Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Irritation

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Irritation

    Originally posted by yusufzai_khan View Post
    well described topic.. great sharing ..keep it up
    thanks but do share ur ideas as well...I'll be waiting:rose
    Finding truth - Finding love
    These diamonds sparkle from lights above

    Lorraine Venner

    Comment


    • #17
      Re: Irritation

      Originally posted by Masood View Post
      :lahoul
      :D relax!

      :khi:
      Finding truth - Finding love
      These diamonds sparkle from lights above

      Lorraine Venner

      Comment


      • #18
        Re: Irritation

        Originally posted by Masood View Post
        Wa allaikum salaam Almas

        Irritation kaii tareeqon sey ho sakti hai.Mujhey irritation us waqt hoti hai jab workplace per kisi doosrey bandey/department/business process ki wajah sey mera kaam ruk jata hai, ya mujhey intizaar karna parrta hai. Mujhey kaam mein deri per bohat sakht irritation hoti hai....
        first of all, thanks for ur replies:rose
        har cheez ki wajah hoti hay. jaisay koi kaam ka ruk jaanay ki...kaam mai'n delay kis ko pasand hota hay but kabhi kabhar kuch cheezai'n hoti hii lainj:khi: aur kabhi kabhi kuch loag bhi lainj hotay hai'n:khi:
        anyway, waqai sakht irritation hoti hay, but sabr karna parta hay..sabr k baghair I don't think insaan survive kar sakta hay!:)


        Originally posted by Masood View Post
        Koi meri postings per reply karey ya na karey, koi merey thread mein reply karey ya na karey mujhey is sey qatan qatan koi sarokaar nahin. I personally dont need reply!

        Amooman ziayda irritation us waqt hoti ha jab koi wadah kar key poora na karey, jab koi apni zid per qayim rahey aur kisi ki sachi baat ko bhi na manein... yeh batein irritation ki buniyad banti hain...
        I think irritation tab paidah hoti hay jab aik banda dosray banday ki zarurat/ehsas ko na samjhay...jaisay aap k liye aur kaii loago'n k liye waday ko poora karna bohat ehmiat rakhta hay...meaning honoring one's words...but jo loag inn baato'n ko ehmiat nahi daitay woh wada bhi nahi poora kartay...at the same time, apko aur ham sabko samjhna chahiye k loag wada kyun nahi poora kartay...kia koi majboori thi? ya unki adat hay wada na poora karna? agar adat hay to' koi nayii baat nahi, it was expected. aur agar majboori thi, to' u can't blame them...majboori mai'n insan bohat kuch aisay kaam karta hay jo woh kabhi na karay agar majboori na ho:)

        ziddi loago'n ko aik baar danday say theek karna chahiye:khi: kyun k zidd aik la'ilaaj marz hay:khi:
        Finding truth - Finding love
        These diamonds sparkle from lights above

        Lorraine Venner

        Comment


        • #19
          Re: Irritation

          Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
          mujhay to kisi baat par ghusa nahe aata :donno:

          aur baqi bataiN MSA kar chuka hai wohe meri taraf say bhi haiN :lpop:
          acha? but I don't believe you:lpop:
          according to law of human nature, har insaan ko ghussa aata hay:khi:apko pata hay aap aisa keh kar kia prove kar'rahay hai'n?:khi:
          anyway, jiskay dil mai'n pyar hota hay usko ghussa bhi aata hay, and vice versa. so, abb kia apnay baar mai'n yehi khyal hay?:khi:

          baaqi kaun kaun si baatain? :khi:cheating nahi acha:na:
          Last edited by Almas; 9 June 2009, 03:48.
          Finding truth - Finding love
          These diamonds sparkle from lights above

          Lorraine Venner

          Comment


          • #20
            Re: Irritation

            Originally posted by Darwaish View Post
            wa lekum salam...

            very nice topic... or me aap ki baat sey 100% agree karta hon... ham baaz oqat ye khayal nahi kartey k hamari wajah sey koi hurt ho gaya hia...shayed isliye b ham doosrey bandey ko dekh nahi rahey hotey...or isliye b k ham aksar apney kahey howey alfaz per ghor nahi kartey...

