Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Mout Ki Yaad

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Mout Ki Yaad

    Originally posted by Xai View Post
    perhney key liye shukrya


    du'az :rose
    aise mut dekha karo... aise you bauaht acchi lagne lagti ho.. :lol

    Comment


    • #32
      Re: Mout Ki Yaad

      Originally posted by ummid View Post
      aise mut dekha karo... aise you bauaht acchi lagne lagti ho.. :lol
      lol.... jab kabhi bhai sey tan hon tau bhi yahi wali smily bananey ka dil chahta hai magar aap apni eyes tau ghooma do magar lips ko nahi terha merha ker saktey hein ... :D
      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

      Comment


      • #33
        Re: Mout Ki Yaad

        Originally posted by Xai View Post
        lol.... jab kabhi bhai sey tan hon tau bhi yahi wali smily bananey ka dil chahta hai magar aap apni eyes tau ghooma do magar lips ko nahi terha merha ker saktey hein ... :D
        :lol...

        Comment


        • #34
          Re: Mout Ki Yaad

          Originally posted by senorita View Post
          nahi saraah...feel to bohat kuch hota he.....me kai dafa jab apne bed par sone k leat let'ti hon to ankhen band kar k sochti hon k esa andhera ho ga qabar me....sanata ho ga.....mujeh andhere se dar lagta he to mere father ne mujhe Allah k naam ka wird bataya tha k har namaz k baad parha karo..qabar me inshAllah roshni ho gi....
          lekin mujhe moat se dar nahi lagta....me sochti hon k is dunya se jis me itni na insafi or zulm he yahan se jaan chote gi....wahan Allah Tallah hon ge....Allah ki mohabat ho gi...mere father hon ge.....me ooper asmaanon me jaun gi....me khwab me aksar khud ko urta hua dekhti hon....jese swim karte hen wese me fiza me swim karti hon.....
          me aik jagah Quran me parha tha k Allah do time insan ki rooh ko apne pas rok lete hen...aik jab ham so jate hen tab or aik jab ham mar jaen ge tab....neend bhi aik tarah ki arzi moat he to last days me ne ye baat bohat sochi k jab me so jati hon to meri rooh kahan jati ho gi??is earth se bahir??ese hi dheron feelings he...aik baar me ne aik mati k ghare me late kar dekha tha k jab insan is me leta ho to kai feel hota he......
          bas mystrey he an....mar kar hi pata chale ga k is me kia bhaed he:mm:
          mein bhi issi tarah kay khuwaaab dekhta hoon.... aasmano mein urta hoon aur chaand , taray aur aasmaan dekhta rahta hoon..... meinay kisi aalam se ta'abeer karwai thi kisi zamanay mein vo kahtay thay k tum bahut acha makaam hasil karo gay..... aur us ki baat wakai theek nikli hai aur mein ahista ahista tarraqi ki manazal tay kar raha hoon.... dosri baat yeh kahi thi kay tumhari islam mein interest barhay ga....... 372-scare
          :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

          Comment


          • #35
            Re: Mout Ki Yaad

            Originally posted by rehman View Post
            mein bhi issi tarah kay khuwaaab dekhta hoon.... aasmano mein urta hoon aur chaand , taray aur aasmaan dekhta rahta hoon..... meinay kisi aalam se ta'abeer karwai thi kisi zamanay mein vo kahtay thay k tum bahut acha makaam hasil karo gay..... aur us ki baat wakai theek nikli hai aur mein ahista ahista tarraqi ki manazal tay kar raha hoon.... dosri baat yeh kahi thi kay tumhari islam mein interest barhay ga....... 372-scare
            hhhmmm achaa:mm:

            Comment


            • #36
              Re: Mout Ki Yaad

              Originally posted by saraah View Post
              ASSLAMOALIKUM RESPECTED MEMBERS.......:salam:

              AAP NE KABHI SHAYOORI TOUR PE MOUT KO YAAD KIYA HAI.........:mm:
              KYA FEEL KRTAY HIAN AAP.......:mm:
              array bhi abhi zinda hoon ji lenay dooo..........mot ko maat yaad dilao
              ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

              Comment


              • #37
                Re: Mout Ki Yaad

                Originally posted by ummid View Post

                I really love u de is lia kahti ho apna khiyal rakha karo kiun kah u ki un dino ki baato se dard takleef se mai jitna dar gai thi u ko bhi andaaza nahi :(
                :hug:

