Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

sachi mohobbat

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: sachi mohobbat

    Originally posted by *Samra* View Post
    abhi aap ne kaha ke bohat si larkiou se sachi mohabbat ho sakti he...to islam me to sirf 4 shadiou ki ijazat he... to pihr aap kitni sachi Mohabbato se shadi kerain gai??? :tasali:
    Bohat se se muraad bohat se se mohabat ho sakti he, lekin yeh mein ne kub kaha ke sub se shadi ker li jaye
    :thmbup:

    Comment


    • #32
      Re: sachi mohobbat

      Originally posted by jia View Post
      g muhabbat ho he jati hay.....
      sawal yeh nahi tha k muhabbat ki shidat kitni ho ge pehly say ziyada yaa km sawal muhabbat ki sachiai ka hay.....agar hum usi dussry person k sath muhabbat krain gay to kia woh sachi nahi ho ge?

      haa naa jia.. mohabat to sachi hogi... lekin aap mujhe yeh batao.. kiya koi larki... aik waqt mai 1 se ziada sachi mohabat ker sakti he?

      meri saari discussion ka point yeh hi tha ... lekin shayed mujhe apne WORDS ko sahi se use nahi kerna ayea. :(

      Comment


      • #33
        Re: sachi mohobbat

        Originally posted by munda_sialkoty View Post
        kyoon zaroori nahi, jis se sachi mohabat ho usay panay ki puri kooshish kerni chahiye, aur kooshish ke baad bhi wo na milay to yeh aik alag baat he
        Originally posted by munda_sialkoty View Post
        Bohat se se muraad bohat se se mohabat ho sakti he, lekin yeh mein ne kub kaha ke sub se shadi ker li jaye

        sachi mohabbat ko panay ki poori koshish kerni chahiye.. apne abhi Farmaya tha 372-haha

        Comment


        • #34
          Re: sachi mohobbat

          larayee larayee maaf karo Allah ka ghar saaf karo 372-scare

          Comment


          • #35
            Re: sachi mohobbat

            Originally posted by *Samra* View Post
            sachi mohabbat ko panay ki poori koshish kerni chahiye.. apne abhi Farmaya tha 372-haha
            come on samra, kuch baaein understood hoti hein, tum to ghareeb ke baal ki khaal khainch rahi ho
            :thmbup:

            Comment


            • #36
              Re: sachi mohobbat

              Originally posted by munda_sialkoty View Post
              Honestly speaking, it doesn't matter. Yeh aap ki aik typical eastern thinking he, otherwise insaan ki nature is baat ki ghulam nahi he ke wo sirf aik se he mohabat karay.

              Islam ne aik se ziada shadiyoon ka concept he, aur Islam wo deen he jo insaani fitrat ko bhi bohat khush'asloobi se deal kerta he. To is concept pe bhi kabi ghoor ker lena. Aisa kese possible he ke insaan sirf aik se sachi mohabat karay aur 3, ya 4 tak biviyaan rakh sakay?

              aur baaz aukaat shohar ki wafaat ke baad jub larki ki shadi kisi doosri jagah pe ker di jati he, to rafta rafta us naye shohar se bhi mohabbat paida ho jati he, aur wo mohabbat bhi sachi he hoti he.

              So its all foolish ke aik se ziada baar sachi mohabat nahi ho sakti

              truly agreed

              buht acha ans kiya hai.....u tu kuch siyanay hoye lag rahay ho me ko372-haha

              Comment


              • #37
                Re: sachi mohobbat

                Originally posted by mano_billi View Post
                larayee larayee maaf karo Allah ka ghar saaf karo 372-scare
                meri us se koi larai nahi he, bulke doosti he, billi ki chohiya 372-haha
                :thmbup:

                Comment


                • #38
                  Re: sachi mohobbat

                  Originally posted by Shakh-e-Tamana View Post
                  truly agreed

                  buht acha ans kiya hai.....u tu kuch siyanay hoye lag rahay ho me ko372-haha
                  Pehlay jia aai, ub us ke saath tum aa gai. Aakhir yeh maajra kia he, ke dono aik he din mein aik he waqt mein Pegham pe warid ho gaein :khi:
                  :thmbup:

