Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Mout Ki Yaad

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Mout Ki Yaad

    Originally posted by saraah View Post
    OH MY GOD.........UMMID......WHAT SHOULD I SAY......:dua
    YOU ARE VERY STRONG YAR......:salam:
    N LUCKY TOO:)
    YAANI MOUT AAP KO CHOO K GUZAR CHUKI HAI.........372-shock
    AB JALDI NAE AATI....///

    @FARI...
    .UMMID AAP NE TOU MUJE ISS KI MOHABBAT ME MUBTA AKR DIYA....beho
    LOVE U FARI..........lvlin
    (UMMID AAP BOHAT BURI HAIN....SAMJHAIN MERI BAAT KO:D:)
    Lol... yes I am tuff girl.. :lol
    or fari tu hai hi sweet heart.. :hug:
    or me buri ho yeh me ko pata hai... lakeen aap kis sense mein keh rahi ho me sumjh nahi paai... :lol

    Comment


    • #17
      Re: Mout Ki Yaad

      aik time tha jab mujhe aisy khiyal ata tha ke shayed mai nahi rahoongi.. mujhe dar nahi tha...lekin... gham tha... sab ko chorne ka...

      yeh bhi sach he ke Khuda tallah se pyara koi nahi... aur jana bhi usi ke pass hai....her jaandaar chiez ne....


      Dua kerni chahiye ziada... ke allah jitni bhi zindagi de wo sehat wali ho...aur khuda ki Rahou per chalne waali ho amin

      Comment


      • #18
        Re: Mout Ki Yaad

        Originally posted by saraah View Post
        STRONGLY AGREED :thmbup:
        yup......right....dartay nae hain....tou kya krtay hain...kis trah se lete hain......thinki
        saraah jee mein gunnah karta hoon, gila gheebat karta hoon, bakaidgi se namaz nahi ada karta, her kisam ki burrai hai agar meray under khoaf e khuda hota yaa maut yaad hoti tu kiya mein saray gunnah karta.....??? kabhi nahi.....372-shockmujhe pata hai agar Allah meray saath insaaf karey tu mein seedhay dozakh mein jaon ga...... 372-shockbarhaal maut se nahi darta jab maut ka waqt aa punnchay ga tab nibhaa lein gay...... aur Allah mein umeed hai vo bakhsh day ga......:)
        :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

        Comment


        • #19
          Re: Mout Ki Yaad

          Originally posted by saraah View Post
          ASSLAMOALIKUM RESPECTED MEMBERS.......:salam:

          AAP NE KABHI SHAYOORI TOUR PE MOUT KO YAAD KIYA HAI.........:mm:
          KYA FEEL KRTAY HIAN AAP.......:mm:
          haan kai baar yaad kia he. ke jub mein road ke saath walay kabarstan mein dafan hoon ga tub kabarsatan ke paas se gaariyaan guzrein gi, haaran dein gi lekin kabar ke ander awaz phir bhi nahi jaye gi. Raat ke ghatatoop andheeray mein jheengar ki aawazon ke ilawa kuch nahi ho ga. kabar mein maas ko khanay walay pata nahi kitnay keeray hoon ge, aur jub maas khatam ho jaye ga tub hadiyoon ka dhancha he baki reh jaye ga jo waqt ke saath saath decompose ho jaye ga 372-scare
          :thmbup:

          Comment


          • #20
            Re: Mout Ki Yaad

            Originally posted by Samra_Khan View Post
            aik time tha jab mujhe aisy khiyal ata tha ke shayed mai nahi rahoongi.. mujhe dar nahi tha...lekin... gham tha... sab ko chorne ka...

            yeh bhi sach he ke Khuda tallah se pyara koi nahi... aur jana bhi usi ke pass hai....her jaandaar chiez ne....


            Dua kerni chahiye ziada... ke allah jitni bhi zindagi de wo sehat wali ho...aur khuda ki Rahou per chalne waali ho amin
            nice comments..........:thmbup:
            :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

            Comment


            • #21
              Re: Mout Ki Yaad

              Originally posted by munda_sialkoty View Post
              haan kai baar yaad kia he. ke jub mein road ke saath walay kabarstan mein dafan hoon ga tub kabarsatan ke paas se gaariyaan guzrein gi, haaran dein gi lekin kabar ke ander awaz phir bhi nahi jaye gi. Raat ke ghatatoop andheeray mein jheengar ki aawazon ke ilawa kuch nahi ho ga. kabar mein maas ko khanay walay pata nahi kitnay keeray hoon ge, aur jub maas khatam ho jaye ga tub hadiyoon ka dhancha he baki reh jaye ga jo waqt ke saath saath decompose ho jaye ga 372-scare
              marnay kay baad saza rooh ko milti hai aur rooh burzakh mein uthai jatay hain....... :fuming:

              wese yaar agar tu iss duniya ko pehlay chorr kar chala gaya tu mein sialkot mein aa kay teri qabar per


              x

              x
              x
              x

              x
              x

              x
              x
              x
              x
              x
              x
              x
              x
              x
              x
              x
              x
              x
              x
              x
              x
              x
              x
              x
              x
              x
              x
              x
              x
              x
              x
              dance karon ga
              :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

