Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~*~KirDaaR~*~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: ~*~KirDaaR~*~

    Originally posted by aabi2cool View Post
    کیوں حضرت اقبال علیہ رحمہ کی روح کو ٹرپاتے ہو ۔ ۔ ۔


    عمل سے زندگی بنتی ہے جنت بھی جہنم بھی
    یہ خاکی اپنی فطرت میں نہ نوری ہے نہ ناری ہے

    u nay bhi theek naheen kiya shar ko
    issi liye tou me ne tareef ki thi.......aapko itna b nae pata chala:lpop:
    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

    Comment


    • #47
      Re: ~*~KirDaaR~*~

      Originally posted by saraah View Post
      ok.....rita kirdar ki tashkil...takmeel e zaat se hoti hai..aur takmeel e zaat zindagi ka ek barra maqsad hai....shyd sab s ebarra maqsad......
      iss ka matbaadil khud aagaahi hai....yani self realization.....apni mumkina khwaabeda salaheeton ko bharpoor tareeqay se ujaagar krna tehqeeq e zaat hai......kya khyaal hai.....:mm:
      hhhhmmm ager esa he to ye mumkina salahieten kese ujagar hoti hen?is me kia cheez madadgar ho sakti he?:mm:

      Comment


      • #48
        Re: ~*~KirDaaR~*~

        Originally posted by D@y W@lk3r View Post
        nice topic. bad main replay karta hoon......
        waiting 4 ur reply:mm:

        Comment


        • #49
          Re: ~*~KirDaaR~*~

          Originally posted by saraah View Post
          issi liye tou me ne tareef ki thi.......aapko itna b nae pata chala:lpop:
          ay chal rehan de hun theek kar k tareef karti to baat main wazan hota 372-shed
          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

          Comment


          • #50
            Re: ~*~KirDaaR~*~

            Originally posted by aabi2cool View Post
            ay chal rehan de hun theek kar k tareef karti to baat main wazan hota 372-shed
            aabi bhai...agar aap ghor kren...tou me ne chaudhry aamir pe tanaz ka nishtar chlaya thaa......unhon ne muqqadas ko galat spelling pe toka....tou me ne b un kay galat she,r pe tareef ki.....:lpop:

            wrna sh,er tou bachpan se azbar hai......
            شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

            Comment


            • #51
              Re: ~*~KirDaaR~*~

              Originally posted by saraah View Post
              aabi bhai...agar aap ghor kren...tou me ne chaudhry aamir pe tanaz ka nishtar chlaya thaa......unhon ne muqqadas ko galat spelling pe toka....tou me ne b un kay galat she,r pe tareef ki.....:lpop:

              wrna sh,er tou bachpan se azbar hai......
              :salam:
              ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

              Comment


              • #52
                Re: ~*~KirDaaR~*~

                Originally posted by aabi2cool View Post
                :salam:
                :embarasse
                شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                Comment


                • #53
                  Re: ~*~KirDaaR~*~

                  lazmi bat hai har insan ka kuch na kuch kirdar hota hai acha ya bura

                  aur kirdar k acha ya bura honay main halat ,mohashra,shobat,mahol, aur insan ka zabt e nafs bohat mainay rakhta hai. yeh insani fitrat hai k woh burai ki taraf ziyada jaldi mail hota hai to uskay lia insan ka apnay nafs pay qaboo hona bohat zarori hai
                  aur kirdar ki tashkel main bohat amal dakhal halat ka bhi hota hai aik bacha jo nehayat ghareb hoo aur koi uska pursan e hal na ho bhook piyas ki shedat say bohat mumkin hai k woh chor ban jay
                  Last edited by MuQadas; 2 March 2009, 20:50.

                  Comment


                  • #54
                    Re: ~*~KirDaaR~*~

                    Originally posted by MuQadas View Post
                    lazmi bat hai har insan ka kuch na kuch kirdar hota hai acha ya bura

                    aur kirdar k acha ya bura honay main halat ,mohashra,shobat,mahol, aur insan ka zabt e nafs bohat mainay rakhta hai. yeh insani fitrat hai k woh burai ki taraf ziyada jaldi mail hota hai to uskay lia insan ka apnay nafs pay qaboo hona bohat zarori hai
                    aur kirdar ki tashkel main bohat amal dakhal halat ka bhi hota hai aik bacha jo nehayat ghareb hoo aur koi uska pursan e hal na ho bhook piyas ki shedat say bohat mumkin hai k woh chor ban jay
                    ahaannnn.....:mm:
                    or insan ka insan se taluk jab banta he to tab kirdaar kia ehmyeat rakhta he?insan kese jaan paey k jis dusre insan se wo koi nata jor raha he us ka kirdaar kia he?or kia ye jan'na zaruri hota he zahiri shaksiyat k elawa kirdaar bhi dekha jaey?:mm:

