Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

sachi mohobbat

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • sachi mohobbat

    by the way meri umer tu nahi aisay questions karnay ki. anyway kia sachchi mohobbat ek baar se zyada bhi ho sakti hai?

  • #2
    Re: sachi mohobbat

    Originally posted by ballay_baaz View Post

    jab umer nahi he to sawal kiou kerahe ho ? :lpop:

    Comment

    • #3
      Re: sachi mohobbat

      Originally posted by ballay_baaz View Post
      by the way meri umer tu nahi aisay questions karnay ki. anyway kia sachchi mohobbat ek baar se zyada bhi ho sakti hai?
      sachi mohabat kai baar ho sakti he, baar baar ho sakti he :khi:
      :thmbup:

      Comment

      • #4
        Re: sachi mohobbat

        Originally posted by munda_sialkoty View Post

        haa hosakti hai... baar baar....lekin sirf aik hi shakhs se.

        Comment

        • #5
          Re: sachi mohobbat

          Originally posted by ballay_baaz View Post
          by the way meri umer tu nahi aisay questions karnay ki.
          han hamari to omer hi aisay jawaabat detay guzri hai jesy :lol
          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

          Comment

          • #6
            Re: sachi mohobbat

            Originally posted by *Samra* View Post
            haa hosakti hai... baar baar....lekin sirf aik hi shakhs se.
            Honestly speaking, it doesn't matter. Yeh aap ki aik typical eastern thinking he, otherwise insaan ki nature is baat ki ghulam nahi he ke wo sirf aik se he mohabat karay.

            Islam ne aik se ziada shadiyoon ka concept he, aur Islam wo deen he jo insaani fitrat ko bhi bohat khush'asloobi se deal kerta he. To is concept pe bhi kabi ghoor ker lena. Aisa kese possible he ke insaan sirf aik se sachi mohabat karay aur 3, ya 4 tak biviyaan rakh sakay?

            aur baaz aukaat shohar ki wafaat ke baad jub larki ki shadi kisi doosri jagah pe ker di jati he, to rafta rafta us naye shohar se bhi mohabbat paida ho jati he, aur wo mohabbat bhi sachi he hoti he.

            So its all foolish ke aik se ziada baar sachi mohabat nahi ho sakti
            :thmbup:

            Comment

            • #7

              yes u r rigt ...:D:

              aapp nay bilkul theek farmaya sachii muhabbat sirf aik baar yaa aik he sahkhs k sath nahi ho sakti...
              yeh to aik natural c baat hay k sachii muhabbat aik say ziyada baar ho sakti hay......

              Comment

              • #8

                samra aisi baat nahi hay k sachii muhabbat baar baar ho sakti hay laikin aik he sahkhs k sath ....agar app kisi aik shakhs k sath sachi muhabbat karain or woh aap ki kismat main na ho yaa aap ki zindagi ka hissa na ban skay to ?

                Comment

                • #9
                  Re: sachi mohobbat

                  hmm mohabbat to aisa jazba he jitna bhee phelao to phir bhee kam he... mohabbat aik se zaaid insan ke sath hosakti he :donno: me apne hubby ji se kar ke batau gi :embarasse:

                  Comment

                  • #10
                    Re: sachi mohobbat

                    Originally posted by mano_billi View Post
                    hmm mohabbat to aisa jazba he jitna bhee phelao to phir bhee kam he... mohabbat aik se zaaid insan ke sath hosakti he :donno: me apne hubby ji se kar ke batau gi :embarasse:
                    kab tak btaa do ge ?:cc:

                    Comment

                    • #11
                      Re: sachi mohobbat

                      Originally posted by jia View Post
                      kab tak btaa do ge ?:cc:

                      yahi koi 1 ya 2 saal lagein ge :embarasse

                      Comment

                      • #12
                        Re: sachi mohobbat

                        Originally posted by munda_sialkoty View Post
                        Honestly speaking, it doesn't matter. Yeh aap ki aik typical eastern thinking he, otherwise insaan ki nature is baat ki ghulam nahi he ke wo sirf aik se he mohabat karay.

                        Islam ne aik se ziada shadiyoon ka concept he, aur Islam wo deen he jo insaani fitrat ko bhi bohat khush'asloobi se deal kerta he. To is concept pe bhi kabi ghoor ker lena. Aisa kese possible he ke insaan sirf aik se sachi mohabat karay aur 3, ya 4 tak biviyaan rakh sakay?

                        aur baaz aukaat shohar ki wafaat ke baad jub larki ki shadi kisi doosri jagah pe ker di jati he, to rafta rafta us naye shohar se bhi mohabbat paida ho jati he, aur wo mohabbat bhi sachi he hoti he.

                        So its all foolish ke aik se ziada baar sachi mohabat nahi ho sakti
                        aap ne bhi kiya misaal di hai

                        Hazrat Mohammed saw. ki zindagi se bhi yeh baat maloom hoti he.. ke Hazoor ki itni wivies thien.. lekin jo mohabbat un ke dil mai Hazrat Khadija r.a ke liye thi wo aur kisi ke liye nahi thi.

                        I feel ke... jo sachi mohabbat hoti he... wo baar baar kabhi bhi kisi se nahi hosakti. Jiss Mohabat ki baat aap kerahe hain... wo Dillagi...hoti he...ya pihr... waqti attraction.

                        Insaan ki fitrat me yeh chiez hai.. ke mohabat aap ko chahye HAZaarou se ho... lekin koi un me se zaroor aik Hota hai... jis ke liye apki MOhabbat " khass" hoti he.
                        Last edited by *Samra*; 28 April 2009, 12:46.

                        Comment

                        • #13
                          Re: sachi mohobbat

                          Originally posted by jia View Post
                          samra aisi baat nahi hay k sachii muhabbat baar baar ho sakti hay laikin aik he sahkhs k sath ....agar app kisi aik shakhs k sath sachi muhabbat karain or woh aap ki kismat main na ho yaa aap ki zindagi ka hissa na ban skay to ?

                          aap jis se sachi mohabat kerain...wo aapki qismat mai nahi tha... to aap doosri mohabat kerlain... to yeh kaisi sachi mohabat hai???

                          Comment

                          • #14
                            Re: sachi mohobbat

                            muhabbat tu muhabbat hoti hai... sachi jhooti ki koi baat nahi...

                            Comment

                            • #15
                              Re: sachi mohobbat

                              Originally posted by jia View Post
                              yes u r rigt ...:D:

                              aapp nay bilkul theek farmaya sachii muhabbat sirf aik baar yaa aik he sahkhs k sath nahi ho sakti...
                              yeh to aik natural c baat hay k sachii muhabbat aik say ziyada baar ho sakti hay......
                              toon bari seyaani ho gai wein :D:
                              :thmbup:

                              Comment

                              Working...
                              X