Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~*~KirDaaR~*~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: ~*~KirDaaR~*~

    Originally posted by saraah View Post
    oopar jo saari cheezian aap ne personality k ''sab aspects'' kaha hai......wo mil k kirdar banati hain.....aap k mutabiq

    2nd post me aap keh rahay ho...personailty zaahir hai....aur kirdaar baatin.....hmmmm.....:mm:
    inner-side qualities insaan ki jese moral or ethical values se character bantaa hai..... meinay pehlay likha tha kay i am still confuse..... :D:
    :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

    Comment

    • #17
      Re: ~*~KirDaaR~*~

      Originally posted by ummid View Post
      tu me ne kub kaha ke aap me se itefaaq karein.... :lpop:...
      aap apni khud ki raaye de dijye... me ki knowledge mein bhi izafa hojana hai.... :thmbup:
      je mein apna individual point of view oper day chuka hoon .... baaki mazahabi point of view thora janta tu hoon lakin sorry comments nahi karsakta......:D:
      :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

      Comment

      • #18
        Re: ~*~KirDaaR~*~

        Originally posted by rehman View Post
        personality outward behaviour ki khasosiyat hai yaa yeh kahin ka personality insaan ka visible pehloo hota hai......jab kay kirdaar inward behaviour ki khasosiyat hai.......... jo aksar insaan kay moral aur ethical pehloo se taluk rahkta hai..... however, i am still confuse...... :mm:
        Originally posted by rehman View Post
        inner-side qualities insaan ki jese moral or ethical values se character bantaa hai..... meinay pehlay likha tha kay i am still confuse..... :D:
        achaa agar aap confuse hain b tou hum koi point dhoondh lete hain apki baton se.....:mm:

        Originally posted by senorita View Post
        1.Kirdaar kia hota he?
        2.is ki kese tashkeel hoti he?
        3.ye kese takmeel pata he?
        4.insan ka jab insan se taluk banta he to is me kirdaar ki kia ehmeyat he?

        gi.....
        rita.......aapka swaal barra mazay ka lag raha hai ab muje.....thinki
        it belongs to ilm e nafsiaat......really interesting.....
        aao na mil k discussion kren.....
        Last edited by saraah; 2 March 2009, 15:12.
        شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

        Comment

        • #19
          Re: ~*~KirDaaR~*~

          Originally posted by saraah View Post
          achaa agar aap confuse hain b tou hum koi point dhoondh lete hain apki baton se.....:mm:

          rita.......aapka swaal barra mazay ka lag raha hai ab muje.....thinki
          it belongs to ilm e nafsiaat......really interesting.....
          aao na mil k discussion kren.....
          ji me agai:embarasse

          Comment

          • #20
            Re: ~*~KirDaaR~*~

            Originally posted by senorita View Post
            Aslamoalikum:salam:
            kuch sawalaat le kar phir ap ko tang karne aei hon:embarasseis dafa me Kirdaark hawale se ap se poochna chahun gi...

            1.Kirdaar kia hota he?
            2.is ki kese tashkeel hoti he?
            3.ye kese takmeel pata he?
            4.insan ka jab insan se taluk banta he to is me kirdaar ki kia ehmeyat he?

            filhal in k jawab mil gaey to mazeed sawal karun gi.....:)
            Wa Alaikum Aslam,

            In questions ke answers to understood he hein, lekin ager phir bhi inhein alfaaz mein dhaalna he to mein yeh kahon ga.

            1- kirdaar yani charactor yani trait insaan ki bohat saari sifaat / hasoosiyat ka majmoo'aa hota he.
            2- Kirdaar ki tashkeel, ya kirdaar saazi ke liye bohat say awamal asar andaaz hotay hein. Is mein aap ki surroundings bohat aham kirdaar ada kerte hein. Ghar aur school ka mahool aur wahan se hasil honay wali terbiyat, Shaoor, human genetics, social & ethical values insaan ki kirdaar saazi mein aham kirdaar ada kerti hein.
            3- Kirdaar ki takmeel mere nazdeek kabi nahi ho pati, hameesha is mein behtari ki gunjaish baki rehti he.
            4- Insan ka insaan se taaluq bananay mein insaan ka kirdaar he sub se ziada ahmiyat ka hamil hota he. Kirdaar ko yahan amal se tashkeel doon ga, kirdaar ko mein yahan amal se tashbeeh doon ga ke

