Re: kia yeh insaaf hain
ayet num(33-34) soreh nisa
aur jin ki bedkhoi ka der ho tum ko to in kob samjhao aur juda kero sonay main
aur maro aur pher ager kaha manain tu met talash kero in per ilzam ki rah byshuk ALLAH hain seb sy pehly
tafseer(jo quran pak main majod hain wo he lafz ba lefz likhi ja rahi hain )
ager koi ouret bedkhoi kery pehla derja:merd us ko zubani samjhaway ager na many tu dosera derja:
ky juda soye lakin isi gher main is per b na manain tu akheri derja yeh hain;k us ko maro per ayse na kery k jis ka neshan baki reh jaye
ya hadhi toot jaye
yeh tafseer ka ek derja hain aur isi k muafiq tadeeb aur tebhiye ki ijzat hain jis k 3 derjain hain
(akheri derja marna hain)
ager ouret bedkhoi aur nafermani sy baaz ajain aur mateeh ho jain to tum bhi bus kero aur un k qasooron ki
quraidon met her qasoor ki ek hadh hain aur merna akheri derja hain
(kia ek ouret 100 kore berdasth ker sakti han us k jisamnu aza main neshan nhe pre ga)
kia quran pak main likhi gai is tafseer sy hum inkari hain ?
kia main jo 3 din sy baat kah rahi hon wo galt hin k gonah gar ko saza teb do jeb wo baaz na aye teb us ko ebret ka neshan bana do ta ky serkesh aur bedgho log baaz ajain mager gonah kerny wala ager pane gonah per sherminda hain tuba kerta hain teb kis is tafseer sy pata nhe chalta k us k bad us per koi ilzam dhoondna gonah hain koi aur ilzam ki rah talash kerna gonah kam sy kam 3 na sahe ek he muka day don
kia ab b meri is baat ko galt kah jaye ga ap ny boaht ayaat perhi aur her jawab main ny kaha k
sari ayaat ka ahtaram un ka hukam hum per farz mager wo aayaat b hain jin main sila rehmi sy kam liya kia ek ouret 100 kore berdasht ker sakti us soret main jeb wo gonah sy tuba ker lay to mera kiyal hain k ALLAH TALA NY FERMYA HIN K INSAN AGER APNE GOANH PER KUD TUBA KER LY TO ALLAH US KA GONAH MAAF FERMATA HAINYEH HUM KONSA ISLAM SEKH RAHIN HAIN
JIS MAIN NA GONAH MAAF KIA JAT HAIN NA SILA REHMI KI JATI NA KOI SUDHERNY KA MUKA DIYA JATA AHIN
YEH TO HUMARA ISLAM NHE
HUMRA
ISLAM NY TO HER BAAT MAIN GONJAISH RAKHI HAIN
SAHABA IKARM KO
IJTEHAAD KERNY KA HUKM KIYON DIYA GAYA TA KY ZAMNA JADEED KA TAQZO KO PORA KERTY HOWAY
aur jahan tak ap ny yeh baat ki k main sari batain apni aqel sy ker rahi hon to is ka meltub yeh howa k main jitne baatin ki jitne aayaat perhain jitne wakiyat bayan kiye sare k sare mafrozay thay?teb to muje pay kore lagny chaye k main srif apni aqel ki bunyaad py bahes ker rahi halan k main bar bar waziyah ker chuki hon books ka name b bata cuki quran pak ki ayaat b pata chuki to goay meri sari ayaat galt aur apne jo jo fermaya wo sahe? aur jahan tak ap ny fermya k ap muj sy sawl kerain gy to main yaahn waird nhe ho g yeh ap ki kam aqeli hain ya choti souch haun magror hai ya pher nadan hain main yeh kah sakti ap sawal kerain jtna muje ilam ho ga ba kuda main jawab don g aur goya ap sary jo wakiaayt pasih kiye is sy to pata yeh lagat hain k nabi pak PBUM k door main sarin hadhian sari sazain maaf the jin jin sazaon main kami byashi ki gai un ki waja munafeqeen uar falaan falan log rahin yeh he metlub howa na? yani sari sazain sari hadoon even chori ki saza main maafi ka ilaan hazret umer razi tala un ha k door main maaf ker diya gaya kiyon k qahet per gaya tha teb yeh baat b meri apni ferzi hai is baat main b ap kahi sy hadhees lay ayain aur wakiya suna dain munafeeqeen lain aur g saza is liya kam ki gai kisa khatm yhe fermana chah rahain hain ap boaht afsos ki baat hain bhai mery boaht he dokh ki baat sari baatin sari hadhsain ap ko yaad hain to challange hain ap ko ap itne he sheriyt k many waly ho to bewah sy shadi kero chor do poety py lerkyin k images paste kern ayeh b gonah hain sheriyt per amel us baat per he hain jis main ap jaise logo ny yeh maan lia koi gonjaish he neh main mazzed koi bahs nhe ker sakti apne uper yeh ilzam berdast nhe keron g ap kah diya k meri sari bation ferzi ap ki sari baatain hadhis hai wah g wah good keep it up main aur koi bahes nhe ekron g jo tumahin sahe lagat hain keron jo muje sahe lagta hain mery keron g bolon g b mager ek baat dobar muje py yeh ilzam laga k meri sari wakiayt jhty ya sari aayyat peri wo galt teh to bohat bura ho ga bus

Comment