            anyways...we should try avoid irritating or hurting others by our attitude... or iska behtreen tareeqa ye hia k zehn me ye baat bitha leni chaye k Allah dekh raha hai...

            or jo real life me muje baat irritate karti hia wo loud bolna, fazool behs karna or bad'tameezi karna...
            thanks for agreeing and for ur reply:rose

            of course, Allah ka khoaf agar hota ham sab ko, to' shayad iss dunia mai'n jo loag hai'n unkay behaviour mai'n itni negativity na hoti :)

            loud bolna...aaj kal muje ye bohat irritate kar'rahi hay...kyun k loud bolnay say kuch hasil nahi hota, sirf dimagh thak jaata hay aur dosray ko aap agar convince kar'rahay hai'n, uski bhi patience khatam hojati hay.

            fazool behas:khi: hmm, interesting, buss yehi kahungi:khi:

            of course bad'tameez loago'n ki koi jagah nahi iss dunia mai'n...koi bhi aisay loago'n ko nahi pasand karta:) but I've noticed agar bad'tameez loago'n k sath narmi say baat karo, patience show karo, to' woh bhi sahi hojata hay...because 2 wrongs never make a right...:)
            Finding truth - Finding love
            These diamonds sparkle from lights above

            Lorraine Venner

            Comment


            • #21
              Re: Irritation

              :blush: g impressive? kia karoo'n but muje sharam bohat jaldi aati hay, but :jazak:for the kind words sis:rose but ye hay na kay agar words k sath sath amal bhi ho to' aur kia chahiye? dua kijye ga k amal mai'n bhi farq aye kyun k baatai'n to' sab bana laitay hai'n aur mainay bhi banani seekh hee lii'n hai'n abb:)

              Originally posted by *Rida* View Post
              karnay walay hi bata saktay hain woh aisa kiun kartay hain....
              mujhay real life mein jo baat irriatate karti hai.... woh hai aik hi baat ko baar baar dohrana.....ya fozzzol behes karna.....fozzol behes mujhay net per bhi achi nahin lagti... main hamesha bachnay ki koshish karti hoon.......)
              yes, fazool behes muje bhi chiraati hay...especially net par, but kia karai'n kuch loago'n ki hobby hoti hay:khi: aap aisay loago'n ko shoaq poora karnay daina chahiye:khi:
              but I believe k mazaq bhi kabhi kabhar hadd say bahir nikal jaata hay, so apni haddo'n ko yaad rakhna chahiye kyun mazaq aur bad'tameezi mai'n bohat thin line hay, kisi waqt bhi aap bad'tameezi k zone mai'n hosaktay hai'n:)


              Originally posted by *Rida* View Post
              2. net per kuch loag buht ajeeb react kartay hian... jo hamari samajh mein nahin aata...yeh cheez shro mein thora irriate karti hai....lakin yehi baat thori beneficial bhi sabit hoti hai ....is tarah keh loagoN ki pehchan ho jati hai....jo hamain jaan bojh kar takleef pohchaien ya irritate karin woh bhala ham say sincere kaisay ho saktay hain...is liye main thora hurt honay kay bad is result tak pohanchti hoon ..... aisi batoon ko ignor karna hi behter hai....aisi batain is qabil nahin keh ham un per tawaju dain aur apni jaan halkan karin...(yeh aap ki second baat ka bhi solution ho sakta hai :))
              zabardast aur positive solution:thmbup:
              aap bilkul sahi keh rahi hai'n, dunia mai'n burayii hamai'n sikhaati hay k achayi kia hay...aur achayii ko burayii say differentiate karna seekhati hay...mai'n to' kehti hoo'n jo loag hurtful behave kartay hai'n, hamain unko shukria ada karna chahiye :khi: because har pain sehnay say hamain sawab milay ga:khi:

              but seriously, so far...aap nay bohat positive baat ki:thmbup: Allah ham sab k zehno' ko khoalay aur sabr karnay wala banaye.Ameen.
              Finding truth - Finding love
              These diamonds sparkle from lights above

              Lorraine Venner

              Comment


              • #22
                Re: Irritation

                Originally posted by mano_billi View Post
                baht acha topic he
                aww thank you dearest teddy



