kisi member ko ignore karay ya uskay replies ka jawab na day even agar uskay thread mai'n reply kia ho:fuming:...I mean it's not good manners agar aap kisi ko ignore karai'n, even though ye internet life hay:)...kyun k koi sensitive insaan hurt bhi hosakta hay...husn-e-ikhlaaq hee insan ko haseen karta hay, naakay surface per beauty ya apki lambi choari pyari baatain aur philosophies!!!

                    Aur muje iss baat say bohat irritation hoti hay k loag, internet par a'kar ye samjhtay hai'n k woh moo' phatt hokar kuch bhi keh saktay hai'n, baywaqoof loag!! qabar mai'n to' sab nay jana hay, Khuda say darna chahiye...of course koi apka nahi bigharh sakta net par:donno:, but Allah to' har waqt daikh raha hay na!:)

                    To' ye kahani sunanay ka maqsad bore karna nahi, but ye poochna apko kaun si aisi baat irritate karti hay:fuming:...real life or net life mai'n?

                    Muje to' bohat sari karti hai'n but aik kafi hay abhi k liye!:embarasse And kaisay aap aisi irritating situation ka samna kartay hai'n?
                    walaikum salam Almas...
                    kabhi kabhi pata nahi kuch baatoN pe nahi likh saktey hein .... I really wanted to share that big list ... wo sab kuch jo mujhey bohot irritate kerta hai magar .... mey sirf ye kahun gi k aaj kal mujhey her cheez irritate kerti hai .....itni ziada k see sirf un ko socho bhi tau sahih ka ghussa aa jata hai :fuming: ... itna k could not write anything here ....

                    thora sa damagh calm down ho :$ phir inshAllah zaroor reply ker dun gi :rose
                    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                    Comment

                    • #40

                      chalakie tum ai aur chali bhi gai inay ghusay mai kiun ho yar372-shockme ko tu dar lag rhaa ha u se372-scare

                      Comment

                      • #41
                        Re: Irritation

                        Originally posted by MSA View Post

                        keechar me pao'n dalne se keecher ka kuch nahi bigarta

                        kher me ko buhat ghussa aata he personally jub koi mujhay ignore kure...lekin ajj kal wo bhi nahi araha......munphut jawab dene pe pata nahi kyun nahi aata....

                        372-shock372-haha372-haha372-haha

                        Comment

                        • #42
                          Re: Irritation

                          :pagal:

                          Comment

                          • #43
                            Re: Irritation

                            Originally posted by MSA View Post
                            :pagal:

                            Comment

                            • #44
                              Re: Irritation

                              Originally posted by aabi2cool View Post
                              bus mujhy bhi yehi baat sab se ziyada irritate karti hy aur real life main intizaar karna bohat bura lagta hy aur kisi bhi kaam main koi rukawat aay to irritation hoti hy . . .
                              Sabr karnay say sab kuch mil jaata hay:rose
                              Originally posted by Xai View Post
                              walaikum salam Almas...
                              kabhi kabhi pata nahi kuch baatoN pe nahi likh saktey hein .... I really wanted to share that big list ... wo sab kuch jo mujhey bohot irritate kerta hai magar .... mey sirf ye kahun gi k aaj kal mujhey her cheez irritate kerti hai .....itni ziada k see sirf un ko socho bhi tau sahih ka ghussa aa jata hai :fuming: ... itna k could not write anything here ....

                              thora sa damagh calm down ho :$ phir inshAllah zaroor reply ker dun gi :rose
                              awww:rose
                              take it easy! I understand, life itself bohat irritating hoti hay k banda aab kaun kaun si baat point out karay, but anyway will be waiting for ur list:rose

                              Originally posted by Fairy View Post
                              chalakie tum ai aur chali bhi gai inay ghusay mai kiun ho yar372-shockme ko tu dar lag rhaa ha u se372-scare
                              :khi:
                              yara aik to' aap khud ghayeib hai'n, aur ye aap ms. fairy kab say ban gayii'n:khi: apko wings kab lagay?:khi:

                              waisay ghussay mai'n nahi thi, abb muje ghussa nahi aata
                              :eye:
                              Last edited by Almas; 17 June 2009, 15:41.
                              Finding truth - Finding love
                              These diamonds sparkle from lights above

                              Lorraine Venner

                              Comment

                              • #45
                                Re: Irritation

                                Originally posted by MSA View Post
                                :pagal:
                                :khi: khairiat to' hay, apnay haseen balo'n par zulm kyun kar'rahay hai'n?
                                Finding truth - Finding love
                                These diamonds sparkle from lights above

                                Lorraine Venner

                                Comment

                                Working...
                                X