                    Comment


                    • #55
                      Re: ~*~KirDaaR~*~

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      Wa Alaikum Aslam,

                      In questions ke answers to understood he hein, lekin ager phir bhi inhein alfaaz mein dhaalna he to mein yeh kahon ga.

                      1- kirdaar yani charactor yani trait insaan ki bohat saari sifaat / hasoosiyat ka majmoo'aa hota he.
                      2- Kirdaar ki tashkeel, ya kirdaar saazi ke liye bohat say awamal asar andaaz hotay hein. Is mein aap ki surroundings bohat aham kirdaar ada kerte hein. Ghar aur school ka mahool aur wahan se hasil honay wali terbiyat, Shaoor, human genetics, social & ethical values insaan ki kirdaar saazi mein aham kirdaar ada kerti hein.
                      3- Kirdaar ki takmeel mere nazdeek kabi nahi ho pati, hameesha is mein behtari ki gunjaish baki rehti he.
                      4- Insan ka insaan se taaluq bananay mein insaan ka kirdaar he sub se ziada ahmiyat ka hamil hota he. Kirdaar ko yahan amal se tashkeel doon ga, kirdaar ko mein yahan amal se tashbeeh doon ga ke

                      Amal se zindagi banti he janat bhi jahanam bhi
                      yeh khaki apni kismat mein na noori he na nari he
                      mujhe es baat ki khushi hai k aap nay serious hokay comments tu diye...... :D: warna mein samjhta tha kay aap kay under anwar maqsood aur athar shah jedi dono ki rooh aap kay under ghuss gayi hain..... 372-haha kyun aap her reply per joke martay hain jo zaroori bhi nahi hota......:D:
                      :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

                      Comment


                      • #56
                        Re: ~*~KirDaaR~*~

                        Originally posted by Samra_Khan View Post
                        Behavior, character aur personality yeh insaan ke levels hain...

                        jaise ke communication skills rakhna, influence strategies,aur positive thinking rakhna essential hain kamiyaabi ki.

                        aur issi tarah aik shakhsiyaat banane kai liye meri nazar me 3 chiezou ki zaroorat hoti hai.

                        1. Maturity

                        2. Integrity- saab ko "same" treat kerna ..... conforming reality to our words ! apne wadou aur Baatou per poora utarna...Being loyal to those jo present naa hou.

                        3. Abundance Mentality - aik Gheri soch rakhna...
                        aap nay yeh kis website se naqal maari hai????372-haha
                        :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

                        Comment


                        • #57
                          Re: ~*~KirDaaR~*~

                          Originally posted by rehman View Post
                          aap nay yeh kis website se naqal maari hai????372-haha

                          Jaha se aap copy kerte hain

                          Comment


                          • #58
                            Re: ~*~KirDaaR~*~

                            Originally posted by Samra_Khan View Post
                            Jaha se aap copy kerte hain
                            jahan se mein copy karta hoon vahan tu aap jaa bhi nahi sakti.....:mm:
                            :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

                            Comment


                            • #59
                              Re: ~*~KirDaaR~*~

                              Originally posted by rehman View Post
                              jahan se mein copy karta hoon vahan tu aap jaa bhi nahi sakti.....:mm:

                              very funny

                              Comment


                              • #60
                                Re: ~*~KirDaaR~*~

                                Originally posted by MuQadas View Post
                                spelling appnay ghalat likhi hai trait ka matlab hota hai Imtiazi Rung
                                aur tret ka matlab kirdar
                                Tum itni samajdaar mut bano, ager tum ne nakal lagani he to bhi akal se lagao. Yeh lo trait ki definition.

                                Trait may refer to:



                                Aur yeh tahi Tret ki Definition.

                                tret definition
                                tret (tret)
                                noun
                                a fixed allowance by weight, after the deduction of tare, formerly made to buyers of certain commodities to compensate for waste and deterioration during transit


                                Originally posted by saraah View Post
                                372-haha
                                Mein ne ghalat nahi tha kaha :fuming:
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X