Asalam-o-alaikum:rose
Usually, irritation:fuming: aik aisi cheez hay jo har insan face karta hay kisi na kisi wajah say...either in real life or virtual life.
For example, muje sakht irritation hoti hay:fuming: jab koi kisi member ko ignore karay ya uskay replies ka jawab na day even agar uskay thread mai'n reply kia ho:fuming:...I mean it's not good manners agar aap kisi ko ignore karai'n, even though ye internet life hay:)...kyun k koi sensitive insaan hurt bhi hosakta hay...husn-e-ikhlaaq hee insan ko haseen karta hay, naakay surface per beauty ya apki lambi choari pyari baatain aur philosophies!!!
Aur muje iss baat say bohat irritation hoti hay k loag, internet par a'kar ye samjhtay hai'n k woh moo' phatt hokar kuch bhi keh saktay hai'n, baywaqoof loag!! qabar mai'n to' sab nay jana hay, Khuda say darna chahiye...of course koi apka nahi bigharh sakta net par:donno:, but Allah to' har waqt daikh raha hay na!:)
To' ye kahani sunanay ka maqsad bore karna nahi, but ye poochna apko kaun si aisi baat irritate karti hay:fuming:...real life or net life mai'n?
Muje to' bohat sari karti hai'n but aik kafi hay abhi k liye!:embarasse And kaisay aap aisi irritating situation ka samna kartay hai'n?

Comment