Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Irritation
Collapse
X
-
Re: Irritation
Originally posted by Almas View Postinteresting iss liye kyun k apki baat say muje aik sahab yaad agaye jo discussion ko bhi 'fazool behes' kahtay hai'n:khi: aur ham sab ko tab bari chirh hoti hay k inn uncle ko kaisay samjhayein:donno:
to behter hia aap un ko 'behs' or "fazool behs" me faraq samjaney k liye koshish karen...agar wo is is discussion ko pasand karen to... :khi:
Comment
-
Re: Irritation
Originally posted by saraah View Postwaalikum aslam alman
pehli baar aap se baat ho rahi hai :)
net pe irritation sirf tab hoti hai jab matlooba kaam na ho raha ho....
real life me ......
koi chez apni jaga pe na parri ho
logon ki be asooliyaan
waqt pe kahin na pohanchna kisi ka
aur apna waqt se b pehlay kabhi kabhar pohanch jana :lol
sab se zayda logo ki illogical soch irritate krti hai
aur b kafi kuch hoga ..yaad nae aarha :roseساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا
Comment
-
Re: Irritation
Originally posted by Almas View PostAsalam-o-alaikum:rose
Usually, irritation:fuming: aik aisi cheez hay jo har insan face karta hay kisi na kisi wajah say...either in real life or virtual life.
For example, muje sakht irritation hoti hay:fuming: jab koi kisi member ko ignore karay ya uskay replies ka jawab na day even agar uskay thread mai'n reply kia ho:fuming:...I mean it's not good manners agar aap kisi ko ignore karai'n, even though ye internet life hay:)...kyun k koi sensitive insaan hurt bhi hosakta hay...husn-e-ikhlaaq hee insan ko haseen karta hay, naakay surface per beauty ya apki lambi choari pyari baatain aur philosophies!!!
Aur muje iss baat say bohat irritation hoti hay k loag, internet par a'kar ye samjhtay hai'n k woh moo' phatt hokar kuch bhi keh saktay hai'n, baywaqoof loag!! qabar mai'n to' sab nay jana hay, Khuda say darna chahiye...of course koi apka nahi bigharh sakta net par:donno:, but Allah to' har waqt daikh raha hay na!:)
To' ye kahani sunanay ka maqsad bore karna nahi, but ye poochna apko kaun si aisi baat irritate karti hay:fuming:...real life or net life mai'n?
Muje to' bohat sari karti hai'n but aik kafi hay abhi k liye!:embarasse And kaisay aap aisi irritating situation ka samna kartay hai'n?
kabhi kabhi pata nahi kuch baatoN pe nahi likh saktey hein .... I really wanted to share that big list ... wo sab kuch jo mujhey bohot irritate kerta hai magar .... mey sirf ye kahun gi k aaj kal mujhey her cheez irritate kerti hai .....itni ziada k see sirf un ko socho bhi tau sahih ka ghussa aa jata hai :fuming: ... itna k could not write anything here ....
thora sa damagh calm down ho :$ phir inshAllah zaroor reply ker dun gi :rose" Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "
Comment
-
Re: Irritation
Originally posted by Almas View PostAsalam-o-alaikum:rose
Usually, irritation:fuming: aik aisi cheez hay jo har insan face karta hay kisi na kisi wajah say...either in real life or virtual life.
For example, muje sakht irritation hoti hay:fuming: jab koi kisi member ko ignore karay ya uskay replies ka jawab na day even agar uskay thread mai'n reply kia ho:fuming:...I mean it's not good manners agar aap kisi ko ignore karai'n, even though ye internet life hay:)...kyun k koi sensitive insaan hurt bhi hosakta hay...husn-e-ikhlaaq hee insan ko haseen karta hay, naakay surface per beauty ya apki lambi choari pyari baatain aur philosophies!!!
Aur muje iss baat say bohat irritation hoti hay k loag, internet par a'kar ye samjhtay hai'n k woh moo' phatt hokar kuch bhi keh saktay hai'n, baywaqoof loag!! qabar mai'n to' sab nay jana hay, Khuda say darna chahiye...of course koi apka nahi bigharh sakta net par:donno:, but Allah to' har waqt daikh raha hay na!:)
To' ye kahani sunanay ka maqsad bore karna nahi, but ye poochna apko kaun si aisi baat irritate karti hay:fuming:...real life or net life mai'n?
Muje to' bohat sari karti hai'n but aik kafi hay abhi k liye!:embarasse And kaisay aap aisi irritating situation ka samna kartay hai'n?
chalakie tum ai aur chali bhi gai inay ghusay mai kiun ho yar372-shockme ko tu dar lag rhaa ha u se372-scare
Comment
-
Re: Irritation
Originally posted by MSA View Post
keechar me pao'n dalne se keecher ka kuch nahi bigarta
kher me ko buhat ghussa aata he personally jub koi mujhay ignore kure...lekin ajj kal wo bhi nahi araha......munphut jawab dene pe pata nahi kyun nahi aata....
372-shock372-haha372-haha372-haha
Comment
-
Re: Irritation
Originally posted by aabi2cool View Postbus mujhy bhi yehi baat sab se ziyada irritate karti hy aur real life main intizaar karna bohat bura lagta hy aur kisi bhi kaam main koi rukawat aay to irritation hoti hy . . .
Originally posted by Xai View Postwalaikum salam Almas...
kabhi kabhi pata nahi kuch baatoN pe nahi likh saktey hein .... I really wanted to share that big list ... wo sab kuch jo mujhey bohot irritate kerta hai magar .... mey sirf ye kahun gi k aaj kal mujhey her cheez irritate kerti hai .....itni ziada k see sirf un ko socho bhi tau sahih ka ghussa aa jata hai :fuming: ... itna k could not write anything here ....
thora sa damagh calm down ho :$ phir inshAllah zaroor reply ker dun gi :rose
take it easy! I understand, life itself bohat irritating hoti hay k banda aab kaun kaun si baat point out karay, but anyway will be waiting for ur list:rose
Originally posted by Fairy View Postchalakie tum ai aur chali bhi gai inay ghusay mai kiun ho yar372-shockme ko tu dar lag rhaa ha u se372-scare
yara aik to' aap khud ghayeib hai'n, aur ye aap ms. fairy kab say ban gayii'n:khi: apko wings kab lagay?:khi:
waisay ghussay mai'n nahi thi, abb muje ghussa nahi aata
:eye:Last edited by Almas; 17 June 2009, 15:41.Finding truth - Finding love
These diamonds sparkle from lights above
Lorraine Venner
Comment
Comment