                Originally posted by mano_billi View Post

                mjhe irritation tab hoti he jab me kisi se hans ke bat kar rahi hu or woh agay se sara hua mu bana ke jawab de ya koi aisi baat kar jaye tab bhee me hansti rehti hu ... likin mjhe ander se baht bura feel hota he ...
                awww...you're right, but sis jab aisa ho na to' socha karo k shayad uss banday ka din bura guzra ho? uskay sath koi masla ho issliye woh sara wa hay? kyun k waqai..it's my personal experience k jab maira mood acha na ho ya mai'n udaas hoo'n to' agar koi mairay sath mazaq karay to' mai'n sarri wi behave karti hoo'n:khi: kyun k ye maira izhar hay dosray ko batanay ka k "mai'n pareshan hoo'n, comfort me!"...but u r right, bohat sakh dukh hota hay jab aisa ho...:)



                Originally posted by mano_billi View Post
                or mjhe tab irritation hoti he jab koi kisi masoom se ya apne se chote se badtamizi kare ya usay buri tarah treat kare tab me bardasht nahi karti or khub larti hu woh bhee insan hein or har insaan ki self respect hoti he ... mjhe koi kuch bhe kahe likin kisi aise pe zulm me bardasht nahi karti jo bol na sakta ho
                BILKUL! chahay omar mai'n chotay ho'n ya rutbay mai'n...(as in servants ho'n)...agar sab Allah nay insaan ki toar par paida kia hay...to' hamain ko haq nahi k unkay rights ko cheenai'n aur unko neecha dikhayei'n!
                kuch omar ki wajah say nahi agay say boal saktay...jaisay bachay...aur kuch jaisay servants/ya aapka colleague jo aap say neechi post par ho nahi boal sakta...to' I think aap nay bohat valuable point raise kia hay:thmbup:
                Thanks for ur comments sis:rose
                Finding truth - Finding love
                These diamonds sparkle from lights above

                Lorraine Venner

                Comment


                • #23
                  Re: Irritation

                  Originally posted by saraah View Post
                  waalikum aslam alman
                  pehli baar aap se baat ho rahi hai :)

                  net pe irritation sirf tab hoti hai jab matlooba kaam na ho raha ho....

                  real life me ......
                  koi chez apni jaga pe na parri ho
                  logon ki be asooliyaan
                  waqt pe kahin na pohanchna kisi ka
                  aur apna waqt se b pehlay kabhi kabhar pohanch jana :lol
                  sab se zayda logo ki illogical soch irritate krti hai
                  aur b kafi kuch hoga ..yaad nae aarha :rose
                  it's my greatest honour k aap say baat horahi hay g, first of all, thanks for your valuable comments:rose

                  muje agar irritation hoti hay (jo bohat extreme par), woh hay jab koi waqt ki kadr na karay...jab late pohanchay chahay professional setting ho ya koi dawat hee kyun na ho...late loag muje sakh irresponsible lagtay hai'n...aur waqai iss category k loago'n k sath I lose my patience!

                  but waqt say pehlay pohanchnay par irritate na huwa karai'n kyun k ye masla mairay sath bhi hay:khi:aur bohat ziada hay:khi:

                  as for illogical soach sis, har insan ki different logic hoti hay..hamai'n aik dosray k opinions sun'na chahiye chahay jitnay bhi illogical ho'n..aur irritate nahi hona chahiye kyun k kabhi kabhi kuch baato'n mai'n ba'zahiri toar par logic to' nazar nahi aati, magar it turns out..k woh baat bhi practical aur sahi hay...of course aap mujh say ziada janti hongi but mainay ye experience kia hay k illogical soach walay phir next time logical baat share karnay say bhi ghabraatay hai'n and if you're working in a team for an event...jiss mai'n raye' ki zarurat ho' to' ye bohat nuqsaan day hosakta hay:) even agar for example aap shadi k liye prepare kar'rahay ho'n tab bhi preparations k liye ra'ye ki zarurat parti hay...aur tab bohat disagreements bhi hoti hai'n:khi:
                  Finding truth - Finding love
                  These diamonds sparkle from lights above

