Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Mout Ki Yaad

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #76
    Re: Mout Ki Yaad

    Originally posted by senorita View Post
    wo nam yahin bata deti k ager or kisi ko parhna ho to.....Ya Baari....sahi talafuz dekh lena...har namaz k baad 7 times:)

    thandi thandi si mati thi:D:

    moat se darna nahi chaey...moat to aik zindagi he...new zindagi....me n mere father is bare me kabhi baat kia karte the kia ho ga?moat kesi hogi?baad me kia ho ga?ham me se koi ager pehle mar gya to kese aik disre se rabta kare ga....lekin mere father ne koi rabta nahi kia wahan ja kar....lagta he bohat dil lag gya un ka wahan....Allah kare khush hon......ham khud hi ja kar dekh lein ge:)
    THANKSSS ......:rose
    THNDI MITTI ME TOU BARRA MAZA AAYA HOGA.........:D:
    OHHHH.......HAAN WO YAQEENAN ISS SE ACHI DUNIA ME HI HONGAY.......:)....may ALLAH BLESS U.........rose
    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

    Comment


    • #77
      Re: Mout Ki Yaad

      Originally posted by saraah View Post
      AAP KO TOU PHIR GHOR BAL KAY FIKAR KI ASHAD ZAROORAT HAI.......:mm:
      AUR BURAI AGAR KRTAY B HAIN TOU USS KI TASH,HEER NA KIYA KREN....HADEES ME BAYAN HAI YEH....:thmbup:

      AUR BARRI AHMQANA SOCH HAI K JAB WAQT AAYE GA NIBHAA LEN GAY.....PHIR WAQT NAE HOTA MR.......
      KHAIR...KHUSH FEHMI KI HADD TAK PUR UMEED HAI AAP TOU....ALLAH KHAIR HI KRE.....
      hadees sar aankhon per................ :salam:

      meri ahmqana soch issliye hai kay mein ahmqana duniya mein rahta hoon naaaaa........... :zuban:
      :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

      Comment

      Working...
      X