                  Comment


                  • #39
                    Re: sachi mohobbat

                    Originally posted by munda_sialkoty View Post
                    come on samra, kuch baaein understood hoti hein, tum to ghareeb ke baal ki khaal khainch rahi ho

                    aap bhi to apni baat per qaiyem raha kerain :lpop:

                    Comment


                    • #40
                      Re: sachi mohobbat

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      meri us se koi larai nahi he, bulke doosti he, billi ki chohiya 372-haha

                      Comment


                      • #41
                        Re: sachi mohobbat

                        محھے کوئی محبت اور سچی محبت کا فرق ہی بتادے پلیزززززززززززززز یہ کہ محبت کیا ہوتی ہے اور سچی محبت کیا ہوتی ہے ؟؟؟؟؟؟؟
                        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                        Comment


                        • #42
                          Re: sachi mohobbat

                          Originally posted by *Samra* View Post
                          haa naa jia.. mohabat to sachi hogi... lekin aap mujhe yeh batao.. kiya koi larki... aik waqt mai 1 se ziada sachi mohabat ker sakti he?

                          meri saari discussion ka point yeh hi tha ... lekin shayed mujhe apne WORDS ko sahi se use nahi kerna ayea. :(

                          ik waqt ki baat nai hai samra dear...baat yahan yeh hai keh ik dafa say zada..means k ap nay kisi say muhbat ki or wo ap ki kismat main nai tha....theek hai...ap ko waqt lagay ga us sab main say nikalnay ka...per aisa bilkul b nai keh ap us k baat kisi or say sachii muhbbat nai ker paien gaye...ya muhbbat ker he nai paien gaye...aisa nai hota..yeh insaan ki fitrat keh lo ya kuch b...insaan khud us side ko khench jata hai...jis side say us ko buhat muhbbat milay...teddy

                          Comment


                          • #43
                            Re: sachi mohobbat

                            Originally posted by munda_sialkoty View Post
                            Pehlay jia aai, ub us ke saath tum aa gai. Aakhir yeh maajra kia he, ke dono aik he din mein aik he waqt mein Pegham pe warid ho gaein :khi:

                            kio me ka pegham per ana mana hai


                            jia k saath nai aa sakti main kaya

                            Comment


                            • #44
                              Re: sachi mohobbat

                              Originally posted by aabi2cool View Post
                              محھے کوئی محبت اور سچی محبت کا فرق ہی بتادے پلیزززززززززززززز یہ کہ محبت کیا ہوتی ہے اور سچی محبت کیا ہوتی ہے ؟؟؟؟؟؟؟
                              Yaar wo mohabbat per jub ziada zoor diya jaye to mohabbat sachi ho jati he 372-haha
                              :thmbup:

                              Comment


                              • #45
                                Re: sachi mohobbat

                                Originally posted by aabi2cool View Post
                                محھے کوئی محبت اور سچی محبت کا فرق ہی بتادے پلیزززززززززززززز یہ کہ محبت کیا ہوتی ہے اور سچی محبت کیا ہوتی ہے ؟؟؟؟؟؟؟


                                mere khayal main keh muhbbat ko kabhi b insaan sahi say explain nai ker sakta...kam za kam me nay ker sakti...

                                muhbbat muhbat he hoti hai...jo poray jazbaat or sachayi say ki jaye wo sachi muhbbat hoti hai...


                                kuch log sirf attract hotay hain..or dil lagi kertay hain..us ko muhbbat ka naam day diya jata hai..jab keh wo muhbbat nai hoti.,....us ko waqti muhbbat kaha ja sakta hai...or jo muhbbat hemsha ap k dil main rahay sacha jazba ban ker,....wo sachi muhbbat hoti hai....

                                Comment

                                Working...
                                X