                  Lorraine Venner

                  Comment


                  • #24
                    Re: Irritation

                    Originally posted by Almas View Post
                    :blush: g impressive? kia karoo'n but muje sharam bohat jaldi aati hay, but :jazak:for the kind words sis:rose but ye hay na kay agar words k sath sath amal bhi ho to' aur kia chahiye? dua kijye ga k amal mai'n bhi farq aye kyun k baatai'n to' sab bana laitay hai'n aur mainay bhi banani seekh hee lii'n hai'n abb:)


                    yes, fazool behes muje bhi chiraati hay...especially net par, but kia karai'n kuch loago'n ki hobby hoti hay:khi: aap aisay loago'n ko shoaq poora karnay daina chahiye:khi:
                    but I believe k mazaq bhi kabhi kabhar hadd say bahir nikal jaata hay, so apni haddo'n ko yaad rakhna chahiye kyun mazaq aur bad'tameezi mai'n bohat thin line hay, kisi waqt bhi aap bad'tameezi k zone mai'n hosaktay hai'n:)



                    zabardast aur positive solution:thmbup:
                    aap bilkul sahi keh rahi hai'n, dunia mai'n burayii hamai'n sikhaati hay k achayi kia hay...aur achayii ko burayii say differentiate karna seekhati hay...mai'n to' kehti hoo'n jo loag hurtful behave kartay hai'n, hamain unko shukria ada karna chahiye :khi: because har pain sehnay say hamain sawab milay ga:khi:

                    but seriously, so far...aap nay bohat positive baat ki:thmbup: Allah ham sab k zehno' ko khoalay aur sabr karnay wala banaye.Ameen.
                    jin kay qoul aur fa'el mein tazad hota hai un ki bat mein koi asar nahin hota.... loag consider karnay kay bajaye aik kaan say suntay dosray say nikal daitay hain......aur main aap say itni khush gumaan hoon... ya feel karti hoon... keh loag aap ki baat ko consider kartay hain....
                    mujhay nahin maloom main nay forum per kabhi kaha hai ya nahin mairi same yehi soch hai ....keh aisay loagooN ka thanks kehna chahiye ....:D:.....:cute:
                    For New Designers
                    وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                    Comment


                    • #25
                      Re: Irritation

                      Originally posted by Almas View Post
                      thanks for agreeing and for ur reply:rose

                      of course, Allah ka khoaf agar hota ham sab ko, to' shayad iss dunia mai'n jo loag hai'n unkay behaviour mai'n itni negativity na hoti :)

                      loud bolna...aaj kal muje ye bohat irritate kar'rahi hay...kyun k loud bolnay say kuch hasil nahi hota, sirf dimagh thak jaata hay aur dosray ko aap agar convince kar'rahay hai'n, uski bhi patience khatam hojati hay.
                      ji bilkul...

                      fazool behas:khi: hmm, interesting, buss yehi kahungi:khi:
                      fazool chezen b interesting hoti hian kya... :mm:

                      of course bad'tameez loago'n ki koi jagah nahi iss dunia mai'n...koi bhi aisay loago'n ko nahi pasand karta:) but I've noticed agar bad'tameez loago'n k sath narmi say baat karo, patience show karo, to' woh bhi sahi hojata hay...because 2 wrongs never make a right...:)
                      Yes... me b yahi soch kar khamosh rehta hon ya atleast wese paish nahi hota kyon k is sey baat sulajhney k bajaye mazeed ulajh jati hia... :s

                      Comment


                      • #26
                        Re: Irritation

                        Originally posted by Almas View Post
                        thanks:)


                        g keh to' aap sahi rahay hai'n:rose
                        but I've seen it happening intentionally...muje lagta hay ham sab ko real life aur net life mai'n more open hona chahiye...ziada friendly (hadd mai'n reh kar of course) aur jo bhi naya member banay...chahay apkay office mai'n new colleague ho, ya class/forum par naya banda..usko comfortable feel karwana chahiye...aur mairay liye ghalat kisam k behaviour k liye koi excuse nahi g...kyun k hamai'n sensitive hona chahiye...sirf apnay liye nahi , dosro'n k liye bhi:)
                        (sorry for the lecture:khi:)
                        bat to theakh he....
                        per phir aisai logo aksur dhoka bhi kha jate he:D


                        :khi:aap kisi k sath acha bartaao uskay shareef honay par karaingay kia?
                        pls yaad rakhiye...everyone deserves good behaviour chahay woh dunia ka sab say bara criminal hee kyun na ho...:)
                        mene pg ki bat ki thi...zarori nahi k jo on board sub k samne ho raha ho wahi sach ho...back ground me bhi buhat kuch ho sakta he jis se 3rd person waqif nahi hota aur kisi bunde ka rude hone ka guess laga leta he..


