Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

sachi mohobbat

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #76
    Re: sachi mohobbat

    Originally posted by jia View Post
    to kia hoa ....
    main bhaag k gai or isay bulaa k lai k jaldi say aa jaaaa372-haha
    tum ne dana daala ho ga aur yeh aa gai ho gi 372-haha
    :thmbup:

    Comment


    • #77
      Re: sachi mohobbat

      Originally posted by Insaaan View Post
      ایک مچھر کو ایک مرغی سے عشق ہوگیا۔
      ایک دن مچھر نے مرغی کو کس کیا
      مجھر بیچارہ برڈ فلو سے مرگیا
      اور مرغی اسی صدمے میں ملیریا سے مر گی
      اس کو کہتے ہیں سچی محبت
      Waah, kia sachi mohabat ki daastan sunai tum ne. Isay perh ker larkiyoon ki aankhon mein aansu zaroor aa jaein ge :tasali:
      :thmbup:

      Comment


      • #78
        Re: sachi mohobbat

        Originally posted by Insaaan View Post
        alalatalala kia hota hay.....
        sheesha dekha hy kabhi ?????????????
        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

        Comment


        • #79
          Re: sachi mohobbat

          Originally posted by aabi2cool View Post
          sheesha dekha hy kabhi ?????????????
          372-haha
          :thmbup:

          Comment


          • #80
            Re: sachi mohobbat

            wase me aj chal rahi thi to chalte chalte is topic k baray me socha.. :mm: to sochte sochte confusion hogayi :donno:

            me ke dimagh me sawaal se sawaal nikla :hhh:

            jab ap aik insan se hudd se zada mohabbat karte ho... to dusre insaan ko wo same mohabbat kase de sakte ho? :donno:
            or jab kisi se extreme wali mohabbat karte ho to..dubara aisi mohabbat kase ho sakti he kisi or se? :donno:

            Comment


            • #81
              Re: sachi mohobbat

              Originally posted by ballay_baaz View Post
              by the way meri umer tu nahi aisay questions karnay ki. anyway kia sachchi mohobbat ek baar se zyada bhi ho sakti hai?
              banda agar soch samajh kar aur pora dhayan laga kar muhabbat karay to nahe hoti 372-scare
              That's Enough...!!

              Comment


              • #82
                Re: sachi mohobbat

                Originally posted by aabi2cool View Post
                محھے کوئی محبت اور سچی محبت کا فرق ہی بتادے پلیزززززززززززززز یہ کہ محبت کیا ہوتی ہے اور سچی محبت کیا ہوتی ہے ؟؟؟؟؟؟؟
                shaadi se pehlay affairs ko sirf mohobbat kahtay hain shaadi kay baad ko sachi mohabbat kahtey hain i think so.

                Comment


                • #83
                  Re: sachi mohobbat

                  Originally posted by Shakh-e-Tamana View Post
                  ik waqt ki baat nai hai samra dear...baat yahan yeh hai keh ik dafa say zada..means k ap nay kisi say muhbat ki or wo ap ki kismat main nai tha....theek hai...ap ko waqt lagay ga us sab main say nikalnay ka...per aisa bilkul b nai keh ap us k baat kisi or say sachii muhbbat nai ker paien gaye...ya muhbbat ker he nai paien gaye...aisa nai hota..yeh insaan ki fitrat keh lo ya kuch b...insaan khud us side ko khench jata hai...jis side say us ko buhat muhbbat milay...teddy
                  :thmbup:

                  Comment


                  • #84
                    Re: sachi mohobbat

                    Originally posted by jia View Post
                    mainy aisa kab kaha k koi aik he wqt main aik say ziyada logoon say muhabbat kar sakta hay?
                    wel koi baat nahi tum mood off mat karoteddy
                    by the way aaj kal aisay beshumaar boys/girls hein jo ek time mein ek se ziyada love karte hein. i think you know better than me but it is true what i am saying.

                    Comment


                    • #85
                      Re: sachi mohobbat

                      Originally posted by Shakh-e-Tamana View Post
                      mere khayal main keh muhbbat ko kabhi b insaan sahi say explain nai ker sakta...kam za kam me nay ker sakti...

                      muhbbat muhbat he hoti hai...jo poray jazbaat or sachayi say ki jaye wo sachi muhbbat hoti hai...


                      kuch log sirf attract hotay hain..or dil lagi kertay hain..us ko muhbbat ka naam day diya jata hai..jab keh wo muhbbat nai hoti.,....us ko waqti muhbbat kaha ja sakta hai...or jo muhbbat hemsha ap k dil main rahay sacha jazba ban ker,....wo sachi muhbbat hoti hai....
                      human beings are not programmed like robot to do only the same things. we are emotional creatures and our proiorities, choices, liking and disliking changes as per our situation and environment. there is no concept of real or true love but whenever you are doing love it is true love but when something changes due to our conditions then we just blame or claim it was true love or not. otherwise there is no concept of true love. we everytime do the true love.

                      Comment


                      • #86
                        Re: sachi mohobbat

                        Originally posted by mano_billi View Post
                        wase me aj chal rahi thi to chalte chalte is topic k baray me socha.. :mm: to sochte sochte confusion hogayi :donno:

                        me ke dimagh me sawaal se sawaal nikla :hhh:

                        jab ap aik insan se hudd se zada mohabbat karte ho... to dusre insaan ko wo same mohabbat kase de sakte ho? :donno:
                        or jab kisi se extreme wali mohabbat karte ho to..dubara aisi mohabbat kase ho sakti he kisi or se? :donno:
                        na ziyada muhabbat karni chahiye na kisi se ziyada nafrat karni chahiye. we should live balance in love.

                        Comment


                        • #87
                          Re: sachi mohobbat

                          Originally posted by mano_billi View Post
                          wase me aj chal rahi thi to chalte chalte is topic k baray me socha.. :mm: to sochte sochte confusion hogayi :donno:

                          me ke dimagh me sawaal se sawaal nikla :hhh:

                          jab ap aik insan se hudd se zada mohabbat karte ho... to dusre insaan ko wo same mohabbat kase de sakte ho? :donno:
                          or jab kisi se extreme wali mohabbat karte ho to..dubara aisi mohabbat kase ho sakti he kisi or se? :donno:
                          Bohat acha sawaal he, shabaash aisay sawaal hameesha soochti raha karo :tasali:
                          :thmbup:

                          Comment


                          • #88
                            Re: sachi mohobbat

                            Originally posted by munda_sialkoty View Post
                            Bohat acha sawaal he, shabaash aisay sawaal hameesha soochti raha karo :tasali:

                            sawaal ka jawab kis ne dena he :lahoul

                            Comment


                            • #89
                              Re: sachi mohobbat

                              Originally posted by mano_billi View Post
                              wase me aj chal rahi thi to chalte chalte is topic k baray me socha.. :mm: to sochte sochte confusion hogayi :donno:

                              me ke dimagh me sawaal se sawaal nikla :hhh:

                              jab ap aik insan se hudd se zada mohabbat karte ho... to dusre insaan ko wo same mohabbat kase de sakte ho? :donno:
                              or jab kisi se extreme wali mohabbat karte ho to..dubara aisi mohabbat kase ho sakti he kisi or se? :donno:

                              yehi sawaal mai in logou se kerahi hoon to munda sialkoti mujhe kaih raha he.. eastern thinking rakhne wali

                              Comment


                              • #90
                                Re: sachi mohobbat

                                Originally posted by mano_billi View Post
                                sawaal ka jawab kis ne dena he :lahoul
                                Kis ne dena he :khi:
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X