Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Mout Ki Yaad

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Mout Ki Yaad

    ASSLAMOALIKUM RESPECTED MEMBERS.......:salam:

    AAP NE KABHI SHAYOORI TOUR PE MOUT KO YAAD KIYA HAI.........:mm:
    KYA FEEL KRTAY HIAN AAP.......:mm:
    Last edited by saraah; 26 February 2009, 19:43.
    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

  • #2
    Re: Mout Ki Yaad

    walekumsalam
    haan aksar yaad karti hon or feel bas yehi k moat k baad aik new dunya nazar aey gi....jo still aik mystery he....wo solve ho gi....Allah k pas jana ho ga to yakinan achaa ho ga:mm:

    Comment


    • #3
      Re: Mout Ki Yaad

      walikum salam dear
      aik atal haqeeqat jis say inkar mumkin nahi ....mout ko yad kia bohat ziyada mout zindage say bohat behtar hai ... najanay aksar log ziyada jenay ki arzo kion kartay hain ...aksar khiyal aata hai k zameen main dafan hona hai mano mitti k nechay jahan pegham ka koi member pursan e hal na hoga ...jahan keeray makoray hongay Allah k azab hongay aur agar qabar main zinda hogai too kia hoga ...khoof too aata hai ...dunya say dil uchat hojata hai

      Comment


      • #4
        Re: Mout Ki Yaad

        Originally posted by saraah View Post
        ASSLAMOALIKUM RESPECTED MEMBERS.......:salam:

        AAP NE KABHI SHAYOORI TOUR PE MOUT KO YAAD KIYA HAI.........:mm:
        KYA FEEL KRTAY HIAN AAP.......:mm:
        walaikum salam

        kya feel kerti hun?? Taweel khamoshi aur bas....

        Aur iss khamoshi key baad pey ziada socha tha to thora sa kuch likh bhi diya tha .... agar aap chahein tau perh sakti hein ...

        Aik Merey na honey sey
        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

        Comment


        • #5
          Re: Mout Ki Yaad



          Comment


          • #6
            Re: Mout Ki Yaad

            Originally posted by Xai View Post
            walaikum salam

            kya feel kerti hun?? Taweel khamoshi aur bas....

            Aur iss khamoshi key baad pey ziada socha tha to thora sa kuch likh bhi diya tha .... agar aap chahein tau perh sakti hein ...

            Aik Merey na honey sey
            :rose

            Comment


            • #7
              Re: Mout Ki Yaad

              Originally posted by ummid View Post


              :alhamd::rose
              Lekin tumhari kuch burayaiN mey ja ker tumharey burayioN waley thread mey kerti hun :P
              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

              Comment


              • #8
                Re: Mout Ki Yaad

                Originally posted by saraah View Post
                ASSLAMOALIKUM RESPECTED MEMBERS.......:salam:

                AAP NE KABHI SHAYOORI TOUR PE MOUT KO YAAD KIYA HAI.........:mm:
                KYA FEEL KRTAY HIAN AAP.......:mm:
                :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

                Comment


                • #9
                  Re: Mout Ki Yaad

                  Originally posted by senorita View Post
                  walekumsalam
                  haan aksar yaad karti hon or feel bas yehi k moat k baad aik new dunya nazar aey gi....jo still aik mystery he....wo solve ho gi....Allah k pas jana ho ga to yakinan achaa ho ga:mm:
                  BAS ITNA HI FEEL HOTA HAI..........:mm:
                  شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                  Comment


                  • #10
                    Re: Mout Ki Yaad

                    Originally posted by MuQadas View Post
                    walikum salam dear
                    aik atal haqeeqat jis say inkar mumkin nahi ....mout ko yad kia bohat ziyada mout zindage say bohat behtar hai ... najanay aksar log ziyada jenay ki arzo kion kartay hain ...aksar khiyal aata hai k zameen main dafan hona hai mano mitti k nechay jahan pegham ka koi member KA pursan e hal na hoga ...jahan keeray makoray hongay Allah k azab hongay aur agar qabar main...khoof too aata hai ...dunya say dil uchat hojata hai

                    KAHIN PEGHAM MEMB
                    RS ISS BAAT KA MIND NA KR JAYEN .....///

                    HMMM......RIGHT...THANKS 4 UR VIEWS...:mm:
                    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                    Comment


                    • #11
                      Re: Mout Ki Yaad

                      Originally posted by Xai View Post
                      walaikum salam

                      kya feel kerti hun?? Taweel khamoshi aur bas....

                      Aur iss khamoshi key baad pey ziada socha tha to thora sa kuch likh bhi diya tha .... agar aap chahein tau perh sakti hein ...