                        apko issliye nahi aata ghussa kyun k apko adat hogayi hay..it's normal..aajkal k loag dono net life aur real life mai'n , 'moo'nphat' hogaye hai'n g:)
                        but just because dosray aisa hain, aap aisa na hojana:na:
                        thanks for ur wonderful reply:rose
                        aaho mein bachpun se hi buhat dheet waqae huwa ho:kr:

                        Comment


                        • #27
                          Re: Irritation

                          Originally posted by Darwaish View Post
                          wa lekum salam...

                          very nice topic... or me aap ki baat sey 100% agree karta hon... ham baaz oqat ye khayal nahi kartey k hamari wajah sey koi hurt ho gaya hia...shayed isliye b ham doosrey bandey ko dekh nahi rahey hotey...or isliye b k ham aksar apney kahey howey alfaz per ghor nahi kartey...

                          anyways...we should try avoid irritating or hurting others by our attitude... or iska behtreen tareeqa ye hia k zehn me ye baat bitha leni chaye k Allah dekh raha hai...

                          loud bolna, fazool behs karna or bad'tameezi karna...
                          mujhe bhi ye baten had se zeada irritate karti hen372-scare

                          Comment


                          • #28
                            Re: Irritation

                            Originally posted by *Rida* View Post
                            jin kay qoul aur fa'el mein tazad hota hai un ki bat mein koi asar nahin hota.... loag consider karnay kay bajaye aik kaan say suntay dosray say nikal daitay hain......aur main aap say itni khush gumaan hoon... ya feel karti hoon... keh loag aap ki baat ko consider kartay hain....
                            mujhay nahin maloom main nay forum per kabhi kaha hai ya nahin mairi same yehi soch hai ....keh aisay loagooN ka thanks kehna chahiye ....:D:.....:cute:
                            thanks g

                            acha sachi?:khi:
                            itni same soach? :eye:kahi'n ham bichri wi behnai'n to' nahi?teddy
                            Finding truth - Finding love
                            These diamonds sparkle from lights above

                            Lorraine Venner

                            Comment


                            • #29
                              Re: Irritation

                              Originally posted by Darwaish View Post
                              ji bilkul...


                              fazool chezen b interesting hoti hian kya... :mm:


                              Yes... me b yahi soch kar khamosh rehta hon ya atleast wese paish nahi hota kyon k is sey baat sulajhney k bajaye mazeed ulajh jati hia... :s
                              interesting iss liye kyun k apki baat say muje aik sahab yaad agaye jo discussion ko bhi 'fazool behes' kahtay hai'n:khi: aur ham sab ko tab bari chirh hoti hay k inn uncle ko kaisay samjhayein:donno:
                              Finding truth - Finding love
                              These diamonds sparkle from lights above

                              Lorraine Venner

                              Comment


                              • #30
                                Re: Irritation

                                Originally posted by MSA View Post
                                bat to theakh he....
                                per phir aisai logo aksur dhoka bhi kha jate he:D



                                mene pg ki bat ki thi...zarori nahi k jo on board sub k samne ho raha ho wahi sach ho...back ground me bhi buhat kuch ho sakta he jis se 3rd person waqif nahi hota aur kisi bunde ka rude hone ka guess laga leta he..



                                aaho mein bachpun se hi buhat dheet waqae huwa ho:kr:
                                aray wah:khi:...ye to' aap nay milawat kiye baghair 100% sach boal dia woh bhi khudii...aap to' baray shareef bachay hai'n:khi:

                                :clap:
                                Finding truth - Finding love
                                These diamonds sparkle from lights above

                                Lorraine Venner

                                Comment

                                Working...
                                X