Re: sachi mohobbat
Tum ne yeh jo misaal di, kia tum is ka kisi hadees se reference de sakti ho?
Aik aur baat, maan baap ki pehli aulaad jo hoti he, maan baap ko us per bara maan hota he, lekin is ka matlab yeh nahi hota ke unhein apni pehli aulaad se ziada mohabat he aur baki se nahi.
It is the similar case, ke Hazrat Khadeejia Hazoor (SA) ki pehli bivi thein to un ke saath aik khas connection zaroor tha, lekin unhoon ne apni baki biviyoon se bhi mohabat ki, insaaf kia. Hope you get my point
Originally posted by *Samra*
View Post

![Rolleyes](https://pgians.pegham.net/core/images/smilies/rolleyes.gif)
Comment