            Amal se zindagi banti he janat bhi jahanam bhi
            yeh khaki apni kismat mein na noori he na nari he
            :thmbup:

            Comment

            • #21
              Re: ~*~KirDaaR~*~

              Originally posted by munda_sialkoty View Post

              hhhmmmm theek:thmbup:
              abhi me mazeed sawal karun gi is bare me....:mm:

              Comment

              • #22
                Re: ~*~KirDaaR~*~

                Originally posted by senorita View Post
                hhhmmmm theek:thmbup:
                abhi me mazeed sawal karun gi is bare me....:mm:
                pehlay me ka bukhaar utaaro :embarasse
                :thmbup:

                Comment

                • #23
                  Re: ~*~KirDaaR~*~

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  pehlay me ka bukhaar utaaro :embarasse
                  chal bukhar utar jaaaaa

                  Comment

                  • #24
                    Re: ~*~KirDaaR~*~

                    Originally posted by senorita View Post
                    chal bukhar utar jaaaaa
                    me ko maara
                    :thmbup:

                    Comment

                    • #25
                      Re: ~*~KirDaaR~*~

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      me ko maara
                      bukhar ko mara tha ...utarne k leay

                      Comment

                      • #26
                        Re: ~*~KirDaaR~*~

                        Behavior, Tret ,Character, Role ,Delineator
                        har insna ka moashray main koi na koi kirdar zaror hota hai acha ya bura
                        kirdar ki takmeel panay say kia murad hai kia acha kirdar kaysya takmeel pata hai yeh pochna hai appko :donno:

                        Comment

                        • #27
                          Re: ~*~KirDaaR~*~

                          mujhay to yeh Sociology ka sawalat lag rahay hain:khi:

                          Comment

                          • #28
                            Re: ~*~KirDaaR~*~

                            Originally posted by munda_sialkoty View Post
                            Wa Alaikum Aslam,

                            In questions ke answers to understood he hein, lekin ager phir bhi inhein alfaaz mein dhaalna he to mein yeh kahon ga.

                            1- kirdaar yani charactor yani trait insaan ki bohat saari sifaat / hasoosiyat ka majmoo'aa hota he.
                            2- Kirdaar ki tashkeel, ya kirdaar saazi ke liye bohat say awamal asar andaaz hotay hein. Is mein aap ki surroundings bohat aham kirdaar ada kerte hein. Ghar aur school ka mahool aur wahan se hasil honay wali terbiyat, Shaoor, human genetics, social & ethical values insaan ki kirdaar saazi mein aham kirdaar ada kerti hein.
                            3- Kirdaar ki takmeel mere nazdeek kabi nahi ho pati, hameesha is mein behtari ki gunjaish baki rehti he.
                            4- Insan ka insaan se taaluq bananay mein insaan ka kirdaar he sub se ziada ahmiyat ka hamil hota he. Kirdaar ko yahan amal se tashkeel doon ga, kirdaar ko mein yahan amal se tashbeeh doon ga ke

                            Amal se zindagi banti he janat bhi jahanam bhi
                            yeh khaki apni kismat mein na noori he na nari he

                            ab wazhay kartay na k kis tarhan ahmeyat ka hamil hota hai bas aik do jumlay aur aik sher likh dia yeh sher to mujhay bhi aata hai ab app kuch aysa likhain jo kise ko na pata hoo

                            Comment

                            • #29
                              Re: ~*~KirDaaR~*~

                              Originally posted by senorita View Post
                              bukhar ko mara tha ...utarne k leay
                              wo pyaar se utarta he
                              :thmbup:

                              Comment

                              • #30
                                Re: ~*~KirDaaR~*~

                                Originally posted by MuQadas View Post
                                Behavior, Tret ,Character, Role ,Delineator
                                har insna ka moashray main koi na koi kirdar zaror hota hai acha ya bura
                                kirdar ki takmeel panay say kia murad hai kia acha kirdar kaysya takmeel pata hai yeh pochna hai appko :donno:
                                Originally posted by MuQadas View Post
                                [/font]

                                ab wazhay kartay na k kis tarhan ahmeyat ka hamil hota hai bas aik do jumlay aur aik sher likh dia yeh sher to mujhay bhi aata hai ab app kuch aysa likhain jo kise ko na pata hoo
                                tum trait ke spelling ghalat likh ker muj se wazahatein maango gi ub, kia yeh din dekhna baki reh gaya tha
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X