                Comment


                • #38
                  Re: Mout Ki Yaad

                  Originally posted by saraah View Post
                  @FARI...
                  .UMMID AAP NE TOU MUJE ISS KI MOHABBAT ME MUBTA AKR DIYA....beho
                  LOVE U FARI..........lvlin
                  (UMMID AAP BOHAT BURI HAIN....SAMJHAIN MERI BAAT KO:D:)


                  me ki tu yahan demand hi bohat ha thanko ladies

                  Comment


                  • #39
                    Re: Mout Ki Yaad

                    Originally posted by fari View Post
                    I really love u de is lia kahti ho apna khiyal rakha karo kiun kah u ki un dino ki baato se dard takleef se mai jitna dar gai thi u ko bhi andaaza nahi :(
                    :hug:
                    :tasali::tasali:

                    Comment


                    • #40
                      Re: Mout Ki Yaad

                      Originally posted by fari View Post
                      me ki tu yahan demand hi bohat ha thanko ladies
                      :lol
                      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                      Comment


                      • #41
                        Re: Mout Ki Yaad

                        Originally posted by ummid View Post

                        Yes I had…. Before ma surgery.. jub me ko pata chala ke jis problem se me suffer ho rahi ho who 1 laakh logo mein se sirf 6 ko hota hai… or jin mein se surgery ke baad bhi sirf ek survive kar paata hai…. or ek saal jitni takleef hoi hai hume. Us takleef ko dimagh mein rakhte hoye socha tha ke surgery karwa ke bhi marna hi hai tu avein itna time laga diya… :lol… end end mein tu hum raat raat bhar sote nahi the.. and the basic reason that I am in love with fari (:kiss:) that she is there when I really need someone … me raat bhar online hoti thi coz me so nahi sakti thi… or fari me se baatein karti thi kaafi raat tak… kabhi kabhi 3 se 4 baj jaate or me usey sone jaane kehti… (I am sorry I am going off track per yeh sub hume yaad aa raha hai) .. us dard ke period mein me akser maut ko yaad karti thi ke yaar khaate waqt jo dard ho raha hai who sans rok raha hai tu jub rooh niklegi tub kaisa pain hoga.. or tub dua karti thi ke “Allah aasan maut de… or deen ki salamti ke saath..” ameen… but when actually I was on death bed.. there is no fear of death… the only fear I have in ma mind is of to loosing ma all love ones… that’s it… tell you truth sarah.. that was the most painful period of ma life till now….. us waqt her aadhe ghante baad jo hume “suction” kiya jata tha tub lagta tha ke maut ek baar aayegi yeh her aadhe ghnate baad itna dard hota hai hume… you cant even think of it.. pehle hi itni macheinu mein rakha howa tha or us per her half an hour baad who ek pipe daal the munh se lungs tak… saliva nikalne ke liye… you cant scream at that point of time because mouth per pehle hi ventilation laga hota tha… us waqt lagta tha ke “life is more difficult than death”.. but its is said that “Chaos is order yet undefined, searching is reason yet unrewarded, wanting is void yet unfilled, Tears are vessel to destination… in time all shall come and all shall come to pass!!”.. who waqt bhi guzar hi gaya… Allahmdullilah….
                        Funda zyadah tu nahi hogaya hai… :embarasse… chalo bus... khush raho... wasalam.. :rose
                        oohh My God...ummd ap ne itni takleef uthai...yakinan ap aik bahadur larki ho...Allah apko sehet o tandrusti ata farmaey or hamesha khush rakhe..ameen
                        or ap apni sehet ka bohat khiyal rakho:phool:

                        Comment


                        • #42
                          Re: Mout Ki Yaad

                          Originally posted by fari View Post
                          I really love u de is lia kahti ho apna khiyal rakha karo kiun kah u ki un dino ki baato se dard takleef se mai jitna dar gai thi u ko bhi andaaza nahi :(
                          :hug:

                          tu is mein rone waali kya baat hai..l:lol. me lub you too :kiss:

                          Comment


                          • #43
                            Re: Mout Ki Yaad

                            Originally posted by fari View Post
                            me ki tu yahan demand hi bohat ha thanko ladies
                            haan you ki bari demand hai... yeh bhi dekh lo kis ki taraf hai.. saari larkiyaan hi hain.... .. you sumjh rahi ho na me kya kehna cha rahi ho... :lol

                            Comment


                            • #44
                              Re: Mout Ki Yaad

                              Originally posted by senorita View Post
                              oohh My God...ummd ap ne itni takleef uthai...yakinan ap aik bahadur larki ho...Allah apko sehet o tandrusti ata farmaey or hamesha khush rakhe..ameen
                              or ap apni sehet ka bohat khiyal rakho:phool:
                              sure.. InshAllah.. Thanx rita...
                              khush raho...:rose

                              Comment


                              • #45
                                Re: Mout Ki Yaad

                                Originally posted by fari View Post
                                me ki tu yahan demand hi bohat ha thanko ladies
                                so tu hai........
                                Last edited by *Rida*; 28 February 2009, 08:53.
                                For New Designers
                                وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                                Comment

                                Working...
                                X