                      Aik Merey na honey sey
                      TAWEEL KHAMOSHI.......:mm:

                      HAAN SURE ME PARRHTI HOON...THEN IWL DISCUSS.....:thmbup:
                      شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                      Comment


                      • #12
                        Re: Mout Ki Yaad

                        Originally posted by ummid View Post
                        surgery ke baad bhi sirf ek survive kar paata hai or ek saal jitni takleef hoi hai hume. Us takleef ko dimagh mein rakhte hoye socha tha ke surgery karwa ke bhi marna hi hai tu avein itna time laga diyaand the basic reason that I am in love with fari (:kiss:) that she is there when I really need someone(I am sorry I am going off track per yeh sub hume yaad aa raha hai) .. us dard ke period mein me akser maut ko yaad kartibut when actually I was on death bed.. there is no fear of deathlagta tha ke maut ek baar aayegi yeh her aadhe ghnate baad itna dard hota hai hume saliva nikalne ke liye but its is said that Chaos is order yet undefined,
                        OH MY GOD.........UMMID......WHAT SHOULD I SAY......:dua
                        YOU ARE VERY STRONG YAR......:salam:
                        N LUCKY TOO:)
                        YAANI MOUT AAP KO CHOO K GUZAR CHUKI HAI.........372-shock
                        AB JALDI NAE AATI....///

                        @FARI...
                        .UMMID AAP NE TOU MUJE ISS KI MOHABBAT ME MUBTA AKR DIYA....beho
                        LOVE U FARI..........lvlin
                        (UMMID AAP BOHAT BURI HAIN....SAMJHAIN MERI BAAT KO:D:)
                        شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                        Comment


                        • #13
                          Re: Mout Ki Yaad

                          Originally posted by rehman View Post
                          generally, our fear of death is an unhealthy and unrealistic fear...
                          STRONGLY AGREED :thmbup:
                          yup......right....dartay nae hain....tou kya krtay hain...kis trah se lete hain......thinki
                          شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                          Comment


                          • #14
                            Re: Mout Ki Yaad

                            Originally posted by saraah View Post
                            ASSLAMOALIKUM RESPECTED MEMBERS.......:salam:

                            AAP NE KABHI SHAYOORI TOUR PE MOUT KO YAAD KIYA HAI.........:mm:
                            KYA FEEL KRTAY HIAN AAP.......:mm:
                            Mout aik musallim haqeeqat hai...jiss say musalman tu kia koi kaffir aur mushrik ya dehrya bhi inkar nahi ker sakta... Allah farmata hai...."Allah woh zaat-e-pak hai jiss nay mout aur hayaat ku paiada kia ta k woh tumharee aazmaish karay k kaun ziada achay amal kerta hai, bashuk woh Allah zabardast aur bara muaf kernay wala hai. " (Surah-e-mulk verse-02).

                            yeh zindagi aik rail k safar ki tarahn hai..kisse ka station pehlay ajata hai..tu kisse ka baad main liykin akhir ku uss ku train say uterna parta hai..Bilkul isse terhan..aik din hamara bhi station anay wal hai..aur hum ku iss zindagi ku jo jitni bhi hum nay guzari hai...iss ku choor ker aik naee dunia main apna jahan abad kerna hai..Hum say pehlay bohut say namwar loog aye aur akhir sirf apna nam aur kam choor gaye...ab un ka wajood matti main mil chuka ya raakh ban gaya..ya hawa main tehleel ho gaya...woh sab loog haqeeqat main iss waqat alam-e-barzakh main hain...koi azab bhogat raha hai tu koi Allah ki naimatoon say sarfaraz ho raha hai...

                            Naik loogon jo iss dare-fani say kooch ker chukay hain unn k baray main Allah farmata hai..k woh jannat ki naimatoon say lutaf anbooz ho raay hain..Jab qaymat ka din hoga tu Allah unn ki rooh say faramye ga.."Ay nafs-e-mutmeen tu apnay rab say razi au tera rab tujh say razi..dakhil ho ja marey banday k ander aur phir dakhil ho ja meree jannat main" (Surah-fajar)

                            Aur badbakht loog jo iss dare-fani say kooch ker chukay hain..woh musalsal Allah k azaab main mobtila hain...jaisa k Allah faramta hai..."koi din aisa nahi hota jab fero'on aur aly-e-fero'on ku aag per paish na kia jata ho..aur jab qaym hoga qiyamat ki din tu hukum dia jye ga ka daal do inn ku shadeed ter azab main" (Al-quran) yani unn ki roohain iss waqat mubtila azab hain.

                            Akhir hum ku bhi ye sab kuch dekhna hai apnay amal k mutabiq..aur woh din ziada door nahi hum say...her din her lamha her minute hum ku iss fani zindagi say door aur uss abdi zindagi say qareeb kjer raha hai.. aue ye sab janaty hain k uss abdi zindagi ka koi end nahi hai..koi ikhtitetam nahi hai..bus ye chand roza zindagi k achay boray amal ka natija hamaray samnay anay wala hai..bohut jald.

                            Allah say yahi dua kernee chahye k "Ay Allah meray amal iss qabil nahi k main tujh ku unn say razi ker sakoon..bus main tu rehmat ki umeed hi rakhta hoon..kyuon k teree rehmat hi hai..jo her cheez per hawee hai..jo mujh ku uss kathan din ki sakhti say bacha sakti hai.. jiss k baray main tu nay faramaya hai..k woh din 50,000 saal k barabar hai. Main sirf terree rehmat ka talbgaar hoon..tu mujh ku muaf ker day..merery unginnat gunahoon ku apni rehmat say meta day..aur mera hashar naik loogon k saath ker aye rab-e-zul jalal. (Aamin)


                            Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

                            Comment


                            • #15
                              Re: Mout Ki Yaad

                              Originally posted by Xai View Post
                              :alhamd::rose
                              Lekin tumhari kuch burayaiN mey ja ker tumharey burayioN waley thread mey kerti hun :P
                              parh liya me ne.... :D

                              Comment

                              Working...
                              X