              Comment


              • #22
                Re: Mout Ki Yaad

                Originally posted by rehman View Post
                marnay kay baad saza rooh ko milti hai aur rooh burzakh mein uthai jatay hain....... :fuming:

                wese yaar agar tu iss duniya ko pehlay chorr kar chala gaya tu mein sialkot mein aa kay teri qabar per


                x

                x
                x
                x

                x
                x

                x
                x
                x
                x
                x
                x
                x
                x
                x
                x
                x
                x
                x
                x
                x
                x
                x
                x
                x
                x
                x
                x
                x
                x
                x
                x
                dance karon ga
                Behtar he ke tum sharam kerna :khi:
                :thmbup:

                Comment


                • #23
                  Re: Mout Ki Yaad

                  Originally posted by rehman View Post
                  marnay kay baad saza rooh ko milti hai aur rooh burzakh mein uthai jatay hain....... :fuming:

                  wese yaar agar tu iss duniya ko pehlay chorr kar chala gaya tu mein sialkot mein aa kay teri qabar per


                  x

                  x
                  x
                  x

                  x
                  x

                  x
                  x
                  x
                  x
                  x
                  x
                  x
                  x
                  x
                  x
                  x
                  x
                  x
                  x
                  x
                  x
                  x
                  x
                  x
                  x
                  x
                  x
                  x
                  x
                  x
                  x
                  dance karon ga
                  Tum kahin 'Allan faqir' tu nahi hoo??....:mm:


                  Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

                  Comment


                  • #24
                    Re: Mout Ki Yaad

                    Originally posted by saraah View Post
                    ASSLAMOALIKUM RESPECTED MEMBERS.......:salam:

                    AAP NE KABHI SHAYOORI TOUR PE MOUT KO YAAD KIYA HAI.........:mm:
                    KYA FEEL KRTAY HIAN AAP.......:mm:
                    ay kuriyee ton dran walian gallan kion karni aien :embarasse abhi to main jawan hon
                    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                    Comment


                    • #25
                      Re: Mout Ki Yaad

                      Originally posted by aabi2cool View Post
                      ay kuriyee ton dran walian gallan kion karni aien :embarasse abhi to main jawan hon
                      :lol

                      Comment


                      • #26
                        Re: Mout Ki Yaad

                        Originally posted by ummid View Post
                        :lol
                        makhi
                        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                        Comment


                        • #27
                          Re: Mout Ki Yaad

                          Originally posted by aabi2cool View Post
                          makhi
                          haan aap borhi makhi...

                          Comment


                          • #28
                            Re: Mout Ki Yaad

                            Originally posted by ummid View Post
                            haan aap borhi makhi...
                            ho naheen sakta 372-haha
                            ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                            Comment


                            • #29
                              Re: Mout Ki Yaad

                              Originally posted by saraah View Post
                              BAS ITNA HI FEEL HOTA HAI..........:mm:
                              nahi saraah...feel to bohat kuch hota he.....me kai dafa jab apne bed par sone k leat let'ti hon to ankhen band kar k sochti hon k esa andhera ho ga qabar me....sanata ho ga.....mujeh andhere se dar lagta he to mere father ne mujhe Allah k naam ka wird bataya tha k har namaz k baad parha karo..qabar me inshAllah roshni ho gi....
                              lekin mujhe moat se dar nahi lagta....me sochti hon k is dunya se jis me itni na insafi or zulm he yahan se jaan chote gi....wahan Allah Tallah hon ge....Allah ki mohabat ho gi...mere father hon ge.....me ooper asmaanon me jaun gi....me khwab me aksar khud ko urta hua dekhti hon....jese swim karte hen wese me fiza me swim karti hon.....
                              me aik jagah Quran me parha tha k Allah do time insan ki rooh ko apne pas rok lete hen...aik jab ham so jate hen tab or aik jab ham mar jaen ge tab....neend bhi aik tarah ki arzi moat he to last days me ne ye baat bohat sochi k jab me so jati hon to meri rooh kahan jati ho gi??is earth se bahir??ese hi dheron feelings he...aik baar me ne aik mati k ghare me late kar dekha tha k jab insan is me leta ho to kai feel hota he......
                              bas mystrey he an....mar kar hi pata chale ga k is me kia bhaed he:mm:

                              Comment


                              • #30
                                Re: Mout Ki Yaad

                                Originally posted by ummid View Post
                                parh liya me ne.... :D
                                perhney key liye shukrya


                                du'az :rose
                                " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                                Comment

